Hello, Agar aap Blogging Start karna ka soch rahe hai ya kar chuje hai.. or aap Blogging me apna Career banana chate hai to uske liye jaruri hai aap Blogging ko or behtar karne ke liye jaha bhi usme Investment ki jarurat hai waha kare.. taki uske result me aapko or jada fayda ho.
Mene Bhut se Blogger ko dekha hai jo Blog se earn to karte hai par wo pure paise alag se save karke rakhte hai, or apne Blog me unn paiso ko nahi lagate.. jisse unki earning wahi fix hokar reh jati hai.
Agar aapko apne Blog ko Grow karna hai to jaha bhi jaruri hai waha aapko Paise invest karne hi hoge.. or kaha kaha aapko Blogging me paise Invest karna hai wahi ham iss post me baat karne wale hai.
Agar aapko Blogging me Success hona hai to ye bhut jaruri hai aap Regular apne Blog ko Improve kare or badiya Quality content uspar regular share kare.
To chaliye jante hai Blogging me hame kaha kaha Investment ki jarurat padti hai or Kyu ye jaruri hai..
Page Contents
Blogging Mein Kaha Kaha Invest Karna hai
Jitne bhi chije Blogging me jaruri hai wo sab me aapse share kar raha hu.
1: Domain Name
Domain kya hai or ek Badiya Domain kaise select kare uski jankari HMH par pehle se uplabd hai.. jisme Domain kaha se kharide or Kis trha Domain Register karte hai jesi sabhi jankari Detail me uplabd hai.
Domain Website ka Address hota hai, to kisi bhi website ke liye sabse pehle hamare pass uske liye ek address hona jaruri hai, jisko log Browser me daal kar website ko open kar paye.
Wese WordPress.com par ya Blogspot.com par Free Blog bhi bana sakte hai jaha se hame ek Free subdomain (.blogspot.com) milta hai.. par mera suggestion rahega aap Blogspot Blog me bhi domain add kare.. Kyu ki ye Branding ke liye bhut jarur hai. Kyu ki log Free Blog ko visit karna jada pasand nahi karte.. unko lagta hai ye sahi website nahi hai.
Domain aap Godaddy or Namecheap se Register kar sakte hai.. Agar aapne apna koi Domain abhi Register kiya hai to comment karke jarur bataye..
2: Web Hosting
Hosting Ek trha se server hota hai jisme hamari website ki files save hoti hai.. Jab bhi koi website ko open karte hai to wo yahi hosting server me se load hoti hai..
Simple sabdo me samje to ye ek Online memory Card hai, jisme sites ka data save hota hai. or jese hi koi Domain Enter karke website ko open karte hai to wo memory me se load ho jati hai.
Matlab, agar hame agar website banani hai to uske liye hosting ka hona bhut jaruri hai.. taki website uspar upload ho sake.
Hosting kya hai or Badiya Hosting kaise kharide uski Detail Guide aapko yaha mil jayegi.
Website kaise banate hai uski jankari yaha aapko mil jayegi jisme WordPress ko Step by step install karne ka tarika Image ke sath bataya hai.
Aap Hosting Online bhut se Hosting Prowvider hai jaha se le sakte hai.. ham aapko suggest karege aap Bluehost, Hostgator, Godaddy, Cloudways, or BigRocks se le.
Note: Wese agar aap Blogger par Blog banate hai to aapko hosting ki jarurat nahi padegi.. par waha aap ek Professional Blog nahi bana sakte.. WordPress or Blogger me konsa behtar hai usko or ache se samajne ke liye aap wo post read kar sakte hai.
3: Premium Themes
Website me Badiya Domain or Hosting ke baad uska design bhi bhut jaruri hai ki wo sahi ho.. jisme website Fast Load ho or har Device me sahi trha se chalti ho.
Wese Online bhut se Free Themes bhi uplabd hai, jinko ham use kar sakte hai.. par Agar ek Professional design chaiye to uske liye Theme ko kharidna hi badta hai..
Jitni bhi free theme hai wo ek war unke developer bana kar usko chhod dete hai, par koi bhi Paid Theme hai uske regular update aate rehte hai jisse Latest trend ke according jo bhi chije sahi hai wo hame milti rehti hai.. Jese abhi Google AMP se Mobile me site Super Fast load hoti hai.
