Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

111 thoughts on “Website Blog Ke Liye Free Logo Kaise Banaye | 9 Best Online/Offline Tool”

  1. Thanks bhai share krne k liye
    ek help chahiye thi. mene esme me se bahut tools try kia h lekin ek problem h
    hm kaise pata kree ki logo banane k liye konsa standard pixel h agr aap bata dete to acha hota :)

    Reply
  2. Bahut achha Rohit Bhai…
    In me se kuch logo maker sites ke bare me pata tha mujhe Lekin is post ke Baad aur bhi sites ke bare jankari mili…
    Thanks….?

    Reply
  3. Aapne yaha pe bahot hi achhe se Free me Logo banane ke Websites aur tools ke bare me jankari di hai.
    Rohit sir mai aapke blog pe Guest Post karna Chahta hu.
    Mai aapko Post kaha pe send karu E-mail or something ?
    Thank you Sir Ji.

    Reply
  4. सर मूझे आपनै बिझनेस के लीये websait बनाना है ऊसके लिये blog बनाना जरूरि है क्या ? क्या डायरेक websait बना सकता हू कूपया सूझाव दे

    Reply
  5. H
    Namskar sir
    Pahle aapko dhanywad jo aap hamari maddad kar the hain
    Me 2-3mahine se aap se baat krna chah RHA hu par paisa nahi ho pa rha tha plz help
    Me abhi blog likh RHA hu
    Kyo ki me kuchha kuchha likhta hu aur photo bhi kichata hu
    Me kavita, artical aur bhi chij likhta hu par ise kya
    Questions
    1-to tital kya dalu
    2-blogspot sahi hain ya WordPress best kya hoga
    3-me mailbox101303@gmail.com mera hain plz ek baar check kare help kare total kaisa rkhu

    Thank you

    Reply
  6. Namskar sir
    Pahle aapko dhanywad jo aap hamari maddad kar the hain
    Me 2-3mahine se aap se baat krna chah RHA hu par paisa nahi ho pa rha tha plz help
    Me abhi blog likh RHA hu
    Kyo ki me kuchha kuchha likhta hu aur photo bhi kichata hu
    Me kavita, artical aur bhi chij likhta hu par ise kya
    Questions
    1-to tital kya dalu
    2-blogspot sahi hain ya WordPress best kya hoga
    3-me mailbox101303@gmail.com mera hain plz ek baar check kare help kare total kaisa rkhu

    Reply
  7. hii sir maine website banayi thi lekin usper domain nahi mil paa raha hai website banaye sir 2 mahine ho gaye hai mai bahut pareshan hoo sir please help maine us per ragistration karake domain bhi select ho jata hai lekin uske billing a payment me address magta hai poora adress dalta hoo lekin vo ok nahi hota hai vo batata hai there is a problem

    Reply
    • Jese Computer me hota hai same wese hi.. Par mobile me bhut muskil padta hai.. To ham usko Sahi se aji kar sakte.. Site to sane hi hoti hai to mobile or computer me koi alag process thodi hogi

      Reply
  8. Mai apne post ke ander koi bhi apps ki link play stor ki add karna cahta hu to ye play stor link kaha milagi jaha se direct play stor open ho or us apps ke paas pahos jaye

    Reply
    • Aap google par search kare jaise ki facebook app ka link chahiye to Google pr facebook apk serch kare waha apko play option aa jyga uska url copy kr le or jaha link me Add karna hai waha kr

      Reply
    • Dashboard m theme par click kre edit html pr jaye right side uper me restore/backup ka option dikhga apne template ka backup download kr le oR wahi se apko upload ka option dikhga ap yaha se new template blog m Add kr skte h

      Reply
  9. Hello rohit sir mai internet ki duniya ka har chiz seekhna chahta hun..ab mujhe blog bañã hai to kaise bnaun kon sa topic pe bnaun AdSense pe account kaise bnaun or kya kru jo ab mai earning kr saku…maine ghar me WiFi lAgayahai toai search krta rhta hun but koi achi trah help krne wala nHí mila…app meri help kijiye Mao ab kaise blog or AdSense or apps or u tube channel bna kr earning kru

    Reply
  10. Thanks Rohit…Mujhe Is Post ki Jarurt thi .
    Paypal me jab hame apna Credit/Debit Card Add Karna jaruri hota hai kya ?
    agar hamara Card accept na ho waha to kya ham paypl se Payment Recieve nhi kar sakte ?

    Reply
  11. Maine do din pahale
    Blogger ka simple
    Template hata ke ek
    Sora ka free template
    Use kiya to stats me
    Blogger ke page view
    Dikha raha hai lekin
    Analytics kyo ruk
    Gaya hai Maine uska
    Code fir se add kiya
    Blog me phir bhi aisa
    Kyo ho raha hai
    Check karke template
    Dekh sakte hai

    Reply
  12. ap ne jo wo template edit kar ke search description enable karne wala code bataya tha us tarha mere pas description ka box show nai horaha.. kia karu help me

    Reply
  13. इसके लिए बहुत ही धन्यवाद रोहित भाई. यह जरूर काम आएगा।

    Reply
  14. Ye ap ne jo Bhi websites mention ki hain agar ap inko khud try karne ke bad share karte to acha hota q ke me ne in ko try kia hai ye pura Logo free design krwane k bad jab usey save karne ki bari ati hai to credit card se pese mangti hain…ye free lagti hain par hain nahii

    Reply