Hello Friends, Agar Aap Janna chahte hai Online Internet se Paise Kaise Kamaye to ye Jankari sirf or sirf aapke liye hai, isme me aapko bataunga kaise aap paise kama sakte hai Online Internet ki madad se puri detail ke sath.
Agar aap HindiMeHelp (HMH) par pehli war aaye hai to apne ho sakta hai, HMH ki dusri Post naa padhi ho, jinme paise kamane ke tarike bataye gaye hai. Agar aapne koi Post Nahi bhi padi hai to chinta ki koi baat nahi hai, Abhi aap ki Puri Jankari milne wali hai, or bhut se tariko ke ware me aapko pata chalne wala hai jin ki madad se aap badiya paise kama sakte hai :)
Paise ek aisi cheez hai jo agar kisi ke pass ho to wo kuch bhi kar sakta hai par agar nahi hai to har kaam me usko dikkat aati hai, to issi Dikkat ko ham kaise kam kar sakte hai uske liye chaliye jaante hai kis kis tarah se Paise kama sakte hai.
Paise Kamane ke tarike to itni hai jiski koi limit hi nahi hai, Kuch tarike hai jo legal hai or kuch tarike hai jo illegal hai.. Par ham jin bhi tariko ke ware me baat karenge wo sab legal hai or hame kisi baat ka koi dar bhi nahi hai unse paise kamane me.
Page Contents
- Online Paise Kaise Kamaye Uske Tarike in Hindi
- Blogging Se Paise Kaise Kamaye
- Youtube Se Paise Kaise Kamaye
- Online Paise Kaise Kamaye Janiye in Tariko se
- Facebook Se Paise Kaise Kamaye
- Mobile App Install karke Paise Kaise Kamaye
- Whatsapp Se Paise Kaise Kamaye
- Purana Saman Bech Kar Paise Kaise Kamaye
- Chota Mota Kaam Karke Online Paise Kaise Kamaye
- Online Padha Kar Paise Kaise Kamaye
- Bitcoin me Investment karke Paise kamaye
- Domain Buy n Sell karke Paise kamaye
- Affiliate Marketing se Online Paise Kaise Kamaye
Online Paise Kaise Kamaye Uske Tarike in Hindi
Paise kamane ke liye aap koi Shop, ya koi Business kar sakte hai, par ham abhi Online kitne tariko se paise kama sakte hai wo janege, to chaliye jada time naa lete huee main line pe aate hai…
Blogging Se Paise Kaise Kamaye
Paise Kamane ka Sabse Best Tarika hai Blogging, isme aapko Blog banana hai or fir aapko jo aata hai aap uspar article likh kar post kare..
Blog se Income ke liye Blog par ads lagaye.. Ads lagane ke baad jab koi blog ko open karta hai or un ads par click karta hai to usse hamari income hoti hai. 1000 visitor par kitni income ho sakti hai uski jankari yaha hai.
Blog kaise Banaye:
- Blogger Par Blog Kaise Banaye uski jankari yaha hai
- WordPress Par Blog kaise Banaye uski jankari yaha hai
Blog Banane ke liye aap sabse pehle Apna Interest dekhna hoga kis chij me hai, Aap Blog Kis Kis Topic par bana sakte hai jaanne ke liye yaha click kare.
Blogging karne ke liye aapko kaise kya karna hai chaliye steps se dekh lete hai..
- Sabse Pehle Topic Select kare kis topic par aapka interest hai or aap blog likh sakte hai.
- Blog Banaye: Free Blogger par bana sakte hai or agar Thode paise kharch kar sakte hai to WordPress par banaye.
- Ab aapko Badiya Post likhni hai, Kaise Badiya Post Likh sakte ho uske liye ye kuch Post ha jo aapko padni chahiye:
- Seo Friendly Blog Post Likhne ke 5 badiya Tarike
- Blog Title Post Title ke Baad SEO ke liye
- Blog Post Title Likhne Ke 6 Badiya Tips Hindi Main
- Post Publish Karne Se Pehle Check Kare in 9 Points ko
- New Post Likhne ke Liye Post Ideas kaha se laye
- Badiya Blog Content Kaise Likhe Google+Visitor ke liye or bhi hai jo aap Blogging ke section me dekh sakte hai
- Ab aapne Blog bana kar jab uspar badiya Post karna start kar di hai, to visitor badane ke liye or Blog ki Popularity badhane ke liye bhi aapko bahut kuch karna hai. Ye Post Padhe:
- Apni Blog ke Social Network Page bhi Banaye, Jisse Log aapke blog ko unpar follow karke blog ki jankari pate rahe.
