Google Adsense jyadatar bloggers aur webmaster ke liye online paisa kamane ka sabse badiya method me se ek hota hai. Kisi bhi online business me google adsense ek bahut hi importent role play karta hai.
Bahut se log hai jo bahut hi badiya paisa google adsense se kamate hai. India me ab hindi bloggers ki sankhya bahut hi tezi se badh rhi hai iska main reason Google Adsense hi hai kyoki Jab se google adsense Ne hindi language ko support karna suru kiya hai tab se logo ka hindi me blogging karne ka interest bhi badh gaya hai.
Muje lagta hai ke hindi bloggers apne blog se paisa kamane ke liye google adsense ka hi prayog karte hai. Mai khud bhi Hindimehelp par google adsense ka upyog karta hu.
Jab baat kisi blog, website se paisa kamane ki Ati hai to sabhi Bloggers aur webmaster google adsense ko hi paisa kamane ke liye chunte hai. Kyoki google adsense Jo Jo subidha humko deta hai woh dusari Ads Network Program nahi dete.
Aaj ka hmara Jo topic hai woh bahut hi intresting topic hai Kyoki aaj hum iss article me ye baat janane ki kosish karege ki aakhir google adsense ko hi humko apne blog se paisa kamane ke liye kyo paryog karna cahiye aur google adsense ka prayog karne se humko kya kya fayda hota hai, To chalo dekhte hai ki woh kon kon se point hai jo google adsense ko number1 ads network program banati hai.
Ye Bhi Pade: 1000 Visitor Per Google Adsense Se Kitni Income Hoti Hai
Page Contents
Google Adsense Prayog Karne Ke Top Fayde
Fayda No. 1: Ek Adsense Acount Me Unlimited Website Ka Prayog Kar Sakte hai
Google Adsense program ka sabse badiya feature ye hai ki aap kewal ek hi google adsense acount me apne sabhi blog, website ko Manage kar sakte hai. Maine aur bhi kuch ads program ko dekha hai lekin unme ye feature nahi hota hai.
Agar aapke pass 2-4 blog hai to aapko har ek blog ke liye alag alag google adsense acount nahi approved karana hoga aap kewal ek hi adsense acount se un sabhi website par adsense ka ads laga sakte hai aur sabhi blog ke income ko ek hi jagah se apne bank acount me transfer kar sakte hai.
Ek adsense acount me unlimited blog ko access karne ka feature muje adsense Program ka sabse acha feature lagta hai Isiliye google adsense ke top fayde me Maine isko number 1 par rakha hai.
Fayda No. 2: Google Adsense Ko Prayog Karna Bahut Aasan Hota Hai
Yadi aap ek naye bloggers hai aur aap ne abhi tak kabhi bhi google adsense ko prayog nahi kiya hai aur aapko lagta hai ki adsense ka prayog karna bahut hi technical hai tab aap Galat soch rahe hai kyoki google adsense program se easy sayad hi koi aur program hoga.
Aap isko bina kisi technical jankari ke Aasani se prayog kar sakte hai. Google adsense ko prayog karne ke liye aapko kisi bhi prakar ki coding ki jarurat nahi hoti hai Balki ye bahut hi Easy hota hai aur aap iske har ek function ko Aasani se smjh Sakte hai.
Mera yakin maniye aap google adsense ko apne computer me bahut hi comfortable tarike se prayog kar sakte hai. muje lagta hai Google Adsense ke sabhi function ko smjhne me aapko aapko 20min bhi nahi lagega.
Google Adsense ke New Ad type add kiye hai uski jankari yaha hai.
Ye Bhi Pade: 5 Karan Adsense Se Paisa Kamane Me Q Fail Hote Hai Log
Fayda No. 3: Google Adsense Ka Har Ek Problem ka Solution Online Uplabdh Hai
Maine aapko pahle hi bata diya hai ki google adsense ko paryog karna bahut hi Aasan hota hai. Iss par acount bana kar Usko Setup karna bhi bahut hi Easy hota hai. Lekin agar aapko adsense prayog karte time me kisi bhi parkar ki koi bhi problem Aaye To aap uss problem ko google par search kar le aapke problem ka 100% Upaye mil jayega, kyoki google adsense se related hajaro tutorial internet par uplabdh hai.
