BidVertiser (A Division off Bpath,LTD) ek bhut purani PPC (pay per click) ki site hai jo 2003 me start hui thi Adsense ke lagbhag sath me. Me is post me bilkul bistar se bataoga ki BidVertiser kya hai or kaise kya hota hai. isse pehle ki aap is website se jude ye baate jaanna jaruri hai aapke liye.
Hum jante hai ke Ads hamari websites or Blogs ke liye kitna jaruri hota hai paisa kamane ke liye. Me aapse khana chahuga ki is post ko padne se pehle apne dimag ko thoda fresh kar le Q ki ye post thodi lambi hai. Me is post me puri kosis karunga ki aapke har sawaal ka jawaab aapko de saku is post ke end tak.
Page Contents
- Account banane ke liye yaha jaye or jaldi se apna account approved karaye
- BidVertiser Kya Hai ?
- BidVertiser Kaam kaise karta hai
- BidVertiser Par Account ke liye kya-kya chaiye
- Payment kaise milti hai
- BidVertiser ki Payment proof
- BidVertiser par account kaise banaye
- BidVertiser ka Code Blog par Kaise lagate hai
- Aage ham jaanege:
Account banane ke liye yaha jaye or jaldi se apna account approved karaye
BidVertiser Kya Hai ?
BidVertiser alag PPC (Pay Per Click) network hai jo har bar visitor ke click karne par paysa deti hai jisse ham apni website ya blog par lagate hai.
Visitor agar ads par click karta hai or fir jo agla page khulta hai agar bo us page me interest leta hai matlab jo agle page me khulta hai – form ko fill karta hai, koi product leta hai to hamari commision hoti hai bo double ho jati hai. to hamesa chance hota hai double earning ka par bo visitor par nirbhar karti hai.
BidVertiser Kaam kaise karta hai
Ye kuch tarike hai BidVertiser ke. jo usko sabse alag karte hai.
- Jo Advertisers hote hai bo apni site ya blog ke promotion ke liye BidVertiser ko Paise dete hai or khate hai ki hamari is site ka promotion karo
- Fir BidVertiser uski site ko check karta hai or pir usko uski category me set kar deta hai.
- jab koi visitor unki website par jata hai to unki income hoti hai or usme se kuch commission BidVertiser ke paas aata hai.
- Publisher (yani ham) har mahine ki aakhri tarik ko hamari commission hamare paas aati hai.
BidVertiser Par Account ke liye kya-kya chaiye
Is par Publisher ke account ke liye ye hona jaruri hai,
- Ek Email ID: Is je jariye hi ham apne BidVertiser account me login kar sakte hai.
- PayPal Account: Hamari jo income hoti hai bo ham paypal ke jariye hi le sakte hai. Agar aapka paypal account nahi hai to ye post padiye – PayPal par account kaise banate hai
- Blog/Website: Blog ya website hona bhi jaruri hai q ki BidVertiser hame jo ad ke code deta hai ham bo inhi par lagate hai. Agar aapka koi blog nahi hai to aap bana sakte hai blogger par bilkul free. kaise banaye uski puri jankari yaha par hai Free Blog/website banao
Payment kaise milti hai
Sabse achi baat BidVertiser ki ye hai ki iski sabse kam payment le sakte hai to jo naya account banate hai agar unki income kam hoti hai jab bhi bo apne paise le satka hai. Ye kuch tarike hai Payment lene ke
- PayPal – Kam Se Kam $10
- Western Union – Kamse Kam $100
- Check – Kamse Kam $100
- Wire Transfer – kamse kam $10
BidVertiser ki Payment proof
ye company bahut dino se chal rahi hai or iske bhutse payment proof aap net par dekh sakte ho. ye raha mera payment proof
Bidvertiser ab Free Hosted Site Support nahi karta, matlab agar aapko ads lagana hai to phele blog me domain add karna hoga
BidVertiser par account kaise banaye
to aap teyaar hai apni site ya blog par ads dikha kar Paise kamane ke liye. Account banane ke liye ye steps follow kare.
- BidVertiser ki site par jaye. Site par jane ke liye yaha click kare Click Here
- fir “Join Now – It’s FREE!” ki button par click kare
- ab jo form khulega usko sahi bhare
- Email id daane ke baad ek code aayega aapke account par usko bhi is form pr daalna hai conformation ke liye. Pura form bharne ke baad Continue ki button par click kare.
- Ab aap ka BidVertiser account teyaar hai
>> Create Account in BidVertiser <<
BidVertiser ka Code Blog par Kaise lagate hai
Ab ab aapka account to ban chuka hai. apna account me login kijiye. login karne ke baad in steps to follow karo.
Is Image me jo number hai un ke bare me niche likhe hai
- Add New BidVertiser par click kare
- Add New BidVertiser under new domain par click kare.
