Maine blogging ki puri jaankari hindi Me Help yani Rohit ji se hi sikhi hai. aur unhi ki bataye gaye steps ko follow kar maine Hindi Me Shiksha ek blog banaya hai jiss par me apni khud ka likha hua article daalta hu.
Baat uss samay ki hai jab mere pass computer nahi tha. Uss waqt se me Hindi Me Help ki post ko padhta aa raha hu. Me bhi Rohit ji ki taraha ek website blog banana chahta tha par computer na hone karan nahi bana paya. Jab mujhe dhere dhere internet ke bare me kafi jaankari mil gaya toh maine apni smartphone se website blog banaya aur ab computer liya toh baki kaam sab computer se hi karta hu.
Page Contents
Mere Blogging Ki Beach Me Beeta Hua Samay
kuch pata nahi tha ki
Ye sab jaankari nahi tha tab mujhe pata chala ki blogging sirf aur sirf ji tod mehnat se kiya jati hai aur blog par sirf apni khud ki 100% new likha hua article ko hi publish karna hai tabhi blogging ki duniya me hamara ek alag pechaan banega.
Me apne anubhav ke aadhar par aapko kuch Tips de raha hu jisse aapko jarur help milegi.
Blogging Me Success Hone Ki Basic Tips
Dosto blogging ki jayada experience toh mera nahi but maine blogging karte hue jo sikha hai ussi aapke saamne tips ke tour par batana chahta hu taki aap starting se hi apni blog yani website ko success ke uss manjil par khada kar de aur ek successful blogger ban jaiaye.
Tips 1: 100% New Article Likhe
Aise article likhe jo 100 % new ho, kisi ka copy kiya hua na ho, aise article likhne se hume koi fayda hai kyuki agar aap isske opposite karte hai toh sirf nuksaan hai. jaise ki maan lijiye ki aapne ek post apne blog par kiya hai jisska title hai “Youtube Se Paise Kaise Kamaye” ab iss post ko kaun padega jo pahle si hi kai blog par hai. aur iss post pahle hi padh liya. Chahe aap iss post ko kitna hi modify kare lekin result wohi hoga ki views nahi aayega.
Aur agar aap 100% naya post likhenge jo abhi tak kisi ne nahi kiya hai aur bahut hi helpful hai toh aise post ko me bhi padhna chahunga aur shyaad Rohit ji apki post ko padhna pasand karenge. Aise me views jayada aayega.
Tips 2: Badiya Post Likhe ko Kaam ki ho
Ek blogging website ki sabse kemti saman hai uss blog ki article. Agar aapki blog ki article ko padhkar kuch samaj me na aaye toh turant visitors blog ko band kar dusre blog par jaayenge kyuki unhe sirf jaankari chahiye na ki sirf ek blog. Jaise aaj hume blogging ke bare me kuch bhi jaana ho toh HMH.pe aate hai kyuki yaha par jo jaankari milti hai who sab 100 % working hai aur padhkar ashani se saajha ja sakta hai.
Blog ki article hi sabse powerful hai views jayada hone ki. Aap ek naya jankari post kare apni blog par aur ek purana jo pahlese hi kisi blogs par pada hai. inn dono ko social networks par share kare groups me share kare aur dekhe ki kaunsa post me jayada views aata hai. aapko achaa result new post par milega.
Tips 3: Post Puri Jankari lene ke baad likhe
Article sabse powerful hai views jayada hone ki isska matlab ye nahi ki jo bhi naya jaanakari mila usse turant likhkar post kar de. Agar aapko kuch naya jaankari mile toh pahle aap uss ke bare me achi taraha se saari information ko collect kare. Phir usse 1,2,3,4,5,6 ki taraha decorate kare likh kar phir publish kare blog me. Jaise-
- Uss jaankari ke bare me introduce karaye apne reader ko.
- Unhe bataye ki kya hai ye.
- Kya hota hai isse.
- Kya karte hai isse.
- Kaise karte hai isse
- Iss jaankari se unnka kya fayda hai.
Matlab unhe puri details me batana hai tabhi padhkar visitors samaj paayega ki aapne iss post me kya bataya hai aur kis bare me bataya hai. Agar visitors ek post ko padhkar samaj gaya toh unnke mann me ye khyaal aayega ki iss website me aur bhi kuch aisa Post hoga jo unhe achaa lagega. Aur visitors uss post se related post ko padhna pasand karega. Warna who turant aapki blog ko band kar dusre blog par chala jaayega.