Kuch Blogger Paise bachane ke chakkar me kisi bhi paid theme ka Crack ya Nulled theme apne blog me install kar dete hai.. ye soch kar ki unke 50-60$ bach gaye.. par unko nahi pata Iss trha ki Cracked Theme se kitna nuksan hota hai.. Server Load badh jata hai, Site hack ho sakti hai, SEO me bad effect padta hai, or hamare user ke computer me virus bhi install ho sakte hai..
To me aapse Theme ke mamle me yahi kehna cahuga.. Aap koi bhi Badiya Paid Theme kharid kar use kare.. Jese HindiMeHelp.com par Newspaper Theme hai.
Premium Tools and Plugins
Blog ko Improve karne me jo sabse jada useful hote hai wo hai Plugins or Online Tools.. ab aese me Online bhut se Free Tools bhi uplabd hai.. par bhut se Tools aese hai jo paid hai. par usko use karke ham apne blogging or or jada behtar kar sakte hai.
Blogging me Tools Keyword Research, Email Marketing, Design, Security, Tacking jese kamo ke liye use hote hai.
4: Writers aur Developers
Blog ko bana kar uspar kaam karne se Normal sabhi kaam to ho jate hai.. par agar kabhi koi technical Problem aati hai to uske liye Developer ko hire karna padta hai..
Agar Blog par jo Post Publish ho rahi hai unki Frequency badani hai, to uske liye Writers ko hire bhi karna padta hai jo hame SEO Optimise Article likh kar dete hai.
To agar kuch aesa kaam hai jo hame bilkul nahi aata, to usme ulajne se acha ham kisi ko paise dekar wo kaam kara le or jo haam hamse ache se banta hai wo karke apne Blog se jada se jada earn kare.
5: Advertising Aur Apne Brand Ko Build karna
Blog ka wese badiya SEO karke Google me rank kara sakte hai, par uske sath hame iska Advertising bhi karni hoti hai.. jisse or jada logo ko hamare blog ke bare me pata chal sake or Blog Grow kar sake.
Blog ko ek Brand ki trha build karne me thoda time lagta hai, or Brand Build karne ke liye ye sab bhi bhut jaruri hai.
Aap Social Media par apne Blog ke Followers ko badane ke liye bhi ads chala sakte hai.
6: Course or eBooks
Agar aapko Kuch naya sikhna hai to aap Course or ebooks me bhi jarur investment kare, Agar aap ye sochege ki sab kuch free me h to mil jata hai to aesa nahi hai or agar aap paise lagayege to aapka wo chij sikhne me jada mann lagega jiska aapko result bhi badiya milega.
To ab aap jaan chuke hai Blogging me kaha kaha Investment karna padta hai or Kyu ye jaruri hai..
Aap muje comment karke bataye, aapne apne Blog me kaha kaha kitna Invest kiya hai.. or aage ka aapka kya plan hai.. or aapke According hame Blog me paise lagane chaiye ya nahi.
Cool
aapki her post bahut hi achhi hoti hai sir G ….great thanks
nice post
Good post
vary good post.
sir newspaper theme me post me button add Karte hai to pc me vah theme ke sath inbuild wala button show hota hai lekin vahi mobile me WordPress ka default button show hota hai ise kaise fix kare
clear your browser data.
This is very helpful information. Thank you.
Aapne bahut achhi post likhi hai.. Good information.
Hosting kharide ya blogger se shuruwat kare
agar series hai to wordpress se hi start kare.. badiya hosting lekar..