Aur Iske Sath Sath adsense acount prayog karte samye ane wali sabhi problem ka bhi tutorial internet par Uplabdh hai. Agar iske baad bhi aapka problem nahi solved ho raha hai to aap Google adsense ke support team se contect karke aapne problem ko bataye woh aapke problem ko turant solved kar dege. Google adsense ki support team bahut hi fast response deti hai aur woh aapke problem ko solved karne ke liye hmesa Ready rahta hai.
Aap Google Adsense ka jo Forum hai usko bhi join kare jaha aapko bhut si jankari mil jayegi adsense se sambandit or aap wha help le bhi sakte hai or dusre logo ki help kar bhi sakte hai.
Google Adsense Forum Join kare:
Fayda No. 4: Google Adsense Product ki Jarurat nahi
Google Adsense apne user ko kisi bhi parkar ki koi bhi product sell karne ke liye nahi bolta hai. Ek website, blog Bana kar aap information share karke bhi google adsense se paisa kama sakte hai. Matlab aapko adsense se paisa kamane ke liye kisi bhi product ko nahi
sell karna padega.
Fayda No. 5: Adsense Google Site ke Google Custom Search me Ads Lagane Ka Option Deta hai
Google Adsense ka ye ek acha future hai earning ko badane ka.. Agar hamari site par Adsense approve hai to ham hamari site par jo kuch search hota hai usse bhi ham income kar sakte hai.. Search me ads laga kar. uske liye hame hamari site me Google Custom search use karna padega.
Google Custom Search, Google ki hi ek service hai jisme jisko ham apni site par search karne ke liye use karte hai.. or aagar hamare blog par adsense approve hai to ham hamare search result me bhi ads enable kar sakte hai..
Google Custom search me ads enable karne ke baad jese Google Search me ads aate hai aese hi ads hamari site par search karne par bhi aate hai or agar kpoi unpar click karta hai to usse hamario income hoti hai.
Fayda No. 6: Google Adsense Ads Provides Karta Hai
Sabhi ads network program apne user ko ads starting se bana kar put karne ka option dete hai lekin google adsense me aisa nahi hai. Google Adsense aapke hisab se kuch relevant ads website ke liye provide karta hai aur usme option bhi deta hai ki agar aap ads me kuch changing karna cahte hai to kar sakte hai. Ye ads khash karke content ke liye hota hai.
Ye Bhi Pade: Adsense Account Approved Karane ke 11 Tarike Hindi Me
Fayda No. 7: Google Adsense Customization Ads Ka Option bhi deta Hai
Kisi bhi website, blog ka Design ek importent point hota hai. Agar hum baat kare Kuch Dusare ads network program ki to un program me Customize ads ka option sabhi me nahi hota hai Jisse unka ads apne blog, website me Lagane par pure website ka Desgin bekar ho jata hai.
Google Adsense me aisa nahi hai kyoki iske har ke ads ko Customize kar sakte hai iss option ko edit karke aap apna ads apne website ke hisab se Design kar sakte hai. Aisa karne par aapke website ka Desgin bhi accha dikhega aur ads bhi.
Jarur Pade: Adsense Se Paisa Q nahi kama pate log uske karan
Fayda No. 8: Mobile ke liye Special Ads
Google Adsense me Responsive ads to hai ho jo har screen me fit ho jate hai par abhi abhi Adsense me ek new future add huaa hai jiska naam hai Page Level Ads ye Mobile site ke liye hai.. isme ham Adsense ke ads Mobile site me niche dikha sakte hai.
