Online paise kamane ke bhut tarike hai, or blogging unme se ek sabse popular tarika hai ye to aap jante hi hoge. Mene HMH par phele hi bataya hai ki kaise blog banaye or kaise ham blog par ads laga kar paise bhi kama sakte hai.
“Blog banao, uspar post karo or ads laga kar paise kamao” ye jitna sunne me aasan lagta hai utna hai nahi.. or bhut se blogger yahi galti kar bethte hai. wo blogging se paise kamana aasan samaj lete hai fir jab unki koi imcome nahi hoti to niras ho kar blogging choadd dete hai.
bhut logo ka ye sabal hota hai or bhut logo ne mujse pucha tak hai ki me apne blog se paise q nahi kama pa raha hu ya me kya galti kar raha hu jo meri income nahi ho rahi ya bhut kam ho rahi hai.. isse trha ke bhut se sabal New blogger ke dimag me aate hai, un sabhi sabalo ka jabab aapko is post me milega.
Page Contents
- Blog se Paise naa kama pane ke kaaran
- Kaaran 1: Apne Reader ke Bare Me Pata Nahi Hona
- Kaaran 2: Kabhi bhi Ek Plan Bana Kar Blogging Nahi Karna
- Kaaran 3: Blog Ko Ek Business Ke Jaisa Nahi Dekhna
- Kaaran 4: Kabhi Affiliate Marketing Naa karna
- Kaaran 5: Aapne Blog Par Paisa Invest Nahi karna
- Kaaran 6: Hmesa “Free Stuffs” Ko Hi Search karna
- Kaaran 7: Content Marketing Ke Bare Me Nahi Jante Hai.
- Last Word:
Blog se Paise naa kama pane ke kaaran
Kaaran 1: Apne Reader ke Bare Me Pata Nahi Hona
Agar aap ek blogger hai to aapko ye pata hona cahiye ki aapke reader kon hai aur woh kaha se ate hai. Ye kyo important hai Iske Liye aap In Question Ka Answer khud se hi puche.
- Aapke Reader Kon hai ?
- Aapke Reader ko Kiss type ke Content jada Pasand hai ?
- Aapke Reader aapke content ko kiss time me jyada read karte hai ?
- Aapke Reader Kaha se aate hai ?
- Aapki site par kitne Der rukte hai ?
Upar ke question se aapke pata chl gaya hoga ki in question ka answer aapke reader hi de sakte hai. Chuki Aapke blog ka income aapke blog traffic par depend karta hai. Yadi aapke blog ka traffic acha hoga to aap acha paisa kama sakege.
Aap india ke top bloggers ko hi dekh le! woh successful isliye hai kyoki unko apne reader ke har ek task ke bare me pata hai. woh wese hi article likhte hai jaisa ki unke reader cahte hai. kyoki unko pata hota hai ki unke reader unse kya cahte hai. ek exp. ko hi hum le lete hai
“Yadi aap ek hindi jokes blog ke founder hai aur aap uss par daily new new jokes ko publish karte hai agar aap ek din apne uss hindi jokes wale blog par Seo se related article ko publish kar do to kya hoga”
Uss Seo wale article se aapko koi benfit nahi milega kyoki waha par aapke sare reader jokes se related hai. kehne ka mtlab ye hai ki yadi aap apne reader aur unke pasand ko nahi jaan payege to aap paise kamane me fail ho jayege.
Jyadatar reader aapke article ko free time me padhna Psand Karte hai. Aapko uss free time ko pata karne ki kosish kare aur Ussi free time me hi apne article ko publish kare jisse aapko jyadad se jyada benfit milega. Aur aapke blog ka traffic bhi badiya hoga.
Apne blog ke visitor ki puri detail ham google analytics me dekh sakte hai.. Google analytics blog me kaise add kare uski jankari yaha hai.
Kaaran 2: Kabhi bhi Ek Plan Bana Kar Blogging Nahi Karna
Agar aapko kisi bhi business me successful hona hai to aapko ek proper plan ki jarurat padhegi. Bahut se bloggers hai jo bina kisi plan ke blogging karna start kar dete hai aur kuch hin dino ke baad jab unko blogging se koi benfit nahi milta hai tab woh blogging ko Band kar dete hai.
