Hi friends, Is post me main aapko backlinks kya hai or kaise kaam karte hai uske bare me puri jankari dene ki koshish karunga.
Aap SEO se to vaqif honge hi, agar aap apne blog ko search results me first page par lana chahte hai to aapko apne blog ka SEO karna bahut hi jaruri hai.
SEO mukhya do prakar se kiya jata hai –
On page SEO me ve sabhi chijen aati hai joki aap apni blog post likhte waqt apply karte hai, On page SEO acchi prakar se karne ke liye aapko ek SEO optimized article/post likhni hoti hai.
Read: Post ka Title SEO Friendly Likhne tarike
Read: Post SEO Friendly Likhne ke 5 tips
Off page SEO me ve sabhi chijen aati hai joki aap apne blog ke bahr apply karte hai. Inmen sabse important hote hai- Link Building aur Social Media presence. Social Media presence me aapko apne blog ko social media par promote karna hota hai aur Link Building me aapko apne blog ke liye Backlinks bnane hote hai. Jitne jyada aapki site/blog ke backlinks honge aapki site search results me utni hi higher rank prapt karti hai.
Read: Facebook se apne Blog par traffic badaye
Ab jyada der n karte hue main aapko backlinks ke bare me batata hoon. To fir aao jante hai ki backlinks kya hote hai aur ye aapke blog/Website ke liye kyon important hai
Page Contents
Backlink kya hai ?
Backlink kya hai wo simple sabdo me samjhe to, Backlinks wo link hote hai jo ek website se kisi dusri website par jate hai. Jaise ki maan lete hai agar main aapki site ka link apni kisi post ya apne blog par add karta hoon to isse aapki site ko ek backlink prapt hota hai.
Backlinks ka kya fayda hota hai SEO me?
Backlinks aapke blog ke liye bahut jyada faydemand hota hai. Aapki site ke jitne jyada backlinks hote hai Google aapki site ko search results me utni hi jyada value deta hai. Lekin Google aapke blog ko value tabhi deta hai jab aapke blog ke backlinks quality (achhi) sites se honge.
Backlinks ke aur bhi bahut saare fayde hote hai jaise ki Search Engine aapki site ko jaldi index karne lagta hai, aapki site ko referral traffic milta hai, aapki site ki authority increase hoti hai.
Quality Backlink kya hota hai?
Quality Backlinks ve hote hai jo aapko quality sites se prapt hote hai. Jaise ki HindimeHelp ek quality site hai aur agar aapko Hindimehelp se backlink prapt hota hai to Google aapki site ko jyada value deta hai aur aapke blog ko search results me higher ranking pradan karta hai.
Quality backlinks bnane ke liye aapko relevancy ka bhi bahut dhyan rakhna padta hai matlab ki agar aapka blog technology se related hai to aapko other technology related blogs se hi backlinks prapt karne honge, iske bjaye agar aap kisi food blog se backlinks prapt karte hai to Google aise backlinks ko jyada value nahi deta.
Quality Backlink Kaise Banaye uski Jankari yaha di hui hai,
High Quality jitni achi hai site ke liye utni hi buri Bad Backlink hoti hai, or Bad Backlink kya hoti hai unki jankari yaha hai.
Backlinks kitne Prakar ke hote hai?
Backlinks do prakar ke hote hai-
- Dofollow Backlink
- Nofollow Backlink
DoFollow Backlink :
Do-Follow backlinks link juice pass karne me madad karte hai, yani ki aise links aapke blog ki ranking ko badhane me kafi madadgaar hote hai. Dofollow links ka example:
“<a href=”http://www.google.com/”>Google</a>”
ya fir
“<a href=”http://www.google.com/” rel=”do-follow”>Google</a>”
By default sabhi links Do-Follow hote hai, lekin agar aap chahte hai ki aap jo link dusri sites ko de rahe hai usse link juice pass n ho to aap link me No-Follow attribute add kar sakte hai.