- Jab aapka blog puri trha se teyar ho jaye or uspar badiya badiya post bhi aap dalna start karde, to aap Paise kamane ke ware me soch sakte hai. Blog se paise kamane ke liye aapko ab Ads lagana hai. Ads lagane ke liye bhut se ads network hai par adsense sabse best hai. kon konse ads network se paise kama sakte hai:
To Friends ab aapko ek idea to mil hi gaya hoga ki aap blogging kaise kar sakte hai or usme aapko kya karna hai.. Blogging ki kuch or post jo aapko padna chahiye:
- Blogging Ke Starting 30 Din Tak Kya Kya Karna Chahiye
- Naye Blogger Ke Liye 5 Jaruri Jankari Blogging ki
- Blogging karne ke 7 Faadu (Ultimate) Faide
- Hindi Bloggers Ke 7 Mistakes – New Blogger Ki Galtiya
- New Blogger Blog Se Paise Kamane Me Kyo Fail Hota Hai
- Perfect Planning Ke Sath Popular Blog Kaise Banaye uski Puri Jankari
Or Jankari ke liye aap Blogging ki category me jaye HMH par, aapko bhut se aesa jankari milegi jo aapko Blogging me Success hone ke kaam aayegi.
Hindi Me Help ki Success Story Jarur Padhe
Aap Agar Blogging kar rahe hai to aapko SEO ki Jankari bhi honi chaiye.
- SEO ki Puri Jankari – SEO Full Guide in Hindi
- SEO Se Blog Post ko Search Engine Ke Top Par Kaise Laye
- On-Page SEO: Page Ko Perfect Optimize Kare
- Off-Page Seo Optimization Se Blog Traffic Kaise Badhaye
- or Jankari ki liye SEO ke section ko dekhe.
Youtube Se Paise Kaise Kamaye
Youtube ka naam to aapne suna hi hoga, or youtube par Video bhi jarur dekhi hogi. Par kya aapko ye pata hai Aap Youtube se Paise bhi kama sakte hai, bhut log acha paisa kama bhi rahe hai.
Youtube se Paise Kamane ke liye aapko Apne se Video Bana kar Youtube par dalna hai, uske liye phele youtube par account bana kar Channel banaye, fir Video upload karke usko Monetize kare.
Fir Jab koi Aapki Video ko dekhega to video par ads aayege or usse aapki Income hogi.. Jitni jada video dekhi jayegi utni jada income hogi aapki.
Achi Income karne ke liye aap badiya Video banani hogi, Ek badiya Video kaise banai jaye uski jankari yaha hai.
Video Banane ke Baad Jab Usko Upload karte hai to kuch Youtube SEO karna hota hai taki jo Video hai wo Youtube Search me bhi aaye or uske views bad sake.
Video aap kesa upload kar rahe hai usse pehle aapko ye bhi pata hona chahiye ki aap youtube par kese video upload nahi kar sakte, taki baad me koi problem naa aaye.
Youtube ki or Jankari ke liye aap yaha click kare or fir aap Youtube se sambandhit jitni bhi jankari HMH par hai wo aapko mil jayegi. Youtube ke Kuch Basic Sawalo ke Jawab Bhi Jarur Padhe
Online Paise Kaise Kamaye Janiye in Tariko se
Aapne Upar Blogging or Youtube se paise kama sakte hai wo to jaan liya, ab chaliye me batata kuch kuch or tarike online paise kamane ke.
Facebook Se Paise Kaise Kamaye
Aap agar Internet Use karte hai to me pure dabe ke sath khe sakta hu ki aapki Facebook par account jarur hoga, Par kya aapko pata hai Facebook se aap kaise paise kama sakte hai. Facebook se paise kamane ke liye aapko Facebook Page, Facebook Group ki jarurat padegi.
Mobile App Install karke Paise Kaise Kamaye
Agar aapke Pass Mobile hai to aap usse bhi paise kama sakte hai, Mobile me paise kamane ke liye kuch Apps hai jinki madad se ham App install karke paise kama sakte hai.
- App Install karke Paise kaise kamaye uski jankari yaha hai
- Android Mobile Me Paise Kamaye App Install karke Mene isme abhi tak ₹26,000+ kamaye hai
Whatsapp Se Paise Kaise Kamaye
Agar aapke Pass Smartphone hai to aap whatsapp to jarur use karte hoge, par kya aapko pata hai whatsapp ki madad se bhi aap paise kama sakte hai. Whatsapp se paise kaise kama sakte hai uski jankari yaha hai.