- Ads ka Tital de. (Aap jis blog website par is ads ko dalna chate ho bo daale)
- Apne Blog ki URL dale
- Agar aap ka jo website hai agar usma main url agar or kuch hai to yaha apna link dale warna isko khali chod de.
- Apne blog ki bhasa chune jo bhi ho. agar hindi to hindi chune or agar English to english chune, ya koi bhi ho
- Apne Blog website ka category chune ki aapka kis topic par hai.
- Eske baad yaha par or category aa jayegi un me se apni blog/website se jo sambandh rakhe usko chune. (Agar aapne galat category chuni apni website/blog ke liye to uspar jo ads aayege bo aapki site par hai usse alag aayege, isliye sahi chune)
- Last me Finish ki button par click kare. Ab aapki website to jud chuki hai BidVertiser pe.
- ab BidVertiser center par click kare
Agle page par aap dekege ki aapki site list me aa jayegi hai.
- Aap apni site me alag alag size ke ads lagane ke liye uski sub categry banale. pichli process ko dorha kar.
- List me site ko select karne ke baad Chose Template ki button par click kare. ek popup page khulega usme se apne ads ka size chun le fir Update ki button dabaye.
- Get Ad Code ki button par click kare fir ek popup page khulega. uspar ek code hoga usko copy kare or apne blog par jaha aap chate hai bha paste karde.
Ads ke Code ko Copy karne ke baad kaise apne blog par jodte hai ye jaanne ke liye yaha click kare.
sir , mene bit vertiser par account banaya he but andar ka jo centre form he he usme url complesari he to url kese daale?
bhai mujhe yeh bataye ki bidvertiser 1000 Impression par kitna rupey deti hai. aor impression kitne din mei update hote hai
impression par nahi milte, click kar milte hai.
meri blog ko ek saal ho gya hai par adsense ads show nahi ho rehe hai per maine domain name abhi ek months pahle hi lagya hai kya isse koi farak padta hai. par jab bhi me adsense per site approve karta hu vo muje copyright metrial ka mail bhaje data hai kya meri site par kabhi adsense ads lage payga aur maine apni site par koi copyright material bhi nahi rakha hai aur agar kisi karana copyright material hai to use kase check karu aur hatao apni blog se.
maine blogger ki madad se apna ek blog banaya hain. aur mai apne blog se paisa kamana cahata hu kya karu .please help me. sir.
Aap uspar ads laga kar paise kama sakte hai.. Kisi ads ki site par account banakar ads lagaye..
or sir us me Hume publisher kr ke hi login krna he na ???
or sir me mobile she login or RHA hu isliye koi probm nhi hena
haa bilkul
Sir me bidvertiser PR login kr RHA hu PR nhi ho pa RHA he … vo show kr RHA he ki incorrect paswrd ya username….. ya kbhi show krta he security code incorrect jabki WO a6e se dikhai padte he shi shi…. help me fast
login karne par publisher select kare fir dale id or password
hello sir,
bidvertiser ki ad htana chahta hu, but mje yaad ni unka code kahaa place kiya, so please help me,
nd kese pta lgau k unka code konsa h
sir Muze Apne Blog ke liye Koi Topic nhi mil RHA hai mai kya title dalu apne New Blog me…
help me sir.
aap sabse phele apna interest dekhe kis chij me hai.. fir uske liye blog banaye..
sir mujhe ye Janna he ki Bidvertiser approve kab hota he aur isme blog aur website 6 month puranu honi chaeye
Bhai meri help kro mene sidte pr side to past kr diya hai ab kya karu.
get ad code par click karne par koi response ni aa rha ,code b ni aa rha…..please help
aapka net problem ho sakti hai.. ya fir aapke browser me popup block kar rakhe hai..
Pura jawab nahi diya koi aur upay nahi he kya ya fir 6 month ka wait karna padega
aur ek Q aur agar godaddy se domain register karke use free hosting pe host kar sakte to kaise agar haa to video upload karna….
blogger free hosting hi hai.. aap blogger se connect kar sakte ho.. uski jankari yaha hai
aare yaar thoda sabdo ko bhi samajne ki kosis kara karo.. mene kha tha ki google khata ai ki 6 mahine ruko par kuch logo ka phele hi approve ho jata hai agar unki site adsense ke layak hoti hai
Jaise ki blog ke liye adsense ka a/c lagbhag 6month me enable hota he agar website banai jaye to bhi time lagega kya me apna adsense a/c open karna chahta hun me youtube par video uplod karunga jaldi a/c banane ka trika batao
aap blog par lagao ya website par.. adsense ki terms me kaha gaya hai ki india me adsense ke liye 6 month purani site honi chaiye.. par ye jaruri bhi nahi hai.. agar hamari site badiya design hai or badiya artile dale hai or design bhi badiya hai to 6 mahine ke phele bhi approve ho jata hai.
