BidVertiser (A Division off Bpath,LTD) ek bhut purani PPC (pay per click) ki site hai jo 2003 me start hui thi Adsense ke lagbhag sath me. Me is post me bilkul bistar se bataoga ki BidVertiser kya hai or kaise kya hota hai. isse pehle ki aap is website se jude ye baate jaanna jaruri hai aapke liye.
Hum jante hai ke Ads hamari websites or Blogs ke liye kitna jaruri hota hai paisa kamane ke liye. Me aapse khana chahuga ki is post ko padne se pehle apne dimag ko thoda fresh kar le Q ki ye post thodi lambi hai. Me is post me puri kosis karunga ki aapke har sawaal ka jawaab aapko de saku is post ke end tak.
Page Contents
Account banane ke liye yaha jaye or jaldi se apna account approved karaye
BidVertiser Kya Hai ?
BidVertiser alag PPC (Pay Per Click) network hai jo har bar visitor ke click karne par paysa deti hai jisse ham apni website ya blog par lagate hai.
Visitor agar ads par click karta hai or fir jo agla page khulta hai agar bo us page me interest leta hai matlab jo agle page me khulta hai – form ko fill karta hai, koi product leta hai to hamari commision hoti hai bo double ho jati hai. to hamesa chance hota hai double earning ka par bo visitor par nirbhar karti hai.
BidVertiser Kaam kaise karta hai
Ye kuch tarike hai BidVertiser ke. jo usko sabse alag karte hai.
- Jo Advertisers hote hai bo apni site ya blog ke promotion ke liye BidVertiser ko Paise dete hai or khate hai ki hamari is site ka promotion karo
- Fir BidVertiser uski site ko check karta hai or pir usko uski category me set kar deta hai.
- jab koi visitor unki website par jata hai to unki income hoti hai or usme se kuch commission BidVertiser ke paas aata hai.
- Publisher (yani ham) har mahine ki aakhri tarik ko hamari commission hamare paas aati hai.
BidVertiser Par Account ke liye kya-kya chaiye
Is par Publisher ke account ke liye ye hona jaruri hai,
- Ek Email ID: Is je jariye hi ham apne BidVertiser account me login kar sakte hai.
- PayPal Account: Hamari jo income hoti hai bo ham paypal ke jariye hi le sakte hai. Agar aapka paypal account nahi hai to ye post padiye – PayPal par account kaise banate hai
- Blog/Website: Blog ya website hona bhi jaruri hai q ki BidVertiser hame jo ad ke code deta hai ham bo inhi par lagate hai. Agar aapka koi blog nahi hai to aap bana sakte hai blogger par bilkul free. kaise banaye uski puri jankari yaha par hai Free Blog/website banao
Payment kaise milti hai
Sabse achi baat BidVertiser ki ye hai ki iski sabse kam payment le sakte hai to jo naya account banate hai agar unki income kam hoti hai jab bhi bo apne paise le satka hai. Ye kuch tarike hai Payment lene ke
- PayPal – Kam Se Kam $10
- Western Union – Kamse Kam $100
- Check – Kamse Kam $100
- Wire Transfer – kamse kam $10
BidVertiser ki Payment proof
ye company bahut dino se chal rahi hai or iske bhutse payment proof aap net par dekh sakte ho. ye raha mera payment proof
Bidvertiser ab Free Hosted Site Support nahi karta, matlab agar aapko ads lagana hai to phele blog me domain add karna hoga
BidVertiser par account kaise banaye
to aap teyaar hai apni site ya blog par ads dikha kar Paise kamane ke liye. Account banane ke liye ye steps follow kare.
- BidVertiser ki site par jaye. Site par jane ke liye yaha click kare Click Here
- fir “Join Now – It’s FREE!” ki button par click kare
- ab jo form khulega usko sahi bhare
- Email id daane ke baad ek code aayega aapke account par usko bhi is form pr daalna hai conformation ke liye. Pura form bharne ke baad Continue ki button par click kare.
- Ab aap ka BidVertiser account teyaar hai
>> Create Account in BidVertiser <<
BidVertiser ka Code Blog par Kaise lagate hai
Ab ab aapka account to ban chuka hai. apna account me login kijiye. login karne ke baad in steps to follow karo.
Is Image me jo number hai un ke bare me niche likhe hai
- Add New BidVertiser par click kare
- Add New BidVertiser under new domain par click kare.
- Ads ka Tital de. (Aap jis blog website par is ads ko dalna chate ho bo daale)
- Apne Blog ki URL dale
- Agar aap ka jo website hai agar usma main url agar or kuch hai to yaha apna link dale warna isko khali chod de.
- Apne blog ki bhasa chune jo bhi ho. agar hindi to hindi chune or agar English to english chune, ya koi bhi ho
- Apne Blog website ka category chune ki aapka kis topic par hai.
- Eske baad yaha par or category aa jayegi un me se apni blog/website se jo sambandh rakhe usko chune. (Agar aapne galat category chuni apni website/blog ke liye to uspar jo ads aayege bo aapki site par hai usse alag aayege, isliye sahi chune)
- Last me Finish ki button par click kare. Ab aapki website to jud chuki hai BidVertiser pe.
