Weebly Kya Hai | eCommerce Website Banaye 10 Mintes me 😍

Website banana kitna aasan hai bina kisi Technical or Programming knowledge ke wo me abhi aapko Proof karne wala hu, Weebly Website Builder ki madad se.

Weebly kya hai or Weebly par kaise Website banate hai wo detail me iss post me sikhege.

Advertisements

Weebly Kya Hai eCommerce Website Banaye 10 Mintes me

Weebly kya hai

Weebly ek Website builder hai, jisme simple drag n drop Technic se professional website or blog ya eCommerce website bana sakte hai,

Weebly website 2006 me start hui thi, jiske aaj 50+ million user hai word wild, jisse aap uski popularty ka andaja laga sakte hai.

Agar aapka koi chota Business hai to uske liye aap chutkiyo me khud se website bana sakte hai weebly par, kaise wo abhi aap jaan jayege.

Weebly

Weebly par Website kaise Banaye

Weebly ek Simple or fast website builder hai, jispar badi aasani se Website, Blog ya ek E-commerce store bana sakte hai.

Step 1: Sabse Phele Weebly par jaye, or apna Account Setup kare, jo aap Get Started par click karke kar sakte hai.

weebly par website banaye aasan tarike se

Step 2: Ab Signup kare.. ye aap FB or Google+ se bhi kar sakte hai.. ya EMail or Password se signup kare.

weebly signup karke account banaye

Step 3: Signup hone ke baad, agar aap Store banana chate hai to select kare, ya no thanks kare..

weebly site type or design select kare

Step 4: Ab apne Blog ke liye design select kare, jo weebly par banana hai.

weebly blog theme select kare

Step 5: Design select karne ke baad, usko apne hisab se customize karne ke liye edit kare.

Weebly blog theme ko edit kare

Step 6: Ab Weebly builder me jo bhi element apne blog me add karna hai, usko simple drop n Down karke add kar sakte hai or apne blog ko design kar sakte hai.

weebly theme ko design n costmize karke pubish kare

  1. Widget hai, jo aap simple mouse se drag karke apne design me drop kare..
  2. Website ka jo design hai wo ye hai.. jisko aap apne hisab se set kar sakte hai.
  3. Blog se related Settings yaha se hoti hai..
  4. Sab kuch set karne ke baad Blog ko Publish kare.

Step 7: Weebly Blog me Domain add kare

weebly domain add kare

*badiya Domain kaise select kare uski Tips aapko yaha milegi.

  1. Agar aapke pass phele se Domain hai to aap yaha click karke wo add kar sakte hai.
  2. Professional Domain aap Direct yaha se register kar sakte hai, jo ki ek website ke liye jaruri hota hai.
  3. Afar aap Weebly ka Free Subdomain use karna chate hai yaha select kar sakte hai..

Domain select karne ke baad Done karke Blog ko Publish kare..

Iss Trha aasani se Bina kisi technical knowledge ke Weebly ki madad se Blog ya e-Commerce website bana sakte hai.

At Last: 

Weebly ek bhut hi sandar Web Builder hai, jo bhut hi User-friendly website hai, jisme koi bhi apni website bana sakte hai bina coding ke 1 word ka use kare..

Agar aapka koi sabal ho Weebly se related to aap Comment karke puch sakte hai.

Share on:

Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

14 thoughts on “Weebly Kya Hai | eCommerce Website Banaye 10 Mintes me 😍”

  1. bhai maine weebly try kia hai lekin mujhe is par custom domain add karna nahi aata tha, ab samjh me aa gya. thanks for sharing bhai

    Reply
  2. Bahut hi badiya sir
    Pahle meine weebly try kiya tha jab me new tha lekin chhod diya.
    Ab professional ho gaya hun ab fir se try karunga sir

    Reply