Tips 4: Article ki Format Achi Rakhe
Article ko decorate karna sikhe. Jab tak aapki article ki decoration achi nahi hoga tab tak koi Post ko interest se nahi padhega. post ki word aise de jo ashanai se samjha ja sake. aapki post ki paragraph me jo words hai unn par koi post kiya hua hai pahle hi toh uss words par link de taki visitots ashaani se dusre post ko padh sake. Aur agar paragraph me aise words nahi hai toh usse meaning se niche 3-4 link de.
Words ko sajaye. Matlab post me jitney bhi words hai agar unn words me kahi par bhi kisi khaas cheez batana hai toh unhe jaise- Bold, Underline, Italic, Highlight, Font Size, color change, Font Style, etc. kare isse post bahut hi attractive ban jata hai aur visitor attract ho kar padhne lagta hai.
- Badiya Blog Content Kaise Likhe Google+Visitor ke liye
- Post Publish Karne Se Pehle Check Kare in 9 Points ko
- Seo Friendly Blog Post Likhne ke 5 badiya Tarike
At Last
Ye sabse last tips hai. upar ke tips ko aap follow kare aur Rohit ji ne aise kai tips bataya hai jisse follow kariye. Agar aap inn tips aur tricks ko follow karte hai toh aapko koi bhi nahi rok sakta ek success blogger banne me.
Rohit ji ne success hone ki kai tips aur tricks diya hai jisse padhe aap jaise.
- Ek Successful Blogger Banane Ke Liye Kya Hai Jaruri
- Blogging Me Fail Hone ki 7 Galti jo Successful Blogger Nahi Karta
- Long Term Blogging Me Success Hone Ke 17 Tips in Hindi
- Naye Blogger ki Kahani Usi ki Jubani [Must Read Experience]
- Hindi Bloggers Ke 7 Mistakes – New Blogger Ki Galtiya
- Website ki Traffic Badhane ki 5 Badiya Tarike [Infographic]
- Blogging Ke Starting 30 Din Tak Kya Kya Karna Chahiye
- Naye Blogger Ke Liye 5 Jaruri Jankari Blogging ki
- New Blog Ko Improve Karne Ke 6 Excellent Tarike
- New Bloggers Ke liye 8 Important Tips [Blogging Secret]
- Blogging karne ke 7 Faadu (Ultimate) Faide
- Apne Blog Website ki Traffic Kaise Badaye Puri Jankari
I hope ki mere ye guest post aapko achaa laga hoga aur kuch shiksha mila hoga. Iss taraha visit karte rahiye age aur bhi guest post likhenge.
Ye ek Guest Post hai HMH.pe .. Aap bhi Guest Post karna chate hai to yaha click kare
Very NICE
Nice post sir
SCh me bhai agr koi banda in tips ko follow kr gaya to successfully blogger ban jayegA
Nice post..
nayi jankari dekar hi ek successful blogger ban sakte hai ..
SIR TRAFFIC KE LIYE JO GODADDY TRAFFIC KA WO PACKAGE DETA HAI KYA WAH SAHI RAHEGA
Bilkul nahi.. Uski koi jarurat nahi hai.. Or naa blogging me uski jarurat..
yes, these tips will help a lot to write a successful blog. Everyone should remember these steps and focus on it.
bilkul sahi..
Sir ji namaskar mai bahut purana visitor mai aaplog se preret hokar WordPress par blog banaya hai techtohindi.com plz sir check karke bataye kya basic setting complete hai ya nahi
good post
Sir aap blogin blogger. com se karte ho ya WordPress se
Great information @Rohit… It has been really helpful for newbie..
Rohit kiya apka no melsakta hai keya please
NA mat kahena
sir plz kya aap mera blog ak bar check kar skte he, blog ki design me kya kya kmi he, konse widgets add krne he, or kounse remove krne he, meri posts ko read krke btaye mene kya gltiya ki he, ab aage kya krne ki jrurat he,
plz suggest me, my blog address “health2expert.blogspot.com”
great information thanks ones again
Me sar cooking ke bare me Jayada jantahu
To me blog se pisa kamasakta hu
Aap banana his kaise ban eye.