Aga free theme ko istemal karen to kya ismein koi pareshani hai
Aga free theme ko istemal karen to ismein koi pareshani hai
Sir aap ka post acha lga thanks
sir newspaper theme me post me button add karte hai to pc me vah theme ke sath inbuild wala button show hota hai lekin vahi mobile me wordpress ka default button show hota hai ise kaise fix kare
Browser ka data clear karo..
you are doing a great job sir I’m also a blogger but some of the reasons I can not proceed that but now I’m thinking of re-continued my blog and this info really gives me great knowledge about the blogging. could you give me some favor I would request to you please check out my blog site and give me some suggestion
https://allaboutgyanhindi.blogspot.com/
Aapne bahut acchi jaankari di hai themes ke bare me thanks for sharing this information thank you so much …. Sir.. aek sawal ka javab do.. apani website URL facebook ne block kar di hai usse unblock kaise karvaye.. plz… Sir my help fast reply.. my website ..Plz.. visit..
https://theonlinekhabar.com
Aap ne is article ke jariye bahut achi jankari shere ki hai
sir blogging krne ke lie kya daily 4-5 post bht hai..
aur agar ham daily post krte hai or post achhi tra se krte hai to kitne time baad
site rank hona start ho jaegi..
thanks for this tips
Subscribe now tech video
YouTube.com/Techwithsaurav
I love Rohit sir and hindi me help
Bhai bahot hi acchi post hai aapki.
Sir kya ham i hi id m alag alag topics pr bhi blog likh skte h jese ki education, travelling, tech ect.
Comment: sir mere 2 saval hai
1.google pe free Hosting kaise kare
2.google free hosting ke fayde kay hai aue nuksan kay hai
ispar koi hindi post hai to link dedo sir thank you
mere analytics me 500+ pageviews ho gaye hai lekin adsense me 140 pageviews hi show kar raha hai, jabki mere har ek post par ad lage hue hai, tab itna difference kyu hai?
mene sirf domain me invest kiya hai. kyuki abhi me tudent hu mere pass itane paise nahi hai ki me hosting ke saku isliye mene blogger se blog banaya hai
Hello Rohit Sir ,
My self :- Devarshi Hatwar
From many days i am try to submit my blogger sitemap in google webmaster but it is saying ( sitemap couldn’t be fetch ) i have tired resubmitting also. And all the possible ways also . please help me sir ………
from:- https://www.technicaldevarshi.tk
Sir mere blog par abhi tak adsense ka approvel nahi mil raha. kya karu
Maine aaj pahli baar aapke blog par visit kiya hai. Is post se mujhe kaafi jaankari mili hai. Mai bhi ek blogger hun aap please ek baar mere blog par visit karke mera help karen mere blog par visitors kam aate hain.
Maine aaj pahli baar aapke blog par visit kiya hai. Is post se mujhe kaafi jaankari mili hai. Mai bhi ek blogger hun aap please ek baar mere blog par visit karke mera help karen mere blog par visitors kam aate hain. Thanks.
Good post
Hello Rohit sir, mene ek blog banaya hai blogger par. mere pas hosting ke paise nahi hai to kya Blogger sahi hai ya fir hosting loo. Apke javab ka wait karunga.
abhi aap kuch time tak blogger par hi rahe.. or apne blogging knowledge ko improve kare.. fir wordpress par shift ho.
Very nice post bhai good article
Sir, Ek Blog ke liye sabse important Plugins kaun sa hota hai matlab wo must hai blog ke liye
most useful plugin
Good
Hello Sir मै अपने ब्लॉग का domin Change करना चाहता हूँ पहले से मै ex.. Abc.co.in इस्तेमाल कर रहा हूँ लेकिन अभी expaire hone wala है तो मै चाहता हूँ की abc.co.in को blog.com से replace करू मैंने बहुत से आर्टिकल पढ़े domin change से related
लेकिन मेरा आपसे एक सवाल है अगर मै अपने डोमिन को change करता हूँ तो क्या WordPress Login id bhi change ho jayega अगर change हो जायेगा तो नया लॉगिन id कैसे पता किया जा सकता है ?
Rohit Sir Cheap Web Hosting Use Karne Se SEO Par Fark Padta Hai Kya.
direct nuksan to nahi.. par agar uska response time jada hai ya war war doen hoti hai to jarur nuksan hota hai SEO me.
Daily Post Krna Jaruri Hai Ya Kabhi Kabhi 4 , 5 Post Krna Sahi Rahega
Bilkul sahi rahega.. wass Quality ka dhiyan rakhe.. jitni jada post hogi utna hi jada fayda hai.
Achaa Thank You Sir
Great information, mein bhi ab apne blog ke liye premium theme hi use karungi.
Thank for information.