Sir,
main mobile se blog chalata hu. Problm yah hai ki mere blog pr ads ka jo code dalta hu vo code hi rah jata hain.
sir mere blog pr flipkart ka surch tools jaruri lagana hain.
aap kisi bhi tarh laga dijiye .main aapka sada abhari rahuga.
mere mobile se nhi ho raha hain.
main aapko blog ID aur pasward send kr de. Apna email id dijiye please sir.
sorry Avinash ji me nahi laga sakta.. aap net cafe par ja kar laga lijiye..
Rohit ji bidvisiter pr add hata diya hai. Kyu ab bidvisitor se add nahi kamaya ja sakta hai kya.meri website sahi chal rahi hain.
Abhi google kuch update kiye hai usme jis trha ke ads bidvertiser dete hai usko google blog kar deti hai..
Sir maine bidviesitor se add apne blog pr kiya tha. Aur add bhi dikh raha hai. Lekin problem yh hai ki jb mai pc pr chrome browser pr chalta hu to Error dikhata hai.
Aur sabhi pr sahi chalta hain. Jb mai bidvisitore ka code apni website se hata deta hu to khulne lagti hain kyu.
aap uske ads hata do.. google ne jo popup ads aate hai un site ko block karna start kar diya hai.. aapki site bhi block ho sakti hai.. aap bidvertiser ke jo popup ads hai unko band kare.
Bro my whatsapp number-+1 714-649-4971. Messege me please….. Help….me…
Help.me bro…..mera…account…. Login…nahi….ho….rha. Hai….ismay….
Kya error aa rahi hai wo batao
Sir mujhe ye btao ki apne blog pr visitor ko kese bdaye plzz help me plzz aap reply yhi kijiye bha email m mujhe kuchh smj ni aata plzz
Google adsense aprroval krne k liye domain 6 month old hoga tab hame doller milega kya.
Koi kahta h domain 6 month old hona jruri h.
haa, aesa google ki term conditions me likha hai.. mene yaha batai hai adsense ki term ke bare me.
Mene ek comment kiya tha aapne abi tak jawab ni diya.
Shayad aapne comment delete kr diya h.
aapke comment ka reply kardiya hai :)
bidvertiser aprroval krne k liye km se km kitni post nd content hona chahiye.
Or kya teyar kiya hua hona chahiye
Unki aesi koi serte nahi hai.. Par ab free blog support nahi karta bidvertiser par..
bidvertiser aprroval krne k liye km se km kitni post ya content honi chahiye.
Or uske liye kya kya teyar kita hua hona chahiye jisse aprroval kr sku..
Plz help me..
help me sir
sir mene bidvertiser par account banaya site par add bhi dal diye lekin last me not verified bta rha hai ab kya kru
bidvertiser par verify nhi ho rha add dal gye fir bhi
ab free blog support nahi karta.. bidvertiser par.. aapko domain add karke hi ads use kar sakte hai.
mujhe yh btao ek hi blogger pr content english nd hindi language dono use kr skta hu kyaa.
Example:english k liye clik here
hindi k liye clik here.
plz tell me.
isse adsense aprroval to kr lega na..
Haa kar sakte ho, par do blog ko connect karke aesa karoge to jaga acha rahega..
Sir mene bidvertiser par account bna liya lekin me blog ka url dalta hu to wah batata he ki yah free hosting h or error aa jati he
haa ab free blog suppport nahi karta.. aap domain add karke fir tri kare.
hallo sir, mere pass 2 blog hai 1 wordpress aur 1 blogger
ab mai. domain purchage krunga
to aap ye btaaye ki mere liye kon sa blogging platform acha rhega
I mean wordpress waale blog pe saare feature tbhi milte hai kya jab wordpress ka domain lo
yaa phir go dady k domain pe bhi wordpress.org mil jaayega
WordPress par banana hai to hosting bhi lena padega par BLogger me sirf domain add karna hai or aapki site ban jayegi
sir mere duwara jodagaya add mobile me show nahi karta kya krun
Mujhe yh btao ki website m content ko english or hindi me daal skta hu kyaa.
Example:english k liye clik here
Hindi ke liye clik here
To google adsense ko or bidvertiser ko koi dikkat to nhi
mujhe yh btao 100 rs me domain lena or 600 somthing ka domain lena in dono me kya fark h.
jabki dono .com h
aare koi fark nahi hai.. 100 rupee ka mil raha hai iska matlab doscount par mil raha hai. aap godaddy se domain ko le.
hello Rohit Sir, chitika subdomain k liye ad provide krti hai kya ?
Main bidvertiser me jab apna blog daalta hu to wrong batata hai kya karu replay plz dost…..
ab free blog support nahi karta bidvertiser
Domain name lene m kitna time lgega.
Yaa fir mere address pr domain milega.