Purana Saman Bech Kar Paise Kaise Kamaye
Agar aapke Pass koi Purana Saman hai to aap usko bech kar paise kama sakte hai. Saman Online kaise beche or paise kamaye OLX or Quikr ki madad se uski jankari yaha hai.
Chota Mota Kaam Karke Online Paise Kaise Kamaye
Agar aap Kisi cheez me ache hai to aap kaam karke usse bhi paise kama sakte hai. Micro Job karke paise kaise kama sakte hai uski jankari yaha hai.
Online Padha Kar Paise Kaise Kamaye
Agar aapko koi chij hai jo achi ae aati hai or aap wo logo ko padha sakte hai to aap online padha kar bhi paise kama sakte hai. Online Padhane ke liye kuch website bhi hai or kuch tarike bhi hai jinme padha kar paise kama sakte hai. Kaise kamaye Online padha kar uski jankari yaha hai
Bitcoin me Investment karke Paise kamaye
Internet par abhi Bitcoin trend me hai, jo ki ek cryptocurrency hai.. Jitme agar hamare pass paise hai to ham Bitcoin kharid kar uska rate badne par usko sell karke paise kama sakte hai.
Bitcoin kya hai or kaise Bitcoin se paise kamaye uski jankari aapko yaha mil jayegi..
Domain Buy n Sell karke Paise kamaye
Domain kya hai ye to aap jante hi hoge.. jese www.hindimehelp.com, www.google.com, www.facebook.com.. To aap Domain me kar ye sabke ho, jo bhi badiya domain name ho usko register kar lijiye.. fir jisko uski jarurat ho ya koi aapse usko lena chahe to jada paise me usko sell kar dijiye.
Domain Sell kaise karte hai uski jankari aapko yaha mil jayegi.
Affiliate Marketing se Online Paise Kaise Kamaye
Online Shopping ki kitni sari website hai ye to aapko pata hoga, jipar ghar baithe baithe koi bhi saman kharid sakte hai. Aap un sites par Affiliate marketing ke jariye paise kama sakte hai.
Aapko Ye Post Bhi Jarur Padhni Chaliye
- Online Internet Se Paisa Kamane Ke 5 Badiya Tarike
- Internet Se Kaise Rupee Kamaye? Basic Jankari in Hindi
- Online Paisa Kamane ke 10 Badiya Tarike or Upay Hindi Me
- Net se Ghar Baithe Paisa Kamane ka Sabse Aasan Tarika in Hindi
- Fiverr Kya hai, Fiverr se paise kaise kamaye in Hindi [Top 5 Tips]
- Student Online Part Time Job Se Paise Kaise Kamaye
- PayPal se Paise kamaye | Refer n Earn ₹400 par Account
- PayTM UPI Offer | Paytm ₹10,000 Cashback kaise kamaye
- ₹10,000 Rupee Kamaye PhonePe par [Refer n Earn]
- Instagram se Paise Kaise Kamaye | Instagram Influencers Earning
- Earn Talktime App Se Paise Earn kare Free PayTM
- Earn Money Online by Shopping and Referral in Hindi [Earn Unlimited CashKaro]
awesome ,,bahut sey tarikey btaaye aapney bahi ,Thnks
ummid hai aapko isme bhut se jarurri jankari bhi milegi..
bhut acha aap batye hai es se hum paisa kam saket hai bht ache se. es ko batne ke liye aap ko bhut thanku.
Thanks Nitin ji
rohit bhai aaj ek guest post bheji hai aapko please check kijiye or mujhey bataye bhai ye post aapki bahut acchi hai
aapko email par reply kiya jayega.. post se sambandit..
hello rohit. awesome article as always. mujhe ek help chahiye maine apne youtube video ko monetize kiya hai but ads show nhi ho rhe. so kya aap bta skte hai ki hm ise kaise fix kre. thanx
Abhinav youtube par agar aapne video ko monetize kar diya hai or video ke samne $ ka icon aa raha hai or koi error nahi hai to aapko tension lene ki koi jarurat nahi hai.. jo ads hai wo har war nahi aate hai. average india me 1000 war video ko play hone par 250-300 war hi ads aate hai.. or agar aapki channel new hai to ye ratio or kam ho jata hai.. par isme ham kuch nahi kar sakte..
thanx rohit
hello sir, mere do sawal hai.
1- pehla to ye sir ki mene adsense ke liye apply kiya tha or uska html code bhi apni website ke header me laga diya hai lekin mere adsense account me bs yahi likha aaraha hai kafi dino se ki we are viewing your site or 2-3 din me aapko email karenge but koi email bhi nahi aaya or kuch bhi nahi ho raha hai kya karu.