NoFollow Backlink :
Ye ve backlinks hote hai joki link pass karne ko allow nahi karte, inki search engine me value do-follow links ke mukable kam hoti hai. Search Engine Ranking me No-Follow Links ka role nahi hota hai. No-Follow backlink ka example:
“<a href=”http://www.google.com/” rel=”no-follow”>Google</a>”
To agar kabhi aapki site par aesi site ki link add karne ka moka pade jis par kuch galat chij hai to aap usko No-Follow kar sakte hai.
How to create Backlinks in Hindi | Apni Site ke Backlink kaise Banaye?
Ab aap backlinks ki importance ko samajh gaye honge, isliye ab aapke man me ye question jarur aaya hoga ki backlinks bnane ki shuruaat kaise karen. apni site ke backlinks bnane ke liye aap in simple tarikon ka prayog kar sakte hai:
20+ Quality Backlink banane ke tarike Hindi me, jinki adad se hum apni website ko rank kar sakte hai.
#1 Quality Content likhe:
agar aap apne blog ke liye jyada se jyada backlinks bnana chahte hai to iske liye aapko apne blog par quality content likhna hoga. Post bilkul simple bhasha me, to the point aur vistaar se honi chahiye. yani ki aapko aise articles likhne honge jise aapke readers asani se samajh saken aur vah article unki mdd kar sake.
High quality content likhne se other bloggers aapke article ke link ko apne readers ki help karne ke liye post me add kar sakte hai. Jese ye ek badiya article hai.
#2 Other Blogs par commenting shuru karen:
Backlinks bnane ka ye free aur easiest method hai, aapko bas ye karna hai ki apne niche ke other blogs par regularly commenting shuru karen. Jin blogs par commentluv enabled hota hai un par commenting karne se aapke blog ko do-follow backlink prapt hota hai joki aapke blog ke liye bahut jyada faydemand hota hai. Lekin jin blogs par commenting karne se aapko No-follow backlink prapt hota hai ve bhi aapke blog ke liye helpful hote hai. Halanki No-follow search results me jyada matter nahi karte lekin na hone se kuch hona bhi sahi hota hai.
Commenting karte waqt ye dhyan rakhe ki aap spam comments n add karen isse aapka comment approve nahi hoga hamesha comments me value add karne ki koshish karen. yani ki aise comments ko avoid karen- “Great post!” “Awesome post! keep it up” aadi. aise comments spam comments hote hai, inhen avoid karen. Post ko pade fir us par apni rai de.. aese comment ache hote hai or usse aapko bhi kuch na kuch naya sikhne ko milega.
Badiya comment kaise kare uski jankari aapko yaha mil jayegi.. wo sab dhyan rakhe comment karte time.
#3 Guest Blogging shuru karen:
Quality Backlinks bdhane me Guest Blogging bahut jyada prbhavi hoti hai. ismen aapko apne niche(topic) ke kuch popular blogs par apni guest post submit karni hai aur sath hi apne blog ka ek link add karna hai. lekin yaad rakhne ki Guest Blogging ke liye apne niche ke popular blogs ko hi chune aur ek badhiya high quality content vaali guest post likhkar submit karen.
Agar aapka Blog Internet se Related Topic par hai to Aap HMH par bhi Guest Post kar sakte hai.
#4 Apne Blog ko web directories me submit karen:
apne blog ko web directories me submit karna backlinks bnane ka ek badhiya method hai, iske liye apne blog ko vibhinn web directories me submit karen, lekin yaad rahe ki aap apne blog ko quality web directories me hi submit karen.
Backlinks bnate samay in baaton ka dhyan rakhen:
Backlinks aapki site ke liye kafi helpful ho sakte hai lekin agar aap galat tarikon ka pryog karke backlinks banayenge to ye aapki site ke liye bahut jyada nuksaandayak ho sakte hai. Isliye apni site ke liye backlinks bante samay nimnlikhit baaton ka dhyan avshy rakhen:
- Apni site ke liye kewal quality sites se hi backlinks prapt karne ki koshish karen.
