Hello friends jaisa ki hum sabhi jante hai google me hamari post kaa search me aana kitna jaruri hai, or Google Posts jaldi index nahi karta yeh lagbhag 2-3 days le leta hai, par agar ham koi aesi post dal rahe hai jisko jaldi search me lana ho.. To uska bhi tarika hai.
Google me Post Index lene me lagbhag 2-3 din lagte hai, par agar ham khud apni post ki link ko Google me Submit kare to Post search me Turant aane lagti hai.. To agar aap bhi apne Blog ki Post ko Secendo me lana chate hai to ye jankari aapke liye hai.
Google Me Post ko Jaldi Index kaise kare
Google me Post ko Submit karna koi jada muskil nahi hai, uske liye hamari site Google Search Console me add honi chaiye or Hamari site ka Site Map Google Search Console me submit hona chaiye.. Agar aapne Phele se ye kar rakha hai to ab aapko bas Link Submit karni hai.
Link Google me Submit karne ke liye Steps ko Follow kare
Step 1: Sabse Phele Google Search Console me Login kare.
Step 2: Apni Website par jaye.
Step 3: Search Console ke Dashboard me ja kar. Crawl >> Fatch as Google par jaye.
Step 4: Ab jo page khulega uske Post ka URL Submit karna hai.
Aapki Post ka URL kuch is trha hoga –
http://hindimehelp.com/html-sitemap-page-blogger-wordpress-ke-liye/
or agar Blogger par Blog hai to kuch is trha –
http://hindimehelp.com/12/2015/html-sitemap-page-blogger-wordpress-ke-liye/
Jesa bhi ho aapko apni website ka Naam hata kar baki ka URL dalna hai Q ki website ka naam phele se add hoga.. Image me dekh sakte hai..
- URL dale post ka jo jaldi index karna hai.
- Fatch ki Button par click kare
Step 5: Ab Post ka URL list me add ho jayega..
Step 6: ab ek Popup aayega..
- Crawl only this URL select kare
- Go ki button par click kare.
Step 7: Boom !! Apka post index ho chuka hai google pe post search karke check karlo
Important Note: Aap 1 month mein sirf 500 posts index kr sakte ho iss method se aur mere hisaab se yeh thik value hai post index karne ke liye.
New Update: Google me URLs Direct Search Result Page se submit kar sakte hai, janiye kaise.
Ye Bhi Pade:
Sir , custom domain aur free domain ke indexing me bhi kya koi farak hota h .
agar custom domain hota hai to user ko thoda profesional site lagta hai.
thanks for sharing this valuble information i never expect like this from you…..
Sahi information di ha. many samjha tha sirf english me blog banta ha. thank you
Janakari achchi hai. Lekin agar aap har ek post ko aise index karenge to aapke seo par bura prabhav pad sakta hai.isi liye aapne jo Trending topic pe post likhi hai unhe hi index kare.
#DigiHelpGuru
aesa nahi hai.. koi bura aasar nahi padta.. or naa acha aasar padta hai.. wass ham google ko bata rahe hai.
Hello Bhai
Mai site par Naya domain lagaya Hun.jab Mai naye domain par sitemap submit kar Raha Hun to nhi ho Raha hai.or jab blogspot Wale par sitemap jod Raha hun to index ho ja Raha hai.
Nya Wale par kaise hoga.
Kya Karan hai
Excellent information. A very useful guide.
Good article sir
thanks thanks thanks for this information
Sir 404 error kyo aati hai please bataiye
Sir error 404 kyo aati hai please bataye
jo page nahi rheta jab aati hai..
Bhai mera blog h http://www.educationbuzz.com education post se related 5 post kia h website PR traffic kbse aegi ya kitne post ke baad
Ar mai Google Adsense k lia KB apply kr skta hoon ?
bahut hi acchi post hai.isse kaafi kuch sikhne ko mila thanks rohit sir ,aap meri site ko check karke zarur bataye ki yeh kaise bani hai.
Very Nice post..
sir very nice information.. its so useful
Nice sir always your information useful