Fayda No. 9: Low Income dene wale ads ko band kar sakte hai
Adsense hame ye option bhi deta hai ki ham chahe un ads ko disable kar sakte hai.. To hame jin ads se low CPC milta hai ham unko disable karke apni adsense ki income bada sakte hai.
Fayda No. 10: Matched Contant ads ki madad se Site ke Page Views bada sakte hai
Ye Future bhi muje bhut acha laga Adsense ka.. Isse income nahi hoti par iski madad se ham apni site ke Page Views bada sakte hai..
Matched Contant Ads me hamari site ki hi post dikhti hai, par wo visitor ke interest ke hisab se dikhti hai to uska hame fayda milta hai.
Fayda No. 11: Native Ad
Adsense me ek option natice ad ka hai, jisme jo ad hai wo bilkul website se matching aate hai, to aese me jo visitor hai unko koi paresani bhi nahi hoti or click bhi jada hote hai.
Native Ads kya hai or kaise use kare uski jankari aapko yaha mil hayegi.
Fayda No. 12: Auto Ad
Google Adsense ka ye sabse unique feature hai, isme hame sirf ek code website me ad karna hota hai, uske baad adsense ke ad automatic website me jaha jaha sahi jagha hai waha aane lagte hai.
naa to war war jagha jagha ad code lagane ki dikkat or naa iss baat ki ke konsi location par jada click aayege.. sara kaam automatic ho jata hai.
Fayda No. 13: High Income hoti hai
Google Adsense ke ads se jitni income hoti hai utni income kisi dusre ads network se nahi hoti.. mene bhut se ads network tri kiye par adsense ki takkar ka koi nahi mila
Fayda No. 14: Direct Bank me aate hai Paise
Ye Bhi Sabse acha Future laga Adsense ka ki hamari jo Income hai wo direct hamare Bank account me aa jati hai.. Jo Hamari Income hoti hai agar wo $100 se jada ho jati hai to har mahine ki 21 tarikh ko hamara bank account me wo paise aa jate hai.
Fayda No. 15: Mobile App or Browser ka Toolbar
Google Adsense ka Mobile App bhi hai or Browser ke liye extension bhi hai.
Mobile App ki madad se ham Hamari jo inocme hai usko Mobile me kahi bhi dekh sakte hai.
App Download Kare Apne Mobile me
Adsense Android App
Chrome Browser ke liye extension bhi hai jiski madad se ham hamari income kabhi bhi dekh sakte hai, or uske liye hame adsense account me login karne ki jarurat nahi padti.
Chrome Extension Download kare
Install Adsense Chrome Extension
Fayda No. 16: Google Adsense Ek Trusted Company Hai
Google Adsense ek bahut hi trusted compnay hai aur ye aapko kabhi bhi dhoka nahi degi kyoki google adsense ko banane wala koi aur nahi hum sab ka “Google” hai.
Hum sab jante hai ki google kya hai isliye hum google adsense par trust kar sakte hai. Lekin aisa nahi hai ki sabhi ads network google adsense ki tarah trusted hai kyoki maine bahut se logo se suna hai ki bahut se aise scam ads network internet par hai jo apna kaam karwa lete hai lekin jab paise dene ka time ata hai tab paise nahi deti hai aise ads network program se aap door hi rahe.
Fayda No. 17: Google Adsense Ek Free Service Hai
Ji haa google adsense ek free service hai aur aapko isko prayog karne ke liye kisi bhi parkar ki koi bhi paisa kisi ko nhi dena padhega. Ek aur baat dusare ads network ki apeccha google adsense ads Click par jyada paise deta hai. Yadi aap apne blog par ek badiya aur trusted advertiser netwok dhudh rahe hai to google adsense aapki pahli psand honi cahiye.
Google adsense ke aur bhi bahut se fayde hai Jisko hum sabdo me nahi bata sakte hai. kul milakar google adsense ek free, trusted aur high paying ads network hai jo aapke website,blog ke liye ek best option hoga.
