BidVertiser (A Division off Bpath,LTD) ek bhut purani PPC (pay per click) ki site hai jo 2003 me start hui thi Adsense ke lagbhag sath me. Me is post me bilkul bistar se bataoga ki BidVertiser kya hai or kaise kya hota hai. isse pehle ki aap is website se jude ye baate jaanna jaruri hai aapke liye.
Hum jante hai ke Ads hamari websites or Blogs ke liye kitna jaruri hota hai paisa kamane ke liye. Me aapse khana chahuga ki is post ko padne se pehle apne dimag ko thoda fresh kar le Q ki ye post thodi lambi hai. Me is post me puri kosis karunga ki aapke har sawaal ka jawaab aapko de saku is post ke end tak.
Page Contents
Account banane ke liye yaha jaye or jaldi se apna account approved karaye
BidVertiser Kya Hai ?
BidVertiser alag PPC (Pay Per Click) network hai jo har bar visitor ke click karne par paysa deti hai jisse ham apni website ya blog par lagate hai.
Visitor agar ads par click karta hai or fir jo agla page khulta hai agar bo us page me interest leta hai matlab jo agle page me khulta hai – form ko fill karta hai, koi product leta hai to hamari commision hoti hai bo double ho jati hai. to hamesa chance hota hai double earning ka par bo visitor par nirbhar karti hai.
BidVertiser Kaam kaise karta hai
Ye kuch tarike hai BidVertiser ke. jo usko sabse alag karte hai.
- Jo Advertisers hote hai bo apni site ya blog ke promotion ke liye BidVertiser ko Paise dete hai or khate hai ki hamari is site ka promotion karo
- Fir BidVertiser uski site ko check karta hai or pir usko uski category me set kar deta hai.
- jab koi visitor unki website par jata hai to unki income hoti hai or usme se kuch commission BidVertiser ke paas aata hai.
- Publisher (yani ham) har mahine ki aakhri tarik ko hamari commission hamare paas aati hai.
BidVertiser Par Account ke liye kya-kya chaiye
Is par Publisher ke account ke liye ye hona jaruri hai,
- Ek Email ID: Is je jariye hi ham apne BidVertiser account me login kar sakte hai.
- PayPal Account: Hamari jo income hoti hai bo ham paypal ke jariye hi le sakte hai. Agar aapka paypal account nahi hai to ye post padiye – PayPal par account kaise banate hai
- Blog/Website: Blog ya website hona bhi jaruri hai q ki BidVertiser hame jo ad ke code deta hai ham bo inhi par lagate hai. Agar aapka koi blog nahi hai to aap bana sakte hai blogger par bilkul free. kaise banaye uski puri jankari yaha par hai Free Blog/website banao
Payment kaise milti hai
Sabse achi baat BidVertiser ki ye hai ki iski sabse kam payment le sakte hai to jo naya account banate hai agar unki income kam hoti hai jab bhi bo apne paise le satka hai. Ye kuch tarike hai Payment lene ke
- PayPal – Kam Se Kam $10
- Western Union – Kamse Kam $100
- Check – Kamse Kam $100
- Wire Transfer – kamse kam $10
BidVertiser ki Payment proof
ye company bahut dino se chal rahi hai or iske bhutse payment proof aap net par dekh sakte ho. ye raha mera payment proof
Bidvertiser ab Free Hosted Site Support nahi karta, matlab agar aapko ads lagana hai to phele blog me domain add karna hoga
BidVertiser par account kaise banaye
to aap teyaar hai apni site ya blog par ads dikha kar Paise kamane ke liye. Account banane ke liye ye steps follow kare.
- BidVertiser ki site par jaye. Site par jane ke liye yaha click kare Click Here
- fir “Join Now – It’s FREE!” ki button par click kare
- ab jo form khulega usko sahi bhare
- Email id daane ke baad ek code aayega aapke account par usko bhi is form pr daalna hai conformation ke liye. Pura form bharne ke baad Continue ki button par click kare.