- ab BidVertiser center par click kare
Agle page par aap dekege ki aapki site list me aa jayegi hai.
- Aap apni site me alag alag size ke ads lagane ke liye uski sub categry banale. pichli process ko dorha kar.
- List me site ko select karne ke baad Chose Template ki button par click kare. ek popup page khulega usme se apne ads ka size chun le fir Update ki button dabaye.
- Get Ad Code ki button par click kare fir ek popup page khulega. uspar ek code hoga usko copy kare or apne blog par jaha aap chate hai bha paste karde.
Ads ke Code ko Copy karne ke baad kaise apne blog par jodte hai ye jaanne ke liye yaha click kare.
Kya aap mujhe bata sakte hai wordpress blog par adsense ke ads kaise lagaun. jis tarah aapne lagaya hai… content ads aur link ads sath sath
Kya bidvertiser per 1000 impression ke rupay milte hain ya clicks ke yani main yeh poichna chata hu agar 1000 impression aa jaye ads per to income hogi ya phir impression ke saath click bhi aaye tab hogi
Clicks ke milte hai
Mera age 16 year hai kya mai bidvertiser per account bna sakta hu aur apne blog me dal sakta hu.
Mere paas debit card ,pen card nahi hai
sir blog se hue kamai ke paise hath me kaise aayenge
Mene add laga diya par vo computer par hi dikhai deta h phone me kholta hu tab nhi dikhta ple help me
Hello sir mene apne blog m cord past kar diya h or ek ads dikh bhi rha h par vo computer m hi dikhta h phone par kholte h tab nhi dikhta aap muje bta skte h ku nhi dikh rha or m apne blog m or ads ksy lgau
hello sir ,
kya mai googlse adsense or bidvertiser dono ko sath mai laga skata hun
Hello sir,
Mera naam Anuj chaudhary h mujko abhi kuch time phele ek social side k bare m pta chla tha m ous PR work krna chyta hu plz..help m ouska naam
Pelringo h
But mujko add or links kasse share krne h ye smj nii aa RHA or account kaha kaha banana h plz..help me sir…
Chaudharyakki595@gmail.com
Contact-7503532151,7409837064
rohit +91-9816784528 my whats app no. I want to talk to u so plz send me msg on whats app any time plzz
mujhe video , mp3,and photo taxt uplod karne ke liye ek website bana hai aur uplod karna hai
kis tarah ka wabsite banaye aur uspar uplod kaise kare
jabab mere mail pe de please sir
maheshkppaswan@gmail.com
Bidvertiser par sign up karne ke liye
minimum kitne visitors and page views daily hone chahiye
Uski koi limit nahi hai.. Kitne bhi ho usse koi problem nahi hai
hi bro BidVertiser se ads ko website par kaise dale please just help me…
Hello Rohit
meri site pr visitor buht km ha kya aap mujy koi aisa tariqa bata sukta hn js se mery site pr visitor barh jaiy.
shukriya
Kya meme bidvertiser se paise kama sakta hu ? Maine abhi tak 11 hi post dale he apne blog par aur abhi 750/800 hi veiw huye he to me ye kar sakta hu?
Rohit ji main ye jaan na chahta hoon ki maine bidvertiser ka code add kar diya hai blog mein aur mera bidvertiser account ka statuts verified bhi hogaya hai par bidvertiser ka status running nhi dikha rha hai aisa kyun ho rha hai
रोहित जी आपने शायद गलती से मेरा comment remove कर दिया है ।
मेने comment में लिखा था
मेरे ब्लॉग पर daily 50-60 pages ( ३०-४० visitors ) होते है तो क्या में अभी bidvertiser पे sign कर सकता हु।
Rohit ji kya aap mere whatsapp par nomber par mujhe jankari de skte ha pllzz mere whatsapp nombar — 7283943962 detail btao pllz mera comment ko yaha nhi dalna pllz mai aap ka whatsaap par wait kr rhi hu !!!!!!
Rohit ji Maine blog me bidvertiser ad ke code laga liye hai pr ad show nhi ho rahi hai kyon
Please jaldi batayiye….
मैंने अपनी वेबसाइट पर विज्ञापन कोड पेस्ट किया है लेकिन उससे विज्ञापन सिर्फ वेब पेज पर ही दिखाई दे रहा है मोबाइल पेज पर दिखाई नहीं दे रहा तो क्या कुछ ऐसा हो सकता है जिससे मोबाइल पेज पर भी विज्ञापन दिखाई दे
मैंने अपनी वेबसाइट पर विज्ञापन पेस्ट किया है लेकिन विज्ञापन वेब वर्जन पर ही दिखाई दे रहा है तो क्या कुछ ऐसा हो सकता है जिससे मोबाइल वर्जन पर भी विज्ञापन देखने लगे प्लीज कुछ उपाय बताइए
sar web site ko fecbook se kese haipar link kare laik ke liye ?
Merit website me 200-300,view daily note hai kya me ye bidvertuser ad lagau
Saddam hi mere blog par daily 40-60 page views per day note hai.
kya me bidvertiser ya chitika join kar Sakta hu
Sr. Me kucha Jana chahta hu.