Google Adsense Kaam kaise karta hai, kaha se ad aate hai or kaha se paise uski puri jankari aapko yaha milegi.. jisme starting se leke last tak ki adsense process ke ware me bataya hai.
At Last:
Muje ummed hai google adsense ke bare me ye jaankari aapko acchi lagi Hogi. Yadi aapka google adsense se related koi sawal ya phir confusion hai to commnet box me aap puch sakte hai humko aapke question ka answer dene me bahut khushi hogi..
nice he ye jankaei sir
aoki post help ful he
NICE,SIR
NICE SIR
kya SMO se aaya traffic sdsense me count hota h ya organic traffic keyword se aaya traffic
Nice update thanks for the update
Rohit bhai adsense mere paise 21 march ko bank me send kar diye the but aaj 31 march ho gye paise ab tak nhi aaye, kal main bank me bhi jakar aaye unhone bhi kuch khas response nhi kiya,
Ye meri first income hai sir bahut tension ho rhi hai kya karu abhi btai please
Bhai tension lene ki koi baat nahi hai.. aap apni bank ki uss branch se contact karo jiska swift code aapne adsense me dala hai.. or usko batao ki aapki $$$ me google se payment aai hai, usko clear kare..
Acchi article provide ki.
Nice Post kya Mera ek question hai plz reply me .sir me Hindi english dono language me Articles post kar raha hu kya mujhe adsense account Approval mil sakta hai kya ?Read What Is Poona Pact 1932 In English
nice information and thanks for sharing useful post
aapki post achhi hai
Bahut acchi jaankaari dete hain sir aap
I really thanks
सर मूझे ऐक कस्टमर टू कस्टमर ई .काॅ. वेबसाईट बनाणी है तो उसके लिये पहिले ब्लाॅग बनाना जरूरी है क्या अगर नही मूझे क्या करणा चाहिये क्यूकीं मूझे उसमे कस्टमर के मो.न और नाम आॅड करणा मूझे डोमेन नेम ओर वेबहौस्टींग लगेगा ओर काॅपीराईट किस लीये रहता है?
Hi Rohit,
Bahot hit behtarin jankari di he aapne. Google adsense best he bas aapme thoda patience rakhana hota he. Thank you detail me samjane ke liye.
Admin Ji ye bataye, Ki hum apne adsense admin pannel me kitni new blog and kitni new you tube channel wali email id’s ko invite kar sakte hai.
Means ek adsense account me bina kisi problem ke kitni email id’s invite kar sakte hai
sir hm apna blog kaise banaye or iska istmaal kaise kre
sir hm apna blog kaise banaye
Sir mere computer me Time and date fix nahi rahata..
Jab computer restart karta huh to phir se time and date change hota hain..
Mane Kahi bar computer Formate bhi kiya OS change karke bhi dekha
Kya adsene se payment lene ke liye paypal account ki jarurt hoti h Sir
Bahut hi achhi jaankari di hai aapne @Rohit Sir.. Adsense ke fayde post ko mene acchhi tarah padha hai. Mujhe aapse do cheezo ke baare me janna hai. 1 Google Matched Content lene ke liye blog par kitne traffic ki jarurat hoti hai? 2. Page level Ads ko thora vistaar me bataye
Metched contant ka option apne aap account me aata hai.. average agar aapki site par 15000 page views hote hai per day to wo option aane ke chance ho jate hai.. par ye kahi bataya nahi hai or ye fix bhi nahi hai..
Page Lavel ads Mobile ke liye hai jo site me niche ki taraf dekhte hai.. iski me ek post karna wala hu.. usme aapko iske ware me or achi se jankari mil jayegi..
Thank you very much.
apne youtube account ko addsence ke saath kaise add kare aur uspar add kaise lagaye
yaha pade
apne youtube account ko addsence ke saath kaise add kare
uski jankari yaha hai
Hello ji Mene ek blog banana he .usko 6 se jyada mahine ho gaye air use adsence bhi khul gaya or Mene ek account bhi bana Liya par 2ghate baad email aaya ki adsence disapprove ho gaya .Sir app merit website check Kar me bata sakte he ki website me kya kami hair .please
aapke blog me kuch hai hi nahi to disapprove to hona hi tha.. 6 mahine purane se ye matlab hai ki aap usko 6 mahine se chala rahe ho or uspar post daal rahe ho.. sirf bana kar patak de or 6 mahine baad approve thodi hota hai..
Sir adsense me bank ka swift code dena zaroori h?
Agar swift code us bank nahi hai to kya kare?
Mera jis bank me account uska IFSC code sbin0012474 hai
Koi solution bataye jise adsense ke paise mil jaye please plz
Aap costumer care call karke puche.. Aapki bank ki jo sabse pass ki bank hogi jiska swift code hoga wo daal sakte hai
Rohit jee maine suna hai ki aap bahut cool ho ,, aapke pas har saval ka jabab hota hai , aur maine aapki puri blog dekhi kafi achhe se comment ka reply kiye ho aap .. But mera bhi kuchh saval plz bata dijiye sir,,
Kya ham website bina coding sikhe bana sakte hai ?
Blog me ham apna table add kaise kare mujhe blog ke post me nahi footer me table add karni hai ?
Comment ka reply dene ke liye hamko apne blog par ja kar hi dena padega ., ya fir blogger ki site se de sakte hai agar de sakte hai to kaha se de ?
Website bina coding ke bana sakte hai.. muje bhi coading nahi aati..
aap template me add kar sakte hai..
ham post me de sakte hai.. ya fir blogger comment use kare to blogger kle deshboard se bhi reply kar sakte hai.
hello sir, hamane ek blogging team banayi hai. jisame ham 4 members hai. Aur 15 din me hi hamane usapar 40 posts publish ki hai. aur Ab hamara plan hai ki kal adsence ke liye apply kiya jaye. hamane domain bhi pahale hi din liya tha. matalab use bhi Ab set kiye huye 15 din ho chuke hai… toh mera sawal ye hai ki kya Ab adsence approve hoga.. ya hame abhi kuch din Aur wait karana chahiye
Adsense ke liye jald waji naa kare.. sabse phele kam se kam 10 war check kare kahi kuch kami to nahi hai site me. q ki agar kisi karan account approve nahi hutt to baad me approve hone me bhut problem aayegi.. aap ye bhi pade
nice post bhai …. bhai mujhe gazab post.com jaisi ek website banani hai … kaise banegi
wo aapke upar hai.. aap wordpress par banaye or bilkul same banani hai to jo template unhone use kiya hai wo hi aap use kare..
Bahut hee usefull janakari google adsense ke baare me dee hai aapne.
google adsense me apply karane ka poora process kya hai?
uski post bhi jald dalne wala hu..
Sir kya mobile se blog bnaya ja skta hai?plz btaye.
Bilkul bana sakte hai.. Uski koi alag process thodi hai. Same hi banega
Aap mughe Whatsapp add kijiye Nu 7542913726
hello sir kya new wp blog ke liye shared hosting sahi padegi
aur sir shared hosting kaun kaun si company deti hai.
Aap ye post pade aapko apna jabab mil jayega
bro.mene ek blog banaya ,us pe AdSense bhi l
aprrove ho gaya.
to bataye mai isme kya sudhar karu.
mera blog dekh k bataye
me aapko phele bhi bataya tha.. aap apne logo ko chota kare.. uska size jada bada hai.. baki aapne blog acha banaya hai..
sir mere adsense se code automatic delete ho Gaye, waha phir se code bananae ka options mil raha hai, Meara purana code kaha gaya,maine blog pe lagaya kya ab wo show nahi hoga kya.
site me blank (khali) dikhta hai starting me ads
Rohit bhai aapne bahut achhe se Adsense ke advantages ko btaya hai.
Ek sawal hai ki maine abhi ek update me padha hai ki Matched content se bhi earning hogi
haa ho saklta hai.. q ki starting me mere matched content me kabhi kabhi starting ki 2 post ads aate the.. wo sayad adsense ne abhi trial kiya hoga.. ho sakta hai aage chal kar usse bhi earning ho :)
Bro new blog per kitni post hone ke baad uska sitemap search console me submit karna chahiye abhi mere blog per 3 post hai kitni post hone ke baad me sitemap submit karu please thoda idea dijiye.
bhale zero post ho tab bhi kar sakte hai.. uski koi limit thodi hai ki itni post ke baad karo..
Zero post meh mene kiya to rejected ho gaya. Kyu…?
गूगल एडसेंस के बिना ब्लॉग्गिंग मानो की ही नहीं जा सकती. हर वेबसाइट मालिक का सपना होता हैं गूगल एडसेंस, बिना एडसेंस सब ऑनलाइन सब सूना सूना सा हैं…. एडसेंस ही वेबसाइट को चलाने का साधन हैं …. धन्यवाद जी
bilkul sahi kha aapne
Sir m ad injection plugin use nhi kr paa rha hu mere lost ke beech m aap jaise ad nhi ate h sir plz team viewer ya koi aur tarike se meri problem fix kr wado
me quick adsense plugin use karta hu
Bro m ad injection plugin use nhi kr pa rha hu kripya meri help kare team viewer ya kisi se kr wado bro plzzz
Sir apko kitna time laga tha blog me 1000 plus traffic pane me and kitne post the a0ke blog me us time…..and 3000+ traffic kitne month hui….us time kitne post the….sir ji…batayen…??
Ye aap mujhse ya kisi se bhi compare naa kare.. Or haa 3000 traffic pane ke liye ek mahina bhi bhut hai Agar ham Sahi tarike se badiya post kare to
mai aapse puchna chahta hu ki kya
blog ko mobile se chalaya ja skta hai
jo pc per milta hia?
Google adsense form ko mobile se bhra nhi ja skta hai kya? plz btaye.
Mobile ho ya Computer dono me same site hi hoti hai..jo antar hota hai wo sirf ye ki mobile ki screen choti hoti hai to website mobile me alag tarike se open hoti hai.. Sare option rhate hai dono me
Sir मैंने अपने ब्लॉग पर एक नया टेंपलेट अपलोड किया है आप देख कर बता सकते हैं कि यह कैसा लग रहा है,उसकी स्पीड बराबर है या नहीं और उसमें कोई खामी हो तो प्लीज मुझे बताइएगा
acha hai .. Aap menu or add kare..
Namaste Rohit Ji,
Main ek naya blog banai hun to abhi to adsense pana thoda mushkil hai par is par mehnat karke main jald hi is safalta ko paane ki koshish karungi.
adsense ke bare me batane ke liye dhnybad.
ji bilkul.. or ek tips dena chahuga me aapko ki adsense apply karne me jald waji naa kare.. phele apni site ko achi se teyaar karke pura check karle kahi koi problem naa ho jab hi apply kare to approve hone ke chance bad jayege..
Aapne pehle Join fb group ka banner kaise lagaya tha?
wo image thi.. jisme link fb group ki link add ki thi.. wo mene picmonkey website se banaya tha..
भाई मैं लगातार गिरते सीपीसी की वजह से परेशान हुँ। पहले तो मुझे सीपीसी तीन रूपए मिलता था, फिर दो हो गया, और अब एक से भी नीचे जा रहा है, क्या आप बता सकते है यह क्यों हो रहा है?
मैंने काफी पहले से कम सीपीसी वाली वेबसाइटस को ब्लॉक किया हुआ है और कई भी तरीके अजमाए है जैसे कि कीवर्ड वगैरह वगैरह, फिर यह लो सीपीसी क्यों?
aapki post me jo keyword use karte hai aap wo bhi CPC ko effect karte hai.. unpar bhi diyan de..