- Ab aap ka BidVertiser account teyaar hai
>> Create Account in BidVertiser <<
BidVertiser ka Code Blog par Kaise lagate hai
Ab ab aapka account to ban chuka hai. apna account me login kijiye. login karne ke baad in steps to follow karo.
Is Image me jo number hai un ke bare me niche likhe hai
- Add New BidVertiser par click kare
- Add New BidVertiser under new domain par click kare.
- Ads ka Tital de. (Aap jis blog website par is ads ko dalna chate ho bo daale)
- Apne Blog ki URL dale
- Agar aap ka jo website hai agar usma main url agar or kuch hai to yaha apna link dale warna isko khali chod de.
- Apne blog ki bhasa chune jo bhi ho. agar hindi to hindi chune or agar English to english chune, ya koi bhi ho
- Apne Blog website ka category chune ki aapka kis topic par hai.
- Eske baad yaha par or category aa jayegi un me se apni blog/website se jo sambandh rakhe usko chune. (Agar aapne galat category chuni apni website/blog ke liye to uspar jo ads aayege bo aapki site par hai usse alag aayege, isliye sahi chune)
- Last me Finish ki button par click kare. Ab aapki website to jud chuki hai BidVertiser pe.
- ab BidVertiser center par click kare
Agle page par aap dekege ki aapki site list me aa jayegi hai.
- Aap apni site me alag alag size ke ads lagane ke liye uski sub categry banale. pichli process ko dorha kar.
- List me site ko select karne ke baad Chose Template ki button par click kare. ek popup page khulega usme se apne ads ka size chun le fir Update ki button dabaye.
- Get Ad Code ki button par click kare fir ek popup page khulega. uspar ek code hoga usko copy kare or apne blog par jaha aap chate hai bha paste karde.
Ads ke Code ko Copy karne ke baad kaise apne blog par jodte hai ye jaanne ke liye yaha click kare.
Thank you so much for sharing this post. It was very informative and help for me
Thanks for sharing this amazing article.
Thanks for sharing this great information.
Thanks for sharing this great work.
Nice sir, post bahut acchi hai
kya google ad se ranking me effect hota hai? Thanks for infromation
Hi,
Agar mere Blog pr Google Adsense active nhi hai tab bhi ise use kr sakte hai kya?
haa bilkul kar sakte hai..
Thank you so much for sharing this post. It was very informative and helpful for me
Thanks Rohit Sir.
Mera ek question hai! Movies website se paisa kama sakte ho? Adsense se?
Nahi.
thnaks
Bidvertiser pr approval k liye kya requirements h agar blogger me approval lena h toh.
Nice Post…Thank For This information…
Thank you so much for sharing this post. It was very informative and help for me
Bidvertiser pr approval k liye kya requirements h agr blogger me approval lena h toh.
Bidvertiser par approval ke liye kya requirements hai agr blogger me approval lena hai toh.
direct ho jata hai.
Nice Bro
hum to isi ko use Karte hai
Apne Hamara pura questions clear KR diya ..
Thanks..
Aapne bhut hi ache tarike se bataya hai. Bhut bhut shukriya aapka.
badhya post likhi hai app ne bidvertiser cost per action ads hai??
bidvertiser cost per action ads hai??
Bidvertiser pr approval k liye kya requirements h agr blogger me approval lena h toh.
nice article bhaibahut achhi jankari hai
Isko Aproov Karwna nahi padta kya ??
adsens apruve jaldi kaise kraye
new bloggers ke liye bhuat hi useful info……
thank you rohit bro…..
Humne login mai publisher dalna tha wha humne advertiser dal diya plz hume btaye use kese publisher kre
Sir mai blogger.com se apna wap sit banaya hai. aur post bhi add kiya hai sir mai kya karoo ki moojhe wap sit se incom ho. Usake liye hume kya karna hoga pleas help me mera @hai ghorawalg@gmail.com
Ads laga kar income kar sakte hai..
Rohit ji aapko mail kiya hai please check kijiye
ok Brother.. me check karke aapko reply karta hu.
Rohit Ji aapne comment approve kiya hai. But uska koi answer diya aapne
Sorry Brother.. par bhut jada comment ho gaye the.. to mene sabko approve kar diya.. load kam karne ke liye.. aapka kya question hai aap double se post kare.. ya fir aap group me bhi post kar sakte hai HMH ke..
Rohit ji kya aap bata sakte ho searh console me block resources me jo link hai unhe kaise index kare. Mere blog ke 150 pages block resources me hai
Vishal aap robot.txt ko check kare search console me.. uske karan block ho raha hai.
koi aur tarika hai blog se income karne ka
Affiliate marketing
AdSense, chitika, aur bidveritisr
ko
chhodkar aur kitne tarike hai jinse hum blog me add karke income kar sakte hai
sir hum ek hi blog me google adsense aur bidvertiser dono ko apni blog me laga sake he koi problem to nhi hogi na
haa kar sakte hai.. par agar aapka adsense approve hai to aapko bidvertiser use karne ki koi jarurat nahi hai..
ky may apne said me gane photos dal sakta hnu
Haa bilkul daal sakte ho..
rohit bhai, bidvertise 1 click ka kitna deti he, aur us click ka paisa kb jma hota he hamare bidvertizer account me,
aur maine bidvertizer ads code blog pe lagaye but mere code duro ko show nahi ho rahe, mai bada hi confuse hu bro plz help me
ek click ka to kuch nahi milta.. or ye koi fix nahi hota..
Bidvertiser me verify honeme kitni der lagti hai
Bidvertiser me html code kyu nahi lag raha please muje bataye ye kab approve hoga
Sir post ke bich me ad jese lagaau
Savvy post , I was fascinated by the insight ! Does anyone know if my business could possibly access a sample IRS 940 version to fill out ?
Sir kitna paisa lagega or kaise kaise income hoga.kuch bataye plzz
Sir bidvertise pe verify kaise hoga? Or kitni der lgegi verify hone mein
Rohit sir Bidvertiser ad lagane ke liye blog kitna old hona chahiye, kya AdSense hamara approval ho Jane ke bad Bidvertiser add ko remove karke AdSense laga sakte hai, koi problem to nahi hogi, ya dono ke ad ek Sath laga sakte hai
Hello, Rohit
mera adsense account hai. earning bhi aa rahi hai.
lekin main bidvertiser main account bana kar uska code meri site pe rakhu to
adsense account close to nahi ho jayega, please help…..me…
Sir mera YouTube chanal adsens she ad nahi ho pa RHA h video uplod kiye huve hai ak sir blog me add ke ander kod dalker koi bhi site ka URL dal skte hair kya mene my AdWord ka kod dala hai sir email se mujhe sahi rasta btaye email I’d nayaknavratan@gmail.com
kya youtube me bidvertiser se add laga sakte hai… aur kya you tube me bhi visiter no. count Kiya jata hai kya.
bhai maine title na diya fir bhi error batata hai bhai help….
vo maine padha tha but get ad code ke baad me mujhe ek bracket me 4-5 line ka kuch likh kr ata hai usko pure ko mai copy krta hu or layout me jakar html me bhi jab jatq hu or vaha paste krta hu or title bhi likhta hu fir jab save krta hu tabhi error batata hai kafi bar try kr rha hu mai ab kaise karu help karo bhaiya…..
aap widget ka title naa de.. html widget me add karna hai
ads kaise dale…..
Post me bataya hai..
hello sir maine ek website bana li hai but mai ye janna chahata hu ki mai bidvertiser add krna jaruri hai kya mai apni taraf se add nhi kr sakta hu or maine bidvertiser pr id to bana li hai to ab agar koi mere website kholega to kya mujhe uska profit hoga agar hoga to ye mai kaise janunga….
ads par click karne se hoti hai income.. jab koi ads par click karega tab..