- Kabhi bhi fiverr aadi sites se paid backlinks n khariden.
- Low quality sites jaise ki porn sites ya spammy sites se backlink prapt karne ko avoid karen.
- Backlinks ki quantity se jyada quality matter karti hai.
- apne niche se alag blogs se backlinks prapt karne ko avoid karen.
- ek sath bahut saare backlinks n bnaye isse google ko shak ho sakta hai aur vo aapki site ko penalize kar sakta hai.
Conclusion:
Mere hisaab se ab aap backlinks ke baare me acchi tarah se jaan gaye honge, ki Backlink Kya hai or Kaise Backlink bante hai or kya fayde hai Backlink ke.
fir bhi agar aapka Backlinks se sambandhit koi bhi question hai to aap comment ke dwara puch sakte hai.
aisi hi aur bhi nayi posts ke updates paane ke liye hamara free email subscription len aur Facebook, Twitter, par hamen follow karen.
Post padhne ke liye aapka dhanyawad :)
bhut acchi post hai Rohit bro.really very usefull
Hello Dude me appki her ek blog post ko bade hi dhyan se padhta hu… aapki di hui jankari 100% accurate hoti hai. I want you to please explain google analytic kaise kaam karta hai or iske sabhi category ko snapshot ke sath explain kare that will really helpful for us.
Hello bhai mere site par bahut kam traffic aa raha hai lagbhag 60-70 par day kya Kare plz batao
Q. Mujhe post ko seo friendly banane ke tip bataye and mujhe koi badiya keyword planner ka link de aur plz mere site merihindijankari.in visit kare Aur bataye kya kami hai
Mene Apni website Ka URL Daala Lekin Back Link Nahi Ban Rahi Hai,
backlink jab hi ke jabhi count nahi hoti.. wo kuch din baad jab bhi google usko index karta hai jab wo count hoti hai.
SIR MOJE BACK LINK CAIYE
Aap muje guest post send karo usme aapko backlink mil jayega
Dear Rohit ji Namaskar….
aapki her ak post important jankari se bharpur hain. kya aap webmaster tool main kaise website ko add karate hain k bare main bta skate hain.
Dear Rohit ji Namaskar….
aapki her ak post important jankari se bharpur hain. kya aap webmaster tool ke bare main bta skate hain.
apni website main kaise add krte hai webmaster tools ko.
uski jnakari yaha hai
sir kia koi backlinks provide krny wali achi web site ke list mely gi
Rohit ji apne bahut achhi jankari di hai, meri site me keval 3 hi backlink the, mere ko inke bare me pata nhi tha, ki ye kam ki cheez hai, Thanks
ek din me kitne sites per backlink bna skate h
Hey Rohit,
Awesome post buddy,
You made it really easy to understand how to get quality Backlinks for my blog. Now we can get unlimited free Backlinks for our blog. You helped me alot so I just wanna say thanks to you.
Thanks for sharing this info with us.
Thank you :-)
हेलो Rohit मैंने हाल ही में कुछ समय पहले नया ब्लॉग बनाया है लेकिन उसकी ट्राफिक बहुत ही कम है और जो ट्राफिक आती है वह भी सोशल नेटवर्क के जरिए ही आती है तो मैं ऐसा क्या करू जिससे मेरे ब्लॉग की ट्राफिक सर्च एंजिन से आने लगे प्लीज मुझे इसका सॉल्यूशन जल्दी से बताइएगा
Bahut hi acchi jankari hai. New Bloggers ke liye.
bhut acchi post hai bhai
meri blog ko bhi ek bar jarur visit karna kyuki muje bhi backlink chahiye
aapka bahut bahut dhanyawad rohit bhai, bahut badhiya article h newbie bloggers ke liye.
mujhe ye btaiye links ko agr nofollow nhi karu to kya adsense approve hoga??
Do-follow&no-follow link ka pata kaise karte hai?
