Yadi aap ek blogger hai to apne jarur Copy (Copyright) content ka naam suna hoga aur aap daily dekhte honge ki bahut se bloggers dusare Website ke content ko copy karke apne website me daal dete hai.
Aap Post ke Title ko dekh kar samajh sakte hai ki Nuksan to tikh hai par kya Fayde bhi hai Copy karne ke.. To me aapko Simple ek shabd me khana chahuga ki Copy karne me 1% bhi Faida nahi hai. (Note: Fayda Sabd sirf jo Copy karte hai uske liye add kiya gaya hai jiska Is Post se koi sambandh nahi hai.)
Copyright content aaj kal blogging ki duniya me ek bahut hi Hot topic Ban gaya hai. Mai bhi copyright content ke bare me daily kuch naa kuch sunta rehta hu. Yadi aap bhi dusare ke website se content ko copy karke apne Website me dalte hai to aapko ye sunne me bahut bura lagega ki aap apna time blogging me west kar rahe hai. Kyoki copyright content ka koi future nahi hai.
Copyright content kewal aapka time barbad karta hai aur uska koi benefit nahi milta hai. copyright content se naa kamai hoti hai aur nahi website par traffic aati hai. Pahle ki Tulna me internet aur bhi latest aur smart ho gaya hai Khas kar Google.
Blog Me Copy karke Dalne Par ya Fir Koi Galat Chij Dalne Par Google Panda aesa karta hai hamari sath..
Posted by Hindi Me Help on Monday, January 11, 2016
Jo bloggers content copy Karke apne website me publish karte hai. Unke liye Google ne Google Panda ko launch kiya hai. Google Panda copyright content ko Aasani se Pehchan kar uski report google ko deta hai.
Isliye mai aap se yahi kahunga ki Agar aap internet par kuch karna chahte hai to Copyright karna Band kar de. Jo aapko ata hai usko kare. Ye jaruri nahi sab blogging se related hi website banaye aur bhi bahut se topic hai jin par website karke acche paise kama sakte hai. Aap Bollywood, Sport, Health, Khana Banana, Education, Fitnes, Travel, Motivation, etc. topic par bhi apna blog bana sakte hai.
Chaliye ab Dusare ke website se content copy karne se hone wale nuksaan ke bare me Jaan lete hai.
Website me Copy Paste karne ke Nuksan
#1 Copyright Content Ka Koi Future Nahi hota hai
Yadi aap content ko copy karke usme thoda bahut changing bhi karke publish karege tab bhi aap ka woh content copyright hoga aur uss content ka koi future nahi hoga. Kyoki aapke uss content ko google find kar lega. aur aapke uss content ko woh google par rank nahi dega.
Yadi aap 1-2 mahine tak content ko copy karke publish karte hai to bahut hi jaldi google panda aapke website ko penelize kar dega. iske alawa yadi aap apne website me adsense Use kar rahe hai tab aapke copyright content ki wajah se aapke google adsense ka account bhi block ho jayega.
Aur bhi bahut se nuksan hai copyright content. Mai pure yakin ke sath kah sakta hu ki agar aap content ko copy karke publish karte hai to kabhi bhi aapka website long term tak nahi jayega. Aur aapke website ka koi badiya future nahi hoga. Isliye content ko copy karna band kare aur kuch internet par accha kare.
#2 Copyright Content ki Wajah Se DMCA Website Ko Delete Kar Sakta hai
Yadi aap kisi bade website se content ko copy karte ho to uss website ka owner aapke khilaf DMCA (Digital Millennium Copyright Act), Ko Report kar sakta hai. Agar aapki koi report DMCA par karta hai to woh aapke website ke against action bahut hi jaldi lega.
Yadi aap ka website blogger par hai to DMCA aapke website ko blogger se delete kar diya jayega. aur Aapke Ip Address ko bhi blacklisted kar diya jayega. Agar aapka ip address lock ho gaya tab aap uss computer se kabhi bhi dusara website nahi bana paoge. Isliye copyright content karna band kar de.
Agar aapki site se koi copy kar raha hai to aap uski Google se DMCA report kare, uske liye aap is link par jakar foll fill kare.
Apni Website ko DMCA Badge se Protact kaise kare uski jankari yaha detail me share ki hai.
#3 Website Ki Ranking Search Engine Par Improved Nahi Hogi
Yadi aap koi popular post ko copy karke apne website par publish karte hai to aapko uss post se koi traffic nahi milegi kyoki woh post already publish Kiya hua hai. Yadi aapke website par traffic nahi ayega to aapke website ki ranking bhi nahi improved hogi.