Comment:Rohit bro.
Aap Random post show kyo karte ho.
isse new post khojne me dikkat hoti hai..!
Thanks for these tips…rohit sir
Rohit bhai me aapka bahut purana visitor hu or aapke hmh group per bhi bahut pehle se juda hua hu jab group per 500 mem. Bhi nahi the jab se juda hua hu
Meri problem yah hai ki aap mere har ek comment ko approve kar dete the and help bhi karte the ler abhi kuch samay se lag – bhag 1-2 se me aapke group per koyi help ke liye post daalta hu to wo disproov kar diya jata hai mera is month hie 4-5 post dissproov kar diye gaye hai mera 1 post (fb ke liye help ka tha) or baaki sab blogging se releted
Aap pls iska koyi hal nikaliye ke mere post aap ya koyi or dissproov kyo kar rahe ho pls kal ka bhi post dissproove kar diya
Me aapko sabut bhi de sakta hu try karke (mera post dissprove ho raha hai) ki mera post dissprove kiya ja raha hai
Sir….
Aap Adsense ads me Post ka link kaise add karte hai ?
Iske kya krna pdta hai ?
sir temlete ka credit link hata dene pr bhi vo show ho raha h ,sir aap pls btaye use kaise hata sakta hun
Sir ek bahut bada condusen hai aur mera bhi bhi mujhse khata rahata hai ki blog me add lagate hai adanse aur chitika kisi ke bhi dono pay per click se payment karti hai aise me to hum aone blog me add laga kar hum khud din bhar add per click karte rahe aur mera bhai bhi dinbhar add per click karta rahe aisa. aise to rupees ka mountain khada ho jayega to mera sawal yahi hai aisa to hota nahi hiha to iska funda kya hai
bahot badiya jankari di hai sir apne
ROHIT SIR,
MERI SITE KABHI KHUL JATI H PR KABHI KABHI LIKA HUA AATA H “THIS SITE IS NO MORE WITH GODDADY” SIR MAIN KYA KARU
abhi aapne new add ki hogi to server me kabhi kabhi problem aati hai.. wait kare
abhi aapne new add ki hogi to server me kabhi kabhi problem aati hai.. wait kare ..
Sir mai jab google par apna pura xyz.com domain name likta hu tabi show hta hai or jab apna koi post search karta hu google par to dur dur tak mera post show mhi hta! Kya karu
2, or sir ek hafta ho gya mje sitemap submit kie hue 80 urls submit hai or bs unme se 5 hi urls index hue h kya karu!?
Hi, i am pursuing my 2nd year in B.com(Advertising Sales Promotion $ Sales Management).
I just want to know What job Will be better for me after my completion of graduation?
Can you please tell me?
Hi, i am pursuing my 2nd year in B.com(Advertising Sales Promotion $ Sales Management).
I just want to know What job Will be better for me after my completion of graduation?
Can you please tell me?
Location services ko turn off kese karte hai
HELLO SIR .PLEASE CHECK MY SITE SIR , & SIR TELL ME ITS FAULTS .SIR CHECK IT ON MOBILE ,ARE ADS SHOWING ON IT .SIR PLEASE REPLY JAUR KARE
Dear Rohit, Great tips to become success in blogging. I will definitely use above tips. Thanks.
Thanks for Information !
Sir plz help kre mene bht sara post ms word me kruti dev se hindi me likha hi lekin wo blog par support nhi kr raha hi kya kre.hindi post kaise likhe aur blog par paste kaise kre
sir..
mera adsence disapprove ho gya,
aur jb fir se apply kiya to reply aata hai ki
your application matched gaindlalsahu23@gmail.com..
aur jabki mai yhi email se reapply kr rha ju fir bhi
Haa to website to match kar rahi hai.. Nahi hoga apply
Haa to website to match kar rahi hai.. Nahi hoga apply..
sir kya me kisi book se hindi kahani padhkar apne blog par publish kar sakta hu.
bo Copyright to nahi hogi agar bo story pehle se kisi site par ho.
ya story Copyright nahi mani jati
Many many thanks rohit ji post ko publish karne ke liye….
sir mujhe Hindi me post likhna hi.jb mine ms word me kruti dev se post likha to blog par Hindi nhi show ho raha hi.kya kre plz bataye