Mai un sabhi new bloggers se bass yahi kehna cahuga ki blogging Me bahut paisa hai buss aapko usko lena aana cahiye. Jab bhi aap blogging me ane ki kosish kare to aap ek badiya se paln le kar aye. Aur uss plan ko har ek angle se mentain rakhe. Agar aap ek plan bana kar blogging karege to aap bahut hi jaldi blogging se bahut hi badiya paise kamana suru kar denge.
or jada jankari ke liye ye detail post jarur pade: Perfect Planning Ke Sath Popular Blog Kaise Banaye uski Puri Jankari
Aapko ye bhi pada hona chaiye:
- On-Page SEO: Page Ko Perfect Optimize Kare
- Off-Page Seo Optimization Se Blog Traffic Kaise Badhaye
- Blog Title Post Title ke Baad SEO ke liye
- Seo Friendly Blog Post Likhne ke 5 badiya Tarike
- KEYWORD DENSITY kya rakhe Search Engine me Top Rank Karne ke Liye
Kaaran 3: Blog Ko Ek Business Ke Jaisa Nahi Dekhna
Bahut se bloggers blogging se paisa kamane me fail isliye hote hai kyoki woh blogging Ko seriously nahi lete hai. Woh blogging ko ek fun ki tarah se sochte hai. Agar aap blogging ko ek fun ki tarah sochte hai to aap blogging se paisa kamane ke bare me bhul jaye.
Pro bloggers blogging se jada paisa isliye Kamate hai kyoki woh apne blog ko ek busniess ki tarah dekhte hai. Aur woh apne blog me paisa aur time Dono invest karte hai.
Yadi aap really apne blog se paisa kamana cahte hai to apne blog ko ek business ki tarah dekho. Aur apne blog ko seriously le. Apne blogging business ko top par lane ke liye Daily Hard work kare. Iske sath sath ye bhi kare jaise- Advertising, Promotion, Investment etc ye sab chize karne se aap apne blog se paisa kamane me Jaldi safal ho sakte hai.
Also Read: OLX or QUIKR se Paise kaise kamate hai Jane Hindi Me
Kaaran 4: Kabhi Affiliate Marketing Naa karna
Ye Ek Bahut hi Majar problem hai Jiski wajah se bloggers apne blog se paisa kamane me fail hote hai kyoki woh kewal ads network se hi paisa kamane ke bare me sochte hai Aur unpar hi depend rahte hai. woh apne ads network ko approved karne ke liye sab kuch karne ko tayiar rahte hai.
Woh ye sab isliye karte hai kyoki unko affiliate marketing ke bare me nahi pata hota hai. Affiliate Marketing sabhi ads network se bahut hi badiya hai aur Affiliate Markting se aap bahut hi achi income kar sakte hai. Jitna jyada time aap ads network Par dete hai Agar aap utna hi time affiliate marketing par dene lage to aap ads network se 2guna paisa affiliate marketing se kama sakte hai.
To me aapse ye khane chahuka ki Affilite marketing kya hai or wo kaise work karta hai wo bhi sikhe..
Kaaran 5: Aapne Blog Par Paisa Invest Nahi karna
Yadi aap apne blog business ko lekar seriously hai to aapko apne blog par kuch paise invest karne padhege. Yadi aap apne blog par kuch paise invest nahi karte hai to aapke fail hone ka Chance badh jata hai. 99% successful bloggers blogging me isliye successful hote hai kyoki woh apne blog ke bahut se jagah par paisa invest karte hai.
Yadi aap apne blog ko business mante hai to mere ek simple se question ka answer de ki “Aisa kon sa successful businessman hai jo apne business ko successful banane ke liye ek bhi paisa nahi invest kiya ho” i think aisa koi nahi hoga.
Isliye apne blog par kuch paisa invest kare. mai aapko batata hu jaha par aap apne blog par paisa invest kare-
- Domain Name (Badiya Domain Name select karne ka tarika)
- Web Hosting (Badiya Hosting kaise select kare)
- Blog Design
- Logo Design
- SEO (SEO ki Puri Jankari)
- Content Marketing
- Email Marketing
- Keyword Research Tool
- Blog Adsvertiser
inke aalawa bhi aap jaha bhi lage inverst jarur kare apne blog me.. jisse aapko kuch na kuch faida jarur miloega.
Kaaran 6: Hmesa “Free Stuffs” Ko Hi Search karna
“Free” word new bloggers ke liye bahut hi main word rahta hai. Yadi kisi new bloggers ko koi free tool offer kare to woh bina kuch soche usko turart collect kar lega.
Bhut se aese tools hai jo free to nahi hai par jo hamare kaam ko bhut aasan kar dete hai free ke mukable.. to agar aap unme bhi investment kar sakte hai to jarur kare..
Must Have: Top Free SEO Extension for Chrome Browser
Kaaran 7: Content Marketing Ke Bare Me Nahi Jante Hai.
Bina promotion ke aap kisi bhi business me success nahi ho sakte hai. thik yahi formula blogging me bhi lagu hota hai. Jyada se jyada bloggers content marketing ke importent ko underestimates kar det hai Jo ki unke blogging me fail hona ka Main kaaran ban jata hai.
Yadi aap kisi pro bloggers se content marketing ke bare me puchege to woh yahi bolega ki uska 75% time uske content ke marketing karne me lagata hai aur only 25% uska time content ko likhne me lagat hai. Yaha par mai aapko ek baat ko clear kar dena cahta hu ki content marketing ka mtlab article ko promotion karna hota hai.
Yadi aap content marketing nahi karte hai to aap kabhi bhi blogging me success Nahi ho payege aur bina blogging me success hue aap paise bhi nahi kama payege. Isliye yadi aap apne blog se badiya paisa kamane cahte hai to aap content marketing apne har ek post ka jarur kare.
Ye Jarur pade: New Blog Post ko Promote karne ke 15 Tarike
Last Word:
Maine un sabhi topic par cover karne ki kosish ki hai jinke wajah se new bloggers blogging me fail ho kar paisa Kamane me asafal hote hai. Yadi aapka koi old blog hai aur aap bhi abhi tak paisa kamane me fail hue hai to uper diye gaye kaaran aapke jarura kaam ayege.
Un kaarano par work karke unko solved kare. Yadi aap in sabhi problem ko solved karne ke baad bhi paisa kamane me fail ho rare hai to humko bataye. Mai aapko uss kaarano ko batoga jiske karan aap paisa kamane me fail hue hai. Inke alwa yadi aapko koi suggestion ya sawal hai to hmse comment box me puche.
Ye Bhi Pade: Online Internet Par Aise Safe Reh Sakte hai [ Internet Safety ]
thanks, i am also a new blogger
Nice post sir.visit our website to get free recharge tricks
very nice
rohit sir mere blog ko 1 year se bhi jyada ho gaya hai par blog traffic nahi badh rahi hai or facebook par jyada promote karne se facebook ne mere blog ko fb par spam list me dal diya hai aap ik bar mere blog ko visit karke bataye aakhir kya kami hai mere blog me.
Bahut Badiya Hai
Bahut achhi jankari aapne di hai
nic post sir
Sir mera 25% traffic facebook se aata tha lekin jab se facebook ne meri link block kar di hai to vo bhi kam ho chuka hai.. Ab me kisi bhi facebook account me link share nahi kar sakta
agar aapne bhut jada link share ki hogi to fb usko spam samajta hai.. or block kar deta hai..
aapko appeal karni hogi fb se.. jab link share karte hai to error aati hai, uske niche aata hai uske form ka link.
Rohit sir abhi me ek php website bana raha hu ….jo gambling k related hai. ….kon sa advertising achha rahega please suggested me
Good information bro..
sir aapne konsi theme use kar rakhi hai apni website par aur ye blogger hai ya wordpress
WordPress par hai.. or Newspaper theme hai..
आपने बहुत बढ़िया कारण बताए है।
Boht hi achhe point share kiye hai brother aapne, par muze ek doubt hai ki agr ham ek hi blog me alag alag niche lar article publish karte hai to isske koi side affect ho sakte hai kya?
Aur Adsense ads placement ke bare me me bhi ek article likhiye jise ads placement sahi karne me hame help ho sake.
Google Adsense Ads Placement Policies in Hindi
New Bloggers ke liye kafi helpful post hai. :-)
Thanku sir mai bahut din se aise post ki wait kar rha tha. Aab mai apne blog ko as a business dekhna start karunga
I want to be create blogger ,we how to create blogger.
Blog kaise banaye uski jankari
Dhanywad Bhai Ye Sab Share Karne Ke Liye Hum Jyadatar Yahi Galtiya Karte Hai.
बहुत ही अच्छी जानकारी और बहुत अच्छे से समझाया है आपने. आपका बेहद शुक्रिया.
Content marketing ke liye sabse best platform kaun si hai
Blogger ya WordPress kon hai Jada acha or Q
लास्ट 3 महीने से आपको फोलो कर रहा हूँ पर कोई कारणसर से आपसे बात नहीं हो पा रही है तो सर आपका फोन नंबर मिल सकता है क्योंकि हमारा नया ब्लोग हैं और उनमें थोडी SEO की प्रोब्लेम हैं तो सर हमारी मदद करेंगे
aap muje email kare.. kya dikkar aa rahi hai aapko..
admin@rohitmewada.com
nice article rohit sir, Iss article se mughe bahut help mili mai bhi abhi tak blogging se earning nhi kiya hu. I m impressed apka article hmesa se informative rehta hai. Sir, lekin ek sawal hai blog se kitne month ki mehnat se log blogging se earning karne lagte hain.
Sir aap bahut hi badhiya post share kiye hai.Yah post such me paisa na kamane ke reason hai.
thankyou rohit sir
Rohit hi meri ek request hai apse ki please ek baar Mera blog check krke dekhiye or Ye batayiye ki me apne blog ka Sitemap submit Kar sakta hu kya. Or isme kuch kami ho to jaroor batayiye.
Please give me your some valuable time.
Thanks.
aapke template me jo background ki image hai wo tikh kare..
Thanks Rohit hi, bahut acchi jankari di hai aapne. Aapki post padkar kuch blogging success tips to mile bhi hai saath hi kuch Karne ki himmat bhi multi hai.
रोहित जी ,
आपने बिल्कुल सही तरीके से पॉइंट्स से डाउट क्लियर कर दिए है ,
क्योकि वाकई में new ब्लॉगर यही मिस्टेक्स ज्यादा करते है ।
सबसे बड़ी बात की धैर्य नही है लोगों के पास ।
आपके सातों पॉइंट्स अच्छे से हर ब्लॉगर को समझने चाहिए , क्योकि सटीक बात नही पता होगी ,
तब तक ब्लॉगिंग करने से कोई मतलब नहीं होता ।
बहुत ही शानदार और नॉलेजफुल आर्टिकल है आपका ।
Good
Thanks Rajen ji..
Hello sir mai ek sawal puchna chahta hu
Mai blogging karna chahta hu lekin ek samasya hai ki mai jis topic par bloging karna chahta hu uske liye mujhe aapse thodi si help chahiye
Bas mujhe yah jaanna hai ki
Tricksgang.com. Coolztricks.com
Mobilerecharge.com
In sb site ke jaise ham blogging karna chahte hai
Mujhe bs itna jaanna hai ki
In blogger ko free ofer ke baare sabse pahle kaha se pata chalta hai
Plz answer jaroor deejiyega
bhai sabse phele kaha se pata chalta hai iska koi fix source nahi hai.. aapko jitni bhi sites hai, jitne bhi offer aate hai, sabo subscribe karke rakhna padega.. taki jese hi koi new offer aaye aapko turant pata chale..
nice Rohit sir aap sach mai ek pro blogger u covered every aspect. Planning is the key to success
Bahut helpful information hey bhai, samajhne v easy hey dusre blog ke compare se.. Thanks
THanks
Sir blog ko Google search console me ad kar ne ke liye phone se nhi kar sakte h kya
Sir blogger par template desktop par to sahi h lekin phone se dekne par shi se template nhi arha h sir please solutions bataye
good post hai bahut hi best knowledge
best post hai blog se paise kamane ke liye
Achhi information hai new blogger ke lie
Thanx
Thanks :)
Rohit ji maine apni site par ads laga diye lakin abhi tak show kyu ni ho rae Aj 15 din se jyada ho gya aur na hi koi mail aathe raha hai ab ap hi btaiye mai kya karu ye meri sabse badi problem hai please isko solve kar dijiye apki bhut meherbani hogi
yaar muje ae samaj nahi aata paise kamane ki itni jal;di kya hai ki website uske liye tetaar hai hi nahi uske phele apply kar diya.. aap ki menu me kitni sari link hai jo updane nahi hai.. phele sab ko sahi kare.. nahi to approvce hone ki jagha site hi block ho jayegi adsense me..
bahut hi achhi post hai
Thnaks
brother mujhe aapki help ki zarurat hai mai pichle kahi mahino se lagatar mehnat kar raha hu or 90 $ tak paise kamaye hai par mere adsense account me payable balance me sirf 47$ hi bata rahe hai toh yeh kya hai mujhe kuch samajh nahi aa raha hai pls meri help karo Yeh meri first income hai or mujhe paise kaise milege voh bhi bataye.Or meri adsense income bhi kafi low hai per day sirf 1$ hi kama pata hu aap ek baar meri site check kar ke bataye ki kya mene ads thik se lagaye hai or zyada earning ke liye kya karu ?
Payable income Hamare account me jab tak ki add hoti hai to month me last tak hoti hai.. To uske baad ki agle nahin eye add hogi.. Or 100$ hone par Hamare bank account me 21 ko transfer hote hai
Bahut achhi information di hai rohit ji, Thanks and keep posting.
kya aap mujhe ye bta sakte hai ki, blog me dofollw backlinks jyada honi cahiye ya nofollow or sahi backlink strategy kya hai?
Nofollow link search engine read nahi karte to hame uska seo me koi Faida nahi milta.. Wese dono hi jaruri hi.. Do follow link ki jada value hai
rohit ji mere site ko lagbhag ek saal ho gaya hai aur isme traffic kaafi low hai kabhi kabhi to 200 tak ho jata hai par jyadatar 40-50 hi rahta hai, plz meri site ko check karke bataye ki isme kya kya kami hai, jisse ki adsense se earning nahi hoti, plz do it priority…
aap high quality post likhe.. jinki jada dimand ho or dusri sites par naa ho
Bahut badiya jankari di hai aapne new blogger ke liye like me. thanks.
Rohit Ji aap Ye bataye ki ek Adsense account se hum kitni different Email id wale blog and You Tube Channel connect kar sakte hai.
Unlimited
Bro maine jab pehli bar adsense apply kiya tha tb dissaprove ho gya dusri bar bhi dissapprove ho gya lakin tisri bar kiya tab sirf adsense ka hosted account mil gya fir maine apni site par ads lagaye lakin Aj 10 din se jyada ho gye na hi ads show ho rae aur na hi koi mail aya esa kyu ho raha hai bhai agar humare blog me koi kami ho to zarur bataye pls ek bar humara blog check kare aur ap ye bhi bata dijiye mera adsense active hoga ya ni pls jarur bataye mai bhut paresan hu bhai
menu ki links update kare.. nahi to ads to kabhi nahi dikhege
Wow. Its really a interesting article you have written. Sach me blog se income karna sunne me jitna aasan lagta hai actual me utna aasan hai nahi.. jo jo karan apne yaha pe mention kiya hai. I am fully agree with you. Thanks bhai for writing a wonderfull article.
Thanks bro
Thanks Rohit Bhai itne bdia aur helpful tips btane ke liye. Mai inhe apne blogging career me jrur istemaal karuga.
Ji bilkul… Aapko iska Faida bhi jarur milega
Rohit bahiya bahut hi bdiya jankari aap ne is post me di h me bhi ab affiliates krna chhata hu but me aap se jan na chhta hu ki aap mere blog ko dekh kr btaye ki me kis trh ki affiliate kru jo mere visitor ke liye achi ho tnx for this post
aare koi ek product to hai nahi.. aap dekhe aapke visitor kya le sakte hai aapke khane par uski affilite kare.. ab wo kuch bhi ho sakta hai.
hello rohit ji kya hame theme change karne ke baad fir se google webmaster tool me sitemap add karna padta hai
Nahi..
Bhai mene adsense ke liye apply kiye howe 7din ho gaye ab tak approve nhi hua mere blog me 41posts aur 2616pageview the tab apply kiya tha par 7din gozar gaye ab tak approve nhi hua aesa kiyun
ye jaruri nahi ki 7 din me ho jaye.. isme month tak lag sakte hai.. or jo post hai wo achi hona chaiye.. blog ka design bhi acha hoina bhut jaruri hai..
Very Interesting TIPS.
Thanks
bilkul sahi kaha rohit, mai apki baat se 110% sehmat hu, ek accha blogger banne ke liye yeh sab points bahut jaruri hain. aap apne readers ko ek accha gyan de rahe hain, uske liye mai apka abhiwadan karta hu..
Thanks Abhishek ji.. :)
Nice post ..aswome. Mera blog dekh kar bataye ki kaisa hai …….
http://Www.Abjanehindime.com
nice post rohit bhai ….. rohit ji plz aap is post ko jaroor padhe . http://gajabhindi.in/top-5-hindi-tech-blogs/
Thanks
Waise toh aapne bahut hi aache ache points btaye lekin kya aap ap AdSense ads ki best positions ke baare me koi article batayenge??
Satish ji aapke is sabal ka jabab aapko jald post ke jariye diya jayega.. THanks
Jarur…mujhe uss post ka intezar hai Rohit ji
भाई मेँ nokiac1-01 फोन से Ovisuit k थ्रू laptop मेँ नेट चलाता था लेकिन जब से मैने Windo10 update किया तब से दिक्कत कर रहा Ovi से कनेक्ट तो होरहा पर नेट नही चल रहा कनेक्ट करने पर नाट इस्टेविलिस नेटवर्क कनेकशन लिखा अ जाता हे फोन अपने आप off on हौजाता हे सिम बदल कर भी देख लिया!
aur bhai ebook creat k bare me bhi jankari daina
bhai aap OVI Suit ko update kare.. sayad wo suport nahi kar raha W10
or eBook Simple PDF book hoti hai.. jo soft copy hi hoti hai..