Hi rohit mere blog me AdSense k ads show nhi ho rahe henhen
Hi Rohit Mera Ali He Mene Ek Site B’nai He Blogger Me Or Osme AdSense Ke Ads The Ad Kaye Hen Magar Wo Show Nhi Ho Rahi Hen Plz Ap Btai Kya Waja He Jo Ads Show Nhi Ho Rahi Hen
rohit bro mera ek doubt hai plz clear kare, jaise ki man lijiye hum koi bhi html script me apne website ka link add karu or jab koi mera html script ko apne blog me use kare tab kya mujhe us site se backlink milega?
Jaise ki aapke FB fan page ke html script me aap apne HMH.pe ka link add kar rakha hai agar me us script ko apne site me lagata hu tab apko mere site se backlink milega ??? plz bataiyega thanx itna achha post karne k liye.
Hello,
mai apse ye puchna chahta ho ki backlink ane ka process kya hota hai?
sir mere friend ne bataya ki mere site pe 12 no-follow link h aur uske site pe ek bhi nahi…
par ye pata kaise chalta h ki apke site pe kitne do-follow aur no-follow link h..
Thank you
have a great time ahead?
online hi kuch website hai unko check karne ke..
Kon kon si?
Thanx for reply… :)
Bohat acha per agar koi example bho post ho jai to maja a jai ga like pics bana kar samjhain
Regard
Szrmfx
sir ji me ye nahi samjh paya ki backlink send kese karte h jese mene niche website ke naam ki jagah jo link diya vese hi send karte h kya.
Rohit ji me ye nahi samjh paya ki backlink comment ke sath hi send karte h kya jese mene aapko yha niche send kiya. or ese do follow or no follow karna bhi aapke hath me hota h kya. i am new student please tell me backlink send kese karte h
very useful information
भाई जानकारी आपने जो दी है ये काफी अच्छी है और दूसरों को इससे मदद भी मिलेगी इसी प्रकार लगे रहें
Thanks Rohit apki jankari sarahniyay hai
meri website hai please aap visit kar bataye ki mera blog CEO friendly hai ya nahi?
aese dekhne se pata nahi chalta hai.. aap post kesi likhte ho or kya dalte ho.. kuch settings hai jo sirf aap dekh sakte hai.
Rohit ji,, mera website ka site linking 1 hi hai esye jada kaise kare please help me,,,aapka site ka site link 129 hai,,, main comment v kar ke dekh liya but site linking ek hi hai,, please help me
jo links hai wo ye hai ki hamari site kitni site par add hai.. or aesa nahi hai ki aapne aaj add kiya to aaj hi usme aane lagegi.. usme time lagta hai.
Please sir step by step guide seo,,, backlinks send my email ID onlyworkingtricks@gmail.com
Thanks friends,, Main ek website banaya hai ,, uska site linking srif 1 hai,,,sir backlink increase karne ka koi video hai to please use send kare link,,,Ya please step by step gudie kijiye ,, kaise kare updar diya hua jhankari ka use
Rohit Ji, Mai apke is post se bahut khush hu, mujhe apke is post se bahut jankari mili, or hindi me jankari dene ke liye apko bahut bahut dhanyawad …
Rohit bhai aapka article bhut hi accha lga .
lekin aap se ye sawal hai kii ye web dairectries kya haii ???? or apne website ko web dairectries me kise save krte hi is baare jaankari dijiye.
web directory websites hi hoti hai jinpar bhut sari website ki link add hoti hai.. usme account bana kar ham apni site ko add kar sakte hai..
me apki site par bahut bar aaya hu.. commnet pheli bar kar rha.. hu
apke content wakai tareef-e-kabil hai aur appki aur meri ek habit ..help to other
kafi milti hai……
thanks for sharing : all the best for next.
Sir main blog toh banata hoon main uspe khub saare post bhi daalta hoon par site ke visitor ki sankhya dekh fir mera confidance lost ho jata hain :O
hi,
agar humein ye pta karna ho ki umare site ke kitne backlink h tho kaise pata chalega
online bhut se tools hai jinki madad se aap check kar sakte hai.. google par search kare backlink checker
Bhai mera bhi ek blog h blackbull945 Ap isko open krke dhekhe M abhi apne blog par kam kr rha hu meri arthik halat abhi thik nhi h m kosis kr rha hu blog se paise kmane ka trika dhun rha hu meri help jrur krna frand
Sir Please Aap Meri Problem Solve Karo.
Mere Blog Par Traffic Nahi Aa Raha He
Uske liye aapko phele ye dekhna padega ki log kya chate hai..
Thankqs sir me kahi dino se soch raha tha ki ye backlink kya hoti he par aaj aapne solw kar diya
Bahut archi jankari di he aapne
Sir maine sie banai he vo aapki hi maherbani se bani he
Sir din me 500views milate he to kya adsence ko apply kar saku
Agar aap ki site adsense ke layak nahi to bilkul.. Uske kitne views hai usse koi fark nahi padta.
Sir Mere Blog Par 60 Artical He Par Mere Blog Par Koi Traffic Nahi Aa Raha He Or Alexa Par Bhi Koi Data Show Nahi Karta Please Aap Koi Upay Batao Ki Jisse Mere Blog Par Traffic Aane Lage.
alexa ke liye aap ye post pade
bhai mujhe blog me sabse uper image dalni hai or us per click karne mera hi blog khule .
to image kaise dale plz bataiye
Rohit ji , In my webmaster ,it says 15 got index and 19 blocked by robots . How to fixed this urls ? And check my new sites n give me some suggestions . Aap se bahot sikhneko mila Rohitji .Aur aage bhi sikhenge aapse .
Apne agar jo blog me robot.txt ki setting me kuch kiya hai to usko off karde..
Rohit ji Custom robots header tags ko enabled rakhu ki disabled .
Agar aapko uski Sahi use kya hai.. Sajan me nahi aaya to usko disable hi rakhe.. Wo sirf jab Kaam ka hai jab ham kich chije search me naa lana chate ho.
रोहित जी, ये लेख ब्लागरों खास तौर से नए ब्लागरों के लिए बहुत फायदेमंद है.
Quality content के साथ-साथ Quality backlink भी बहुत जरुरी होते हैं.
Ji bilkul sahi Anil ji
hello bro backlinke to teek hai lekin kaam kaise kare
Rohit,
Aapne bahot hi achha article share kiya hai back links bahot hi achha medium hai…
Aapne mere or b doubts clear krdiye is post se…
Back links bahot achhe sabit hote hai…..blog ko successful banane me…..thanks to share this post…..
Thanks for comment
web directories kya hai or kaise submit karna hai usme rohit ji
Kuch Websites hoti hai jinpar bhut si sites add hoti hai.. kuch paise me add karti hai kuch free me..
aap hamse contact kijiye
Bahut acha post hai rohit ji keywords ke bare me b pls kuch bataae
ji bilkul.. bhut jald uske bare me bhi post dalte hai.. Thanks
Very useful post…Rohit bhai
Really back links bahot hi important role play krte hai….blog ko success bnane me….inse traffic badne me b bahot help milti hai…..
Back links k baare me aapne bahot hi achhe tareeke se samjhaya hai….
New bloggers k liye ye bahot hi important knowledge hai
bilkul sahi Deepak ji
Rohit ji apne bahut achchha zankari diya jo mujhe bahut zaruri tha . Thanks
Most welcome
Bahut Hi achhi jankari hai. Bt agar aap comment do follow blogs ki list post me add karte to bahut Achha hota :) next post me comment’s do follow blogs ki list ke bare jarur bataiyega.
Bilkul suraj ji.. Par comment agar apni fild ke blog par kare.. Jese hindi blog par to wo abhi bhut kam hai.. Or unme jada tar no follow hi hai
New blogger ke liye back link jyada mayane nahi rakhata aap sirf content par dhyan dijiye