Log hamari said search karte heto haMe kuch rupay milte he?
Vo kamse kam ek bar clikr me par kitane milage he?
hello, rohit
mai apse ye puchna chahta ho ki agar mai bidvertiser pe payeple a/c kisi or ka daloo to kya payement mil jayegi?
plz reply me
haa bilkul milega..
bhai javascript mere blog me nahi nazar aa raha meri web wordpress par hai
Thank you Rohit ji.
aapki HMH ki madad se phone root ho gya
मैंने एक फ्री वेबसाइट बनाया है और उसमें Question-Answer डालना है topic by topic
website me kaise dalayaga कृपया मेरी मदद करें।
और फ्री बेबसाईट से पैसा earn हो सकता है।
….. …..
…… …..
Aap forum add kare usme.. Or website se paise kamane ke liye ads lagana padta hai.. Jisse income hoti hai.
Sir mere es month 8759 impresson aaye he bidverister pe lekin earning sirf 0.46$ hi hua he aisa kyu hua ?
Bhai mein ne blog banyi hai blog k lye mein ne template download ki aur usme upload bhi kar diyi lekin bhai muje a jana tha k us template ko disgen kaise karon kyun k disgen setting par jane Se color background sab empty hai jo blogger k template hote hain unme color disgen ate hain setting mejn ajane k bad kya karna hoga downloads template ko disgen karne k lye plz
Bhai Code konsa copy karna h. Aur share blog ki link karni h ya koi aur
Mene email par bhi msg kiya h aapke
Ads ka code jo aap BidVertiser se copy kar sakte ho
hello sir me janna chahata hu ki bidadvitiser me paypal a/c kaise add karna hai curent pasword kon sa dalna hai
Rohit ji maine apne blog par ads lagaya hu bidvertiser se lekin jaise hi mai site kholta hu to mobile view me ads nhi dikhta hai or jab dekstop view me jata hu to aadhi screen me ads aa jati hai jiske karan meri blog aache se nhi aati please help me rohit bhai…
sir mene website bnai hai lekin wo add sab par dekh rhe lekin uc browser par nhi
uc browser par kon se add dekhte hai
sir kitni bar add click hone par income hogi
sir mene blog ka impressions 150 he lekin revenue points and revenue ek vi nahi he keu sir please reply me .me aapka bahut aavari rahunga
Maine bidvertiser par bhi apne. Blog ko verify kiya hai or apne blog par ad bhi lagaye hai ..
Lakin ab tak koi income nahi aai hai to mai kya karu.
ye kesa sabal hai.. aese hi thodi income aa jayegi.. ads aap apne blog me lagaoge or jab ache jada visitor aapki site par aayege or ads par click karege to aapki income hogi.. fir aayegi income ..
mera blog dhilh ke m mujhe idea do ke me kaise isko best banau mera whtsapp num 8140836089 jaldi se msg kero mujhe
regular post kare or post aesi kare jisse logo ko kuch faida ho or unko uski jarurat ho.
Hi admin
Plz give me your whatsapp no. ……….plz
Hello sir mera accunt m error dikha rha h m kya krun
Kya error. Agar aap free blogspot me har karna chate ho to aap nahi kat sakte. Ab bidvertiser free blog support nahi karta
Sir, BidVertiser pe Pay Par Click kitne dollar bante hai. $0.01 or $ 0.001
pese usi samay show karte h ki mahine ke last me acc. Me show karte h
sir reply mera gmail ma dena sa best hoga
sir mera ko website banana me problem ho rahe ha es liya kuch exam. de do
es ka liya koi course ke jarurat ha q ke many koi computer course nahi kiya
may 5 din sa aap ke side ko pad raha hu kuch samaj ma aata or kuch nahi
q ma vagar course kiya kar sakta hu
jasa aap na bataya vasa mena blog account to khol liya mena us per apna name dal diya website nahi baba pa raha sir help me
give me a best idea
koi course ki jarurat nahi hai.. aapko jo bhi sikhna hai aap online sikh sakte ho.
kya chitika bhi bidvertiser ke jitna hi pay krti hai aur is pe free domain name use kr skte h
wese me abhi abhi blogspot.com se add kiya is ss blog k liye ye code genrate kr rhi hai…
kya iska ye mtlb hai ki ye fir se jam krne lga
nd ek aur question hai kya hm bidvertiser se sirf ek hi add ko bar bar use krenge. kya alg alg add nhe mil skti hai ek site pe
bidvertiser ke liye blog/site ko approve krane ki kaun kaun si conditions hai
domain hona chaiye.. free hosted jese blogspot.com ab support nahi karta.. baki koi condition nahi hai
me abhi new hu plz sir meri help kro plz plz sir
Sir, mere blog ka status not verify aarha h kya karu…running m nhi dikha rha h…….mene abhi new blog bnaya h….
Reply sar pless
sar mene bhut koses ke par mere se wip sid nhe ban rahe he mere ko mere namke banvane he jese ke dj SURESH kig of rathva to kese lekna hoga sar