2- doosra question ye hai ki sir meri site par me poems or thoughts wagera share karta hu to sir me jab bhi koi do line ka thought share karta hu to mujhe puri ki puri post likhna padhti hai to eske alawa koi tarika ya plugin hai kya jisse me two liner thought share kar saku wo bhi bina puri post likhe.
thanks sir
adsense ka email aane me 1 mahine tak bhi lag sakta hai..
share karne ke liye plugin hai.. aap group me puche kisi ko pata hoga jarur..
Blogging and Youtube is best way to earn money.
jisme aapka jada interest wo aapke liye best hai.. agar aap acha likh sakte hai to blog acha hai agar aap video ache bana sakte hai to youtube.. aap dono ar bhi ek sath kar sakte hai.. jisse aapko or faida hoga..
Sir aapko Maine guest post send ki hai
Sir image pe mouse cilck kaise disable karte hai
iski script aap google me search karege t aaram se mil jayegi..
धन्यवाद रोहित सर। ये Ideas वास्तव में Online पैसा कमाने के लिए मददगार साबित होंगे
sir mere blog ke dashboard me templates ka option hi nii h sir kya karu
aap browser ka data clear karke browser ko restart kare..
sir mere blog ke dashboard me templates ka option hi nhi h sir kya karu
browser ka data clear karke restart karo..
kya sir aj ki janta bato parnahi akho dekhi pe visvas karte hai ye you tub mai poss. hai but apke post bahut achhe hai jankari dayak hai per kuch i mean some diffrance jase show vidio proov photo proove wallpaper proove
in madhayam se kuchh battate ya dikhate to aur bhi better rahta …………………………thanks
…………………………………………………………………………………………………….your well wisher
ye sari jankari ki sumup hai.. aapne dekha hi hoga isme kitni sari jankri ki link di hai.
Aapne article kafi achha likha pr mujhe lgta h india me apps ya ptc sites se paisse nhi kamaye jaa sakte hn
Bahut hi achha article likha hai sir aapne.mujhe ye bataye ki blogging me adsense se jyada earning affilate
marketing me kaise earn sakte hai.aesi koi company ka name bata do jo affilate marketing provide karti ho. pls sir reply
Very nice sir ji thank you
Thanks
As usual amazing article …. really fantastic …. Thanks for sharing this!! :) :)
THanks
Sir G bahut hi kamaal ki jaankaari di hai aapne.
feeling motivated
Maine guest posk kiye the usme koi ploblem hai kya
konsi post, Dost
sir aap apki site main aap ko buhat time baad daika to aap ko welcome….!!!
thanks for post…!!! aap kaha the itni time
Thanks Brother.. thoda dusre kaamme busy tha..
sir me jab bhi newspaper theme me demo install karta hu to website open hi nahi hoti use uninstall kar deta hu to open hone lagti hai iska kya karn kya kam post hone ki bajah se demo kaam nahi kar rahi ya koi aur karan hai please reply
Iska karan hai.. Aapki hosting.. Agar aapki hosting limit full ho jati hogi to site down ho jati hai.. Post kam hai ye karan nahi hai..
Huge collection bahut badhiya. Aapne har chiz ko achhe se bataya hai.
Thanks :)
Thanks Puja ji..
sir aap apne website ka backup kaise banate ho? backup ke liye kaun sa plugin use karte ho ?
plz reply dena sir, kyu ki maine notice kiya hai ki aap comment ko approve to kar dete ho but puchhe gaye sabhi question ka reply nahi dete.
Brother.. ye mene aaj hi kiya hai .. q ki pending me 9000+ comments ho gaye the.. nahi to me kar comment ko read karke uska reply de kar hi approve karta hu.. thodi problem ki baja se abhi approve nahi kar paya to itne ho gaye the..
Me UpdraftPlus Plugin use karta hu..
Kya movie review ki website banana copyright hai ???
nahi, aap bana sakte hai.. wass agar aap usme koi photo ya video use kare to uski credit link bhi dede.. baki koi problem nahi hai.
Thanks rohit i’m already create a film review website like star cast, budget, wiki and much more…
Great ?
Best post
sir agar hum ek post likh kar bad me uska title change kare to koi problem to nahi hogi
Aese koi problem nahi hai…
mera ek sawal hai-
mere blog ke ek post ka title “रहस्यमयी अंतरिक्ष की खोज” hai. ye google pe pahale page par 3rd no. pe show hota hai… magar mai iska naam badal kar “अंतरिक्ष के रