Adsense par account banate same ek option aata hai jis par hame tik karna hota hai, or uss tik ka matlab hota hai ki ham usko maan rahe hai. Tik karke Google AdSense Program Policies ko maanna hota hai, sab jaldi se tik kar dete hai koi padta nahi hai par wo bahut jaruri hota hai ki hame pata ho ki hamne kya baat mani hai.
To chaliye agar aapne jab nahi padha to ab padh lijiye AdSense Program Policies ko Hindi me
Adsense ke Sare Publishers jo Adsense ko use karte hai usko Adsense ki Policies ko Follow karna padega. Agar koi bhi kisi bhi policies ko follow nahi karta hai to uske Adsense Account ko kabhi bhi Disabled(Band) kiya ja sakta hai, or uske baad aap adsense use nahi kar payenge.
Adsense ki jo policies hai wo badalti rehti hai time to time, to agar koi change ho to aapko uski jankari uske Official Blog par mil jayegi.
Adsense Sawal or jawab aapko yaha mileage, or un ke alawa koi sawal hai to aap direct bhi puch sakte hai.
Page Contents
Google Adsense Terms and Conditions in Hindi
Invalid clicks and Impressions
AdSense ke Publisher khud ke ads par kabhi click naa kare or naa kisi Software ya Script ki madad se Ads par click kare. Aesa karne par Adsense account Band kar diya jayega.
Ads par fake click naa karne hai or naa karwane hai, jo bhi ads aate hai wo agar kisi user ke interest ke hoge to khud us par click karega. Agar koi user war war bhi ads par click kar raha hai to wo invalid click me aayega, aesa karne par account risk me aa sakta hai or block bhi ho sakta hai.
Encouraging clicks
Aap kisi ko bhi nahi keh sakte ki ads par click kare, ye tarika bhi galat hai. Agar koi aese click karta hai to Google ko uska aasani se pata chal jata hai, wo dekhte hai ki jo user hai wo kya search kar ke site par aaya tha or usne ads par click karke jo dusri site open hui usko open kiya ke nahi.. is trha ki bhut si chijo ka calculation karte hai to agar koi fake click karta hai to uska aasani se pata lagaya ja sakta hai.
Content guidelines
Aap Adsense Ads ke Code ko kisi bhi aisi site par nahi laga sakte jo Adsense ki Content Guidelines ko follow naa karti ho. Jese Agar koi Page hai jis par Adult content hai, Gambling ke ware me hai, Hacking ke ware me hai, Crack Software ya koi bhi illegal chij hai to Adsense Ads nahi laga sakte.
Sites with Google ads may not include or link to:
- Pornography, adult or mature content nahi hona chaiye
- Ladai jhagde wali koi content nahi hona chaiye
- Bekar sabd wali koi Speech nahi hona chaiye, jisme kisi ke bhi ware me kuch galat bola ya likha gaya ho.
- Hacking/Cracking nahi hona chahiye
- koi bhi aese software ki link ya jankari nahi dena hai jo paid ho or aap free me de rahe ho.
- Kisi bhi Malware wagera ka use nahi karna hai.
- Drugs wagera jesi kisi chij ki jankario nahi hona chaiye
- Daru, Sarab sell nahi kar sakte.
- Tobacco ys usse sambandhit bhi koi jankari nahi hona chaiye.
- Hathyar se sambandhit koi jankari nahi hona chaiye.
- Is tarah ke content site par nahi hona chahiye jisme jo user hai wo koi offer complete kar raha ho jese kuch search karna, rmail read karna or koi task complate karna..
- koi bhi illegal chij nahi hona chaiye.
jitni bhi ye sab cheez hai ye naa aapki site par honi chaiye or naa aesi kisi bhi site ki link honi chaiye aapki site ar jin par ye ho.
Copyrighted material
Aap Adsense ke ads aesi site par nahi dikha sakte jispar copyright material ho kisi dusri site ka. Aap jis Page par Adsense ke Ads use kar rahe hai us paar naa koi copyright content hona chahiye or naa hi aese kisi page ki link usme honi chaiye jisme copyright content ho.
Agar aap Adsense use kar rahe hai or aapke pass koi notification aata hai kisi copyright content ko le kar jo aapka hi hai ya aapke paas usko share karne ki permission hai to aap ye Adsense Form Fill karke Request kar sakte hai. iski or jankari aapko unke Official Blog par milegi.
Agar aapko kisi Page par Adsense ke Ads dikhe jo Adsense ki policy ke khilaf hai to aap unki report bhi kar sakte hai is Form ko Fill karke.
Ye Bhi Padhe:
- Dusare Website Se Copy karne ke Faide or Nuksan
- Website me Copy karne se Roke [Disable Text Selection]
Counterfeit goods
Aap Adsense ke Ads aesi kisi bhi site par nahi use kar sakte jo kisi Product ko sale karti ho or uski brand kisi Brand ki copy ko .. uska Trademark or logo kisi dusri company ka ko.
Webmaster guidelines
Aap Adsense ads ussi site par use kar sakte hai ko Webmaster Quality Guidelines ko follow karti ho.
- Site par jo content hai wo war war repeat naa kare, or webpage ka code hai wo bhi.
- Text ko Hide or Link ko hide nahi karna hai.
- “Doorway” Page nahi banana hai, ye Affiliate Programs ke liye hote hai jis par click karke original content par jaya jata hai.
- Content Useful likhe jisme achi information ho or badiya tarike se likh ho. Jisme sab kuch badiya tarike se clear kiya ho.
Traffic sources
Google Ads aap in site par nahi laga sakte jaha traffic jawar justi jai jati ho. Jese aap aesi site par ads nahi laga sakte jaha paid traffic aati ho, jese email send kara logo ko or jab wo open kare to ads dikhae, ye sab allow nahi kiye jate.
Traffic kaise Badhaye uski Jankari share ki hai, aap wo read kare iske sath sath 50 tarike Blog ko popular karne ke bhi read kare.
Aap in sites par ads nahi dikha sakte:
- jese kisi service ka use nahi kar sakte ads par click karne me liye. jese koi click exchange program ka istmal nahi kar sakte.
- galat tarike se website ka advertisement nahi kar sakte site par traffic lane ke liye, jese farji email send karna, ya kisi fake site se traffic lana.
- Aap Google Adsense ke Ads search Boxes, toolbars me nahi laga sakte.
- kisi unwanted software se traffic aa rahi ho wo bhi allow nahi kiya jata.
Ad behavior
Aap Adsense ke Ads ko Modefications kar sakte hai par usme koi aisa kaam nahi karna hai jisse jo ads hai wo bhi badal jaye. Aap ads ka Size, color, format wagera change kar sakte hai.
Visitor aap ki site par kya karte hai or kya dekhte hai wo sab dekhne ke liye aap Google Analytics add kare Blog me
Ad placement
Adsense ke Ads kaha or kaise lagana hai wo bhi jaruri hai, aap aisi jagah ads nahi laga sakte jo Google Adsense Ad Placement Policies ke khilaf ho.
Google Adsense Ads Policy in Hindi Aap jarur read kare, isse aapko pura idea ho jayega ads ko kaha or kaise use karna hai taki aapko koi problem na aaye.
Site behavior
Jis Site par Adsense ke Ads dikh rahe hai uska navigation acha hona chahiye or usko chalana aasan hona chaiye. Site me aisa nahi hona chahiye ki wo automatic kisi dusri site par regirect ho rahi ho. usme kuch bhi automatic download nahi hona chaiye, jada popup nahi hona chaiye, Clean or Fast hona chaiye.
Apni website Virus check kare online website ki madad se, agar koi galat chij ho to usko turant remove kare.
Adsense Publishers ko unki Privacy Policy me ye batana padega apne visitor ko ki aapki sites cookies use karti hai browser ki badiya Ads dikhane ke liye.
Children’s Online Privacy Protection Act (COPPA)
Aap jis site par ads laga rahe hai us par jo content hai wo bacho ke liye bhi safe hona chahiye.
Gambling content
Aap Adsense ke ads kisi bhi Gambling(satte) ki site par nahi laga sakte ya uski jankari deti ho uspar bhi nahi.
At Last:
Friends aapne ab jaan liya hai ki agar aapko Google Adsense use karna hai to aapko konsi Term n Condition ka khayal rakhna hai.
Iske sath sath, Google Adsense ads Placement Policy bhi jarur read kare, taki invalid click jesi problem se bach sake.
Aapko ye jankari kesi lagi wo aap comment karke bataye or agar aapka koi sawal hai to aap comment karne puch sakte hai.
Bhai maine google adsense account me terms and conditions united states ka select kar liya hai.jab ki mujhe india ka select karna tha ab ise change kaise kare please help me.
Sir mujhe AdSense publisher policy violation ka mail aaya hai google AdSense se me kya kru plz btaye
uske kya warning hai wo dekhe.. or usko sah kare.. baki kya kya term condition hai wo to aap upar post ko read karke samaj hi gaye hoge.
Bhai meri help kro htt://xmusic.epizy.com ye meri site k link h ispe m adsense lga sakta hu kya
Hi rohit bhai..mera aapse ek sawal hai..bhai mene jab mera you tube account create kiya tha tab mene apne you tube channel me jake monetisation enable karne ke steps follow kiye the halaki mene sirf 5 videos upload kiye the..un me se jo 2nd vala step ye tha ki adsense requested, jab mene is pe click kiya to mene apana adsense account sign up kiya..to bhai muje ye janana he ki mera adsense account approve hua h ki nhi ye me kse pta kar sakta hu….batao mujhe bhai please…
aur mene abhi new blog bnaya h to mere blogko adsense se kya me wahi email id se link kar sakta hu jo pahle mene you tube channel create kiya tha..aur bhai plase muje detail me batao…aur payment ke time you tube pe aur blog pe kya ek hi naam aur email id chal sakta h kya…help me bro
Hi rohit bhai..mera aapse ek sawal hai..bhai mene jab mera you tube account create kiya tha tab mene apne you tube channel me jake monetisation enable karne ke steps follow kiye the halaki mene sirf 5 videos upload kiye the..un me se jo 2nd vala step ye tha ki adsense requested, jab mene is pe click kiya to mene apana adsense account sign up kiya..to bhai muje ye janana he ki mera adsense account approve hua h ki nhi ye me kse pta kar sakta hu….batao mujhe bhai please…
aur mene abhi new blog bnaya h to mere blogko adsense se kya me wahi email id se link kar sakta hu jo pahle mene you tube channel create kiya tha..aur bhai plase muje detail me batao…aur payment ke time you tube pe aur blog pe kya ek hi naam aur email id chal sakta h kya bhai plaese help me…
sir bhut hi achhe post aa share karte ho jitne bhi blog h google pe un sab se acha blog mujhe hmh hi lagta hai blogging ke bare me to bhut se blogs btate hai but ye mera fvrt blog hai
Answer to bhai
1.Rohit ji kya hm apni hindi language site pr google adsense ke sath koi aur adnetwork use kr sakte hai kya
2.yadi kuch page pr hm adsense ad lagate hi nahi hai aur doosre adnetwork ke ad un pages pr lga dete hai to adsense ko koi problem hogi
3.adsense ke 7-8 ad unit use krne ke nuksan ho sakte hai kya alag alag pages pr
SIR MERI EK SITE HAI JIS PAR GOOGLE AdSense approve NAHI HO RHA HAI KESE KRE PLEASE TELL ME
adsense Approve 100% Trick read kare
agar blog par ad lgana hai to kya pin verify hona chahye?
plz help
Nahi..
Par pin verify hone ke baad hi account me paise aayege
Nice post..
Sir mera YouTube account kuch din palhe terminate ho gya thaa jo ki Maine Adsense se link kr ke Rakha thaa …mera YouTube account toh band ho gya btt Adsense band nhi hua toh kya Mai dusra YouTube account Apne palhe vaale Adsense se link kr skta hu isme koi problem toh nhi please help me…
Haa, aako wahi adsense account use karna hai..
sir ad ka code change karke kisi facebook page ad lagaye to koi problem ho sakta hai kya
iska Faida kya hai.. free fokat me apna time barbad naa kare..
Bhut badiya rohit bhai
Great post-Rohit Bhai. I have a question -Google Adsense ke liye kab aaply karna chahiye?
Jab site par minimum 1000 visitor aane lage, taki approve ho jaye to kuch earning bhi ho..
Bahut helpful post hai. Thanks for share.
Bhut badiya information hai un blogger ke lie jinhe english thodi kam aati hai.
hello @Rohit Sir,
please help me sir. i m ur regular reader.
main ek new blogger hu. mene abhi kch din pehle ek blog bnaya hai.
www. thegandhibro .com
bhai,
1. site ki design kaisi hai?
2. mjhe koi aur customization krna hoga kya?
3. adsense ke liye apply kb karun?
menu update kare, post badaye or adsense ke liye daily 1000 visitor aaye jab apply kare to earning bhi kuch hogi.. nahi to koi matlab hi nahi hoga..
Nice post ! thank you
Mere wifi se connect hoker kisi ne mere youtube video dekhi jis per ad bhi aaya ab main tension me aa gaya hu ki kahi google mera adsense na band kar de.
Please guide me as soon as possible
Thank you
dekhne se koi problem nahi hai.. aap free fokat ki tension naa le.
nice post
and yeh btao ki adsense par apply karne se phale kitna traffic hona chaiye
aesa koi rule nahi hai.. par mera suggestion hai kam se kam per day 1000 to honi chaiye..
sir very nice post for google adsense user…!!!
sir searcg engine jab post ko black seo ke waja se remove karta hai to siraf ik article ke ranke dawon hoti hai ya website ke sari post per…!!! explain please
ye depent karta hai.. ek page par galat chij hai ya puri site par..
Sir WordPress blog me adblocker lagane se koi problem ho sakti hai
nahi hogi.
Bohot best jankari diye bro
nice information about adsence policy !
thank you
adsense use karne waalon ke liye apne bahut sateek sahi jankaari di hai . umeed hai aage bhi blogging ke naye tips apki website se milte rahege dhanyawaad
such a great article in hindi.
bhai meri earning 5$ thi kuch der bad 4.7 ho gyi esha daily hota hai mere sath or cpc bilkul kam ho jati he kabhi kabhi kya problem ho sakti he plz help ab cpc 0.02 arhi hai jabki daili 2500+ traffic he
Itne traffic me itni hi income hoti hai.. Or jo Khan ho jati hai wo bhi normal hai.. Q ki agar koi click galti se huee hote hai to Google ko dekh kar baadme unki earning hata deta hai..
hello brothers,
mera adsense account disabled for invalid activity ki wajah se ho gaya hai,but main kabhi bhi apne ads per click bhi nhi kiya aur na kisi aur se keha hai ab me kya karo mujhe apne adsense ko rest karna hai plzz help me very goog information
aapne jo ads use kiye the wo agar aesi jagha the jaga logo se galti se bhi click ho rahe the to bhi wo invalid clicks me aate hai.
brothers mera account disbale ho gaya hai aur main apeal bhi kar reha hu but aap mujhe yeh betau ki apeal kitni karni chahiye aur mujhe adsense chulo dubara karna hai koyi help mi sakti hai
Warning! Use with caution. Incorrect use of these features can result in your blog being ignored by search engines.
ऐसा क्यों लिख रहा है ब्लॉग setting में search prefrence में जल्दी बताये भाई मेरे जीमेल पर
blog ko google pe lane ke liye apne jo bataya tha Maine Sab kar liya fir bhi mera blogge google pe search nahi ho raha hai
Mughe window phone 435 se facebook messenger logout Karana hai..kaise Karen?
Rohit ji, mene AdSense ko YouTube se joda hai..or vo approved bhi ho gya hai… Abhi 2 din huve hai or meri video par 110 view aaye hai or 33 impression aaye hair or 0 click par meri 0.0$ earning hai.. kyo..
Good one … thanks
रोहीत भाई मैने देखा है की india मे english और hindi support करती है , लेकीन मराठी नही support करती . और मेरे ब्लाॅग मे english and मराठी use करना चाहता हू. lekin aap bataiye ye jo support nahi karte aisa kaha hai ye website english me rahni chahiye iske bare me hai , ya post jo hum dalte hai uske bare me hai plz suggest me
Rohit bhai bahot hi easy shabd me aapne adsense policy ke bare me jankari di he. Thanks for Sharing. :)
very good knowledge….thanks for share
Thanks :)
Thanks
Brother Mujhe Adsense Use Karte Huye Bhut Time Ho Gaya Lekin Mujhe Aaj Tak Ek Baat Samaj Me Nahi Aayi Ki Adsense Ki CPC Morning Me Sahi Rehti Hai Lekin Wo Evening Me Aadhi Kyu Reh Jati Hai
Wo average hota hai.. Sabhi clicks ka.. To Kisi click ka .10 to kisi ka .02 hota hai.. To jese jese click badte jate hai jo average kam ho jata hai..
sir,mujhe ye prblm hai ki agr me html /java script se add lagata hun to vo mere pc version pr show hota h ,mob version pr nahi ,kaise me us aur other widget ko mobile version me show karu
Aapne mobile version template on kar diya hoga..
sir main samjha nahi ,meri real prblm ye h ki me jab bhi koi widget add karta hun vo sirf web version pr dikhti hphone version pr nahi ,kaise me kisi bhi widget ko phone or web dono pr show kr sakta hun
Informative article .. thank you for posting or sharing with us.. Rohit brother Is post ko mene line by line padha hai aur smjha hai.. Lekin ek point me confusion hai mujhe.. Aapne kaha ki Adsense policy ke mutabik hum Adsense kisi bh aise site par nahin laga sakte jo copyrighted, porn, adult material free software cracking and lastly the most important hacking… Par mene kayi aise popular aur reputed blogs dekhe hai jin par hacking par kayi post published hai.. Whatsapp, Facebook , gmail hacking tips etc.. Infact aapke site par bhi mujhe whatsapp hacking or wifi hacking par do post padhne ko mile hai.. Is baare me aap kya kahenge????
Agar aap post ho Sahi se padhegw to aapko pata chal jayega ki post me hacking nahi sikar gai hai..
Agar aap post ho Sahi se padhegw to aapko pata chal jayega ki post me hacking nahi sikai gai hai..
Lekin post Title me aur content me hacking keyword ka to istemaal jarur hua hai.. Google keyword se hi pata karta hai na ki post kis perticular cheez ke baare me hai.. Wo hinglish content se better englisg keyword se judge karega na…
Hi Rohit bro,
Useful article likha hai Aapne, adsense policy sabhi blogger ko follow karni chahiye. Dhanybad
Thanks amar
Sir,muje apna blog blogger se wordpress par sift karna he to uske liye kyaa process he,mera domain godady se register he
Thoda wait kijiye me uski jankari jald hi dalne wala hu.. Thanks
thanku rohit bhai aapka yeh post bahut hi useful tha. google adsense ki terms or conditions ke liye yeh post ekdum sahi hai.
Very nice, kafi helpful post hai beginners ke liye. Thanks Rohit,
Thanks
Aapki har post mujhe bahot achchi lagti hai. aur mujhe ek motivational post dalni hai to wo kaha dale? Kya mai dal sakta hu?
Aap muje Post@hmh.pe par send kare
Rohit bhai mujhe ek website banakar mpsc ke student ko education ke bare me help karni hai. Lekin marathi language me . To adsense approval ho jayega
Aap adsense ki jo language support karti hai usme dekhe hai ki nahi..
ek dum achhe tarike se samjhaya hai bhai ,,,,Thank You Bro
Thanks sachin
Hello bro ek saval hai pls ans dena mere adsense me pin verification dikha raha hai. Galtise mera pin code change ho gaya per address correct hai. To eese koi problem hoga kya
Aap wait kare.. Agar latter nahi aaye to jab double se pon ke latter ko send kare usse phele address ko Sahi kar de..
bro plz apna contact no send kar do my no 07409002789 request hai bro plz,,,,,,,,,,,
bahut badhiya post. kuchh naya sikhne ko mila aaj.
dhnybad !
Thanks Rupa ji..
nice post rohit sir, ye post bahut hi achhi hai hindi bloggers ke liye.
Thanks..