Or mujhe yh btao blogger me post hindi nd English dono sath use kr skta hu kyaa
aare aesa kuch nahi hota hai.. Domain online lena hota hai.. or isme koi time nahi lagta hai.. yaha diya hai kaise domain ko kharidte hai
Domain name lene m kitne time lgegaa.
Yaa fir mere address pr domain aayega..
Or mujhe yh bhi btao ki ek hi website me hindi or English dono use kr skta hu kyaa
Kya me godady.com se 99 rs ka domain le skta hu kyaa.
Domain ko website me kese set kre.
Or mujhe yh b btaye ki mujhe songs ki website bnani h to blogger se hi kaam chala skte h yaa kuch alag krna pdta h..
Nd Kese…???
Help me fast.
agar aapko songs ki site banani hai to aapko hosting leni padegi or aapko coding bhi aana jaruri hai uske liye.
Gogaggy se domain 99 me lene ke liye aap direct google me search kare “Godaddy 99 Domain” jo sabse phela ads aate hai uspar click karke domain le.
hello Rohit sir, bidvertiser subdomains k liye bhi ad provide krti hai kya.?
ab nahi karti.. phele karti thi.
sir
kya ap hame ptc site k bare me kuch help kr sakte h
thanks in adwance
happy navratri
plz meei website dekh kr batye isme kya sudhar krna baki hai
plz bataye link kaise dala jata h
Websites hosted on your free hosting providers are not accepted at this time
YE ERROR AARA H SIR JAB BIDVERTISER PAR
ADD A NEW BIDVERTISER PAR ACCOUNT BNA RA HU TO …
BIDVERTISER PAR TITAL DAAL DIA FR URL DALNA HOTA H URL NHI DAAL PARA ME LANGUAGE BHI DAL THI
CATAGORY BHI DAAL DI FR YE NEW PAGE ME AATA H
Websites hosted on your free hosting providers are not accepted at this time
PLS HELP
31 oct ko payment date show ho rha h
hamara paypal khata nhi bna h abhi
atm nhi h hamare paas thoda time lg skta h
to jo income huyi h wo khtm to nhi ho jayegi kyuki paypal account bn nhi paya h abhi
hamare pass pan card to h lekin atm abhi nhi h
kya kre
Net month me add ho jayegi
bhai aapko ab aapki bidvertiser post ko edit karna chahiye kyu ki bidvertiser ab free blog sopport nahi karta hai.
aor haa ab toh free blog ko sirf afflictive marketing hi ads de sakti hai.sayad cpc website ne free blog hata diya hai kyu ki maine khud ne try kiya hai unki list niche hai
1) Adhits.com
2) Bidvertiser
3) Adclickmedia.com
4) Clickbank.com
5) Chitika.com
6) Infolinks.com
Thanks Surendra batene ke liye :)
sir me blog bana chuka ho paisa kese kamau or mere pass nn credit card hai non hi debit card kewal bank account hai blogger per 2 -3 post kiya hai please reply me
Mane apna blog aad kiya par errer as raha hai ke yaha ek free site hai isko kayse thike karu please help
BidVertiser ab free blog support nahi karta.. Aapko domain add karna padega
next payment ka option nahi hai, sirf pending balance ka option hai jisme $62.84 show ho raha hai. next payment ka option kaha pe dikhta hai
pending option ke bagal me.. aapne late add kiya paypal account sayad is liyte abhi nahi aaye.. next month aayege.
Hello Rohit ji maine 25 aug ko bidvertiser me account banaya tha aur kal tak meri total income $55 ho gayi thi. maine payment ke liye paypal account diya hai lekin abhi tak payment withdraw nahi hua hai. bidvertiser me withdraw automatic hota hai na ki humko karna hota hai?
automatic hi hoti hai.. aap dekhe usme next payment me kitni bata raha hai.. bha date bhi hogi kab payment aapko milegi..
Dear Rohit Ji,
Thanks for write me muje kaya mera personal templet lagna hoga kaya pls new temlete kese lagte uska link or domain register ka link share kar dijeye pls or muje whatsapp kar sako to mere numer h 9092290616 pls bhut dout h whatsapp par msg kar dijiye m promiss karta hu ki aapko jayada distrub nhi karuga
Insab ke bare me phele hi post dal Chuka hu.. Aap Blogger se sambandit sabhi post http://www.HMH.pe/Blogger par padsakte ho
Dear Rohitji
abhi mene website par digain kiya h pls aap ek bar open kar ke suggetion kar dijeye or domian ke liye kitna paisa kharch karna hoga or vo link bhi dijiye
website
ye check karna mene ism update kiya h or ek bat purne post ko delete kese karu
Thanking you
Domain 700 ka aata hai.
Aap sabse phele apna template change kare.. aapka blog sahi nahi khul raha hai.