SEO Tips Rank badane ke liye jo aapko pata hona chahiye agar aap top rank chahte hai google me.
#4 Copyright Content Ek Illegal Work Hai
I think aapko Illegal work ke bare me pata hoga, Illegal ka matalab against the rule hota hai. Mtlb aap rule ke khilaf kaam kar rahe hai. Yadi aap apne website ko rule ke khilaf run kara rahe hai to search engine aapko negative mark dega, or yadi aapko negative marke milte hai tab aapki website search engine ke top par kabhi bhi nahi ayegi.
#5 User ka Aap par se Bharosa uth jayega
Aapke reader ko ye pata chal gaya ki aap content ko copy karke publish karet hai tab unka aap par se trust khtam ho jayega aur aap apna respect bhi kho dege.
Isliye kabhi bhi ek Copycat naa bane kyo kii ye ek tarah ki gali hai. Hamesha apne visitor ko read helpful information dene ki kosis kare. Aur internet par legal work kare.
#6 Copyright Image bhi use naa kare
Bhut se Blogger ye galti bhi kar dete hai, wo Post to original likhte hai, par image Google se download karke use kar lete hai, jisse bhi unka nuksan ho jata hai.. par isse bachne ka bhi ek badiya tarika hai aap Royalty Free Image use kare jime copyright ka koi lafda nahi.
Google me Copyright Free Image kaise Search kare uske ware me mene bataya hai aap usko read kar sakte hai.
Copyright Content Ke Kya kya Disadvantages Hai
- Aap apne Visitor se Trust aur respect kho denge.
- Aap Ki internet par image kharab ho jayegi.
- Aapke website ko Google Penalty ka samna karna padega.
- Aap apne website ki search engine me ranking Bhi kho denge.
- Aap copied contents se kuch bhi paise nahi kama payege. (Adsense ka to bhul hi jaiye.)
- Aapki website kabhi bhi long term ke liye nahi jaa payegi.
- Aapka dusare bloggers se accha relationship nahi banega.
- Aapke support me koi nahi hoga aur aapko akele hi kaam karna hoga.
Akhri Shabad:
Ek successful blogger banane ke liye aapko apne passion ke sath kaam karna chahiye. Yadi aap ek quality aur unique post likhte hai tab uss content ko aapke user bhi pasand karenge aur search engine me bhi woh content fresh hoga aur usko badiya rank nhi milega.
Kabhi bhi content copy karne ke liye hard work naa kare kyoki aisa karne par aapko kuch bhi nahi milega Only Time West Hoga.
To dosto maine aapko copyright content ke bare me bataya ki Ye aapko kaise nuksan pahuchta hai. Yadi aap original, genuine honest ke sath content likh kar publish karte hai to mai yakin ke sath kah sakta hu ki aapke Earning, traffic aur high rank sabhi mileage. Muje ummed hai ki aap ab dusare ke website se content ko copy nahi karenge or agar kiye hoge to unko Delete karke ek Nai Sirubad karenge.
Happy Blogging…
Yadi aapke pass copyright content ke bare me aur koi idea aur experience hai woh mujhse comment box me jarur share kare aur please is Post ko apne dosto ke sath share kare taki wo bhi Blogging ka ek paheli jaan sake or blogging me kuch acha kar sake..
Ek Baat or me sirf un Blogger se khana chahunga jo Mehnat karke likhte hai or koi dusra usko copy karke apne blog me daal deta hai to aapko tension lene ki koi jarurat nahi hai, Google wese bhi aapka sath dega or ham DMCA ki madad se uske Blog ko Delete bhi karwa sakte hai jiske bare me HMH par share kiya hua hai.
Ye Post Dedicate hai un Blogger’s ke liye jo anjane me Galtiya kar dete hai, jada jankari naa hone ke karan… :)
Nice
Nice Explain
Nice post
Thanks for this valuable infor mation. keep it up…
Great article
How can I get approval from adsense like your blog
acha mai puchna chahta hoon ki agar image add kare to site slow ho jati hai na kare to views nahi aate kya aap kuch suggestion denge
WAH NICE INFO SHARE BRO
useful post
sahi bola yaha ek ladke ne kiya copy paste saari mehnat khrab gyi uski
copy karne se ham khud ki value kam kar dete hai. Original content ki value hoti hai.
Good post. Thanks for sharing with us. I just loved your way of presentation. I enjoyed reading this .Thanks for sharing and keep writing. It is good to read blogs like this. As constantly, we appreciate yourself assurance and accept as true within us.
Thank you so much sir for this useful information…
meri site status and quotes ke bare mai h to kya panda aayega
SIR MAINE APKA CONTENT READ KIYA. SO GUD. SIR MAIN BHI BLOG BANAYA HAI, AUR ENGLISH MATTER KO HINDI ME APNE HISAB SE SUDHAR KAR LIKHA HAI. AUR FIR MAINE HINDI KO GOOGLE TRANSLATOR ME CHANGE KARKE ENGLISH ME (HINDI AUR ENGILSH) EK SATH POST KIYA HAI. KRAPYA MERE BLOGGER SITE KO CHECK KAREKE KYA KAMI HAI, AUR KYA SUDHAR KARENA HAI ESME MERI HELP KARE.
MY Blogger Site : myblog4everu.blogspot.com
copy pest karane ke kitna nuksan ho sakata hai jo es post ko padh lega use aasani si samajh aa jayegi bhai bahut acchi post hai dhanyvad
bhai rohit aapne bahut hi aachi jankari btayi hai..Thanks bhai
mere jankaro ko bhi jab pta chala ki me blog likhta hu to bolte hai ye to bahut aasan hai..cpy paste hi to karna hota hai..mene bola ki bhai esa hota to meri site 5 mahino me bahut se article se bhari hoti ..or jab aaj mene aapka ye article padha to mene usko share kiya ki dekh,,esa hota hai google ki duniya me,,
ek bhar bhai please meri bhi website dekh lijiyega , agar koi suggestion bhi ho to please btaiyega,,
Wonderful post
bhai bahut achhi tarike se explain kiya hai ( copy-Paste )
Thank you sir, for really make me understand the copy facts in blogging and it’s demerits.
Thank you sir, for really make me understand the real difference between real and copy facts in blogging.
यह लेख बहुत उपयोगी है,
साझा करने के लिए धन्यवाद…
mujhe acha laga pad kar. aur apni website ke liye ideas mile hai. thank you
really kaafi helpful article hai
ek baar mera article bhi copy kar liya tha ek website ne
to maine DMCA ka strike de diya
you are providing best and best content.keep going
Great post
Thank You Bro you help me alot.
rohit bhaiya aapne bahot acchi tarah se samjaya hai ki dusro ki site se copy marne se fayde se jyada bahot nuksan hota hai. Thankyou bhaiya for this great article.
nice information..thanks u for sharing…
Nice post
RohitBhai,
ek Number jabardast Information diya hain
great
bahoot hi accha laga aap ki website padh ke aur jankari bhi bahoot hi badhiya diya hain so koyi bhi padh ke samaj jayega..
Thanks.
Rahul S
Agr koi English blog ho or uski post ko apne anusar hindi me translate kar likhe. Vo bhi bina kisi translator ka use kiye.
To kya wah copyright mani jayegi..? Kya isse site ki Google par rank kam hoti hai.? Please iske bare muje jaroor btaye.
Permalink aur heading ko copy kiya ja sakta hai ya nahi.
sahi baat bhai bahut hi badiya post is tarah ki post or aani chahiye
Very nice post.
sir blogger me post me lebel add krne se
search consol me indexing me bredcrumbs error aa rha hai
please help sir
Rohit Bhai Mai To Aapka Fan Ho gya.
Good Job…
Vaise to mai Backlink ke liye aaya tha par pura post padh dala. maine blogging start kiya hai aur lagta hai aapki website se bahot kuch sikhne ko milega. Aapka dhanywad.
Bol raha hu bhai maine 2 Eng article ko hindi translation karke , wohi hindi post ka forse edit kiya, to koyi problem hoga .
Thanks a lot for sharing this awesome info. Keep it up.
Bohat acha content upload kya hai apne or mje is se bht madad mili ha. Me apka rozana ka content parhne wala hon. Hamesha isi tarhan likhte rahiye.
great content sir
super
Very useful content thanks sir
Bhai kya adsence Hinglish me approval deta hain?
ये post बहुत अच्छा हैं जानकारी से भरा हैं नए blogger के लिए धन्यवाद
Sir aapne aasan sabdo me bahut hi important jankari share ki, thanks for sharing.
wonderful content, thanks for sharing this valuable content with us.
Nice artical Bhai Aapne bahut hi achhe se bataya hai sabkuch Aapke is artical ko padhkar muze Apne questions Ka mil gya.
Bahut bahut dhanyawaad Bhai 🙏🙏🙏
http://www.hindima.in
thanks for sharing this nice information …it really helpful for me..
Thanks for sharing such a wonderful information. Keep going