Is post me, Main apko Revenue-hits Ads Network ke bare me bataunga. Jo Google Adsense ke bad sabse achha vikalp hai paise kamane ka..
Hum jante hai ki Google Adsense ke Ads lagan ke liye humara Blog 6 mahine purana hona chahiye aur kam se kam 40 se 50 badhiya post bhi hone chahiye. Hum Blog(Website) isliye banate hai ki isse hum kuch paise kama sake. Par jab humara Blog(Website) new hota hai to hum Google Adsense ke Ads nahi laga sakte. Aise me Revenue-hits achha vikalp hai paise kamane ka. Google Adsense ke liye kya kya jaruri hai yaha dekhe
Page Contents
Revenuehits Kya Hai ?
Revenuehits ek Ad Network hai site hai jise MyAdsWise Ltd. Ne 2008 me suru ki thi. Revenuehits ek different Ads network hai jo CPA Ad Network par Bassed hai. Jo visitor dwara kiye har Action pe hume paise deti hai. CPA Ad Network CPC ya CPM se thoda agag hai. Jab koi visitor humare website me dikh rhe Revenuehits ke Ads pe kaisa bhi reaction karta hai to uske bhi hume paise milte hai.
Ye Ads Network bhi tri kare.
Kitne Format Ke Ads Hai Revenuehits Me ?
Revenuehits 8 formate ke Ads provide karti hai
- Banners
- Popunders
- Slider
- Shadow Box
- Top Banner
- 158*21 Button
- Footer
- Interstitial
5 Mobile Formate ads bhi jo Mobile ke liye best hai
Aap alag-alag format ke Ads unit create kar ke Ads laga sakte hai apne Blog(Website) me.
Ads kaise Lagaye Blogger me HTML Widget ki madad se uski jankari yaha hai.
Revenuehits Ki Khubiya
- Revenue-hits ka CPM rate dusre Ads Network se achha hai.
- Aap apne hisab se Ads choose kar ke laga sakte sakte hai.
- Sign Up karte hi turant Approval ho jati hai.
- Isse Minimum 20$ Payout le sakte hai.
- Revenue-hits ke Ads humare Blog(Website) pe widget ki tarah adjust ho jate hai jisse visitor ko koi paresani nahi hoti post padhne me.
Revenuehits Payment Kaise Karti Hai ?
Revenuehits Paypal, Payoneer, aur Wiretransfer ke madhyam se Payout karti hai. Jisme hum Paypal ke dwara Minimum 20$ Payout le sakte hai.
To ab aap jan chuke hai ki Revenue-hits kya hai aur ye kaise kam karti hai. Agar aap Account banana chahte hai to niche button par click kar ke asani se bana sakte hai..
ab aapko form bharke apna account banana hai.
Revenuehits Account kaise Banaye (Video)
Apko agar Account banana me dikkat aa rhi ho to is Video ko dekhiye jisme Details me bataya gaya hai Revenue-hits Account kaise banaye…
Yah post apko kaisi lagi aap apne comments jarur de. Aur Hindi Me Help ko Subscribe karna bhi na bhule…Dhanywad!
HELLO BHAIYA BAHUT ACCHI POST LIKHI HAI ME KESHAV , HARSHIT MEWADA KA DOST .
Hello, Bahut badhiya article hai aapka. Mera question hai ki,
“Kya Jyada images use karne se website speed slow hota hai?” Agar aisa hota hai to sabhi bloggers apne website me jyada se jyada images kyun use karte hai aur dusaron ko bhi use karne ko bolate hai.
Thanks in Advance!
jada image use karne se wo load hone me time lagayegi to simple hai load time badega hi.
NICE POST
Sir mere website me Adsense ka Ad lagaya hoo. kya iss ad ko bhi laga sakta hoo. kya ise koy adsense parag nehi parega.
Bhai Mere website me Traffic Nehi aaraha hai. plz help me
thanks dear for giving such good knowledge
ap bhot deeply explain krty hn,thanx
BHAI is may khuch dalo to sahi koi post wagera
sir kya blogspot blog par bhi adsense se approvel mile sakta he kya ku ki mera blog blogger ke blogspot par hi banaya gaya he https://kaisekaretricks.blogspot.com ye mera blog hai sir ap isse dekh kar bataiye ki he adsense ke layak he ya nahi plzz sir
dost best hosting batao , website ki speed thik rahe or price bhi thik ho
cloudways
isme invalid click k liye bhi panlize kiya jata h? or is prr kitne time me approval mil jata h.
Kya copyright article hoga toh bhi chalega
Copy karke jada paise kamapao aesa agar aap sochte ho to bhul jao.. Q ki earning to jab hogi jab traffic aayega.. Or copy content par traffic nahi aata..
Sir main apka bhaut bada fan hu maine apki blog ko dekh kar hi eak blog banaya hai jiska name phokatgyan.blogspot.com hai ye aur isko banaye hue abhi 2 month hue hai maine apni site se paise kamana cahata hu meri apse eak req hai ki ap mera blog ko dekh kar bataye ki kya mera blog abhi ads lagane ke layek hai ya nahi
Hi sir
Maine revenuehits me 26 December ko account banaya and usi din blog me uske ads bhi lagaye.
27 December yani aaj check kiya toh 27 dec. impression 117 hai and click 3 hai but earning me 0.00$ hai.
CTR 14 % hai 1 United State ka click tha.
But revenue me 0.00$ earning hai.
Kyu sir ?
Please help me.
Rohit Sir,
mai jab revenue ki website form me apne blog url ko dal rhan hun to “Please inter a valid url“ ka msg show kar rha hai kya kron baki aap mera blogg dekh kar btayen koi kami hogi to mai dor karne ki kosis karunga
Nice post
Rohit Ji ek request hai apse !
Is Guest Post me Jo aapne mujhe back link di hai www. hindimejane .com use change kr ke www. gyaniblog .com Krna hai.
Kyonki Hindi Me Jane blog ab Mera nahi hai.
I hope aap meri request accept karenge aur meri help karenge…
Done Brother :)
Its very interesting and informative post
Thanks for sharing keep up the Good work
Sir
बहुत समय हो गया है मेरे Blog को आप मेरे Blog को देख कर बताये कि Adsends क्यो मेरे Blog पर Ads नही लगा रहा
aap apni site ka navigation tikh kare. or design bhi sahi nahi hai.. dekhne me profesional lagna chaiye.. jab hi ads approve hoge.. aap ads ko hata dijiye,… or jada jald waji naa kare phele apni site ko ads ke layak banaye..
Mere add chitika me show ho rahe hain. Par problem ye aa rahi hai ki add sirf website ke original view me hi najar aa rahe hain. yaani jyadatar google ke visitors ko mere add nahi dikhai dete. iske liye kya kare ?
Google se aaye ya or kahi de usse fark nahi padta.. Par agar UC browser me open karege to ads nahi dikhege.. Usme ads block ho jate hai.
hello bahi rohit isme kitne ads ke kitne paise milte hai kam se kam
Personally, if all {webmasters|site owners|website
Sir mera ak side hai bihargitwap.in may us side par gana uplod karta hu par may chahta hu ki koi acha koi ad side hai to batai may bhi kuch incom kar saku help
Sir app blog post me directly download link kaise jorte hai
sir mene chitika ads lagaya hai kya me isko bhi laga sakta hu yaani ki do ads laga sakta hu blog me
Nuksaan to kuch nahi hai.. Par site ka loading time thoda bad jayega.. Jo Hamare liye acha nahi hai
apka old contact link 404 error show kar raha hai ….so please check and resolve this issue otherwise footer link sse serarch bots crawl mai problem ayegi….. thanks ;)
Rohit bhai nice post….
Maine revenuehits pr account bnaya h bt smj ni aa rha ads kese lgau…m mobile s use krta hu…. Koi optn ni aa tha placement ka …plzzz btaye ki kese hoga …
Revenuehints ads se paise sidhe bank acount main bhej skte h kya
Paypal acount nhi h.
help me
Please help me
Sir hum bina domin ke ad’s laga sakte hai. AdSense ke siva koi aisa networks ke baare mai batye jin mai hum bina domin registered kiye ad’s laga sake apne blog mai…
mai apne blog mai Revenuehits Ads Network ka ads use karta hu lekin privecy policy page jab bantae hai to usme sabhi ads ke option hai lekin revenuehits ka option nahi hai to mai kis par tik karu
bahut badiya post sir . Dosto kisi ko apne friend ke saath chating karne k saath hi paisa bhi kamana hai to mera ye blog jaroor dekhen
http//wowapp.blogspot.in
bhai humko daily kitne click mila woh hum jan shakte hai…
aap apne deshboard me ja kar dekh sakte hai.
bhai humko daily kitne click mila woh hum janshakte hai…
mene mere blog par eske ads lagaye he mere blog ka roj ka page view 200-250 he abhi tak kuch earning nhi hua he total click 21 hua he or ctr 7% he earning 0 hi he earning kab hogi pura btaye?
Rohit jaise hum blog pe dusri site se add laga sakte he waise hi YouTube ke video pe bhi koi dusri site se add nahi laga sakte kya
bhai , pheli baat toh mai aap mera comment delete mt karna.
bhai , mujhe aapki website kuch samaj nahi aati hai kyu ki ispar blogger ke alava kishi bhi topic ki puree jankari nahi hai. ab yeh Revenuehits ki puree jankari nahi hai aor n hi infolinks ki. isliye inki puree jankari dene ki help kare. blog par aane wale visitor ko problem bhi hoti hai.
baki aap khud samaj lijiye.
and so sorry for this comment
Surendra ji mene kisi ka koi comment delete nahi kiya.. sab waiting me hai.. jo aap kha rahe hai inki adhuri jankari hai.. me ussi par work kar raha hu ki kaise jaldi jaldi post ki jaye.. jisse aapki orsabki help ho sake.. ab ek insan kitna kaam kare…
Rohit Youtube per kitne view per kitne $ milte hai aur youtube per visitor badhane ka sabse acha tarika kya hai
Revenuehits Adnetwork lene ke liye hamme paise dene padhte hai kya?
nahi..
Main ek music website kholna chahta hu. Aur use paise kamana chahta hu please sir bataye.. Main kaise paise kama sakta hu. Agar ek gana 5mb ka hai aur use 1 wayakti ne download kiya hai to mujhe kitne paise milenge aur aapne site ke liye main ads kaise le sakta hu.. Halaki abhi maine site khole nai hai laken main zarur kholunga.. Please sir madad kare…
Revenue hits ki add mere blog me mobile version PR nhi aati.why?
aapke visitor kam hoge..
Hi Rohit,
Me ek Guest post likhna Chahta Hu iske liye muje kya karna padega.Isle Balde me Muje Kya Milega.Paise Milenge?
agar aap paise chate hai to paise nahi to aapke blog ko backlink.. aap apni post post@hmh.pe par send kare apni detail ke sath.
Adsense ke sath Revenuehits use kar sakte hai kya? Aur Isko blog ke kaise add karte hai.
Diwali kese banaye
SIR इस समय आपके वेबसाइट पर PER DAY कितने PREVIEWERS आते हैं .
hello sir aapka yeh blog bhote accha hai or essse meri bhote help hui hai blog banane me main bhi dusre logo ki help karna chahata hu esliye mene bhi apna blog bana liya hai mera yeh blog bilkul real hai aap ess blog par jaye aur aap mere blog ki link guest post me de esse bhote se logo ki help hogi mere ess blog me 1 hi poet hai kya me essme Revenuehits ads laga sakta hu
muje jo post likh kar seend karta hai uske blog ki link d jati hai.. aap bhi muje send kar sakte hai post likh kar.. uske liye yaha click kare
pheli baat toh bhai comment ko delete mat karna kyu ki isse phele maine 2 bar comment kiya tha….
ab ham sawaal par aate hai…
1) Mujhe yeh bataye ki agar ham kishi company ka same domian le toh koi dikkat toh nahi hai. ex:- Flipkart.com –> Flipkart.in
aor koi esa bhi galat kaam nahi karenge ki main site ko koi dikkat hogi.
2) Mai ek adult site problem ex:- Sexsolution.com, sexproblem.com, helthproblem. jaisi site banana chahta hu. agar mai ispar ads lagana chahunga toh adsense sayad apporv nahi hoga. isliye mai. adultsense .com ke ads lagana chahunga jiski ppc bhut jayda hai aor yeh us ki company hai. agar mai ispar account banaunga toh yeh site meri persanal jankari bhi mang raha hai isse mujhe koi dikkat toh nahi hogi. aap bhi ek baar iss site ko check karke bataye…
plz reply…..
aap agar kisi ads network ki site par account banayege to aapko apni information to deni ho padegi.. nahi to wo aapko payment kaise karege..
or ek baat jo aapne sabse pheli line me likhi hai.. mene aapka koi bhi comment delete nahi kiya hai.. mene kisi ka bhi koi comment delete nahikiya hai.. abhi site par 3000 se jada comment waiting me hai, or muje itna time nahi mil pa raha ki me unka replay kar saku.. so please thoda wait kare or itne jada hipe naa ho :)
11 day pahle mene adsense ke liye request ki hai av tak koi email nahi aya adsenses ka.toh kya mae tab tak revenuehits use kr sakta hu. isye adsense ke approvle me prblm toh nh ayegi na
Nahi.. Jab tak adsense approve na hi jaye ya unki taraf se koi mail na aa jaye aap koi dusra ads use na kare..
Ha bhai muje bhi lena h
Coupon code btaye
Or kya aap myyt.in ki tarah is theme ko download krne ka link nhi de sakte free
Agar nhi toh coupn code btaye
Aap wordpress pr konsa theme use krte h himdimehelp pr or jo use krte ho vo free h ya phir kitne rupees ka
minimalist theame use karta hu or iski kimat 5000 ke lagbhag hai.. agar aapko chaiye to bata dena mere pass uska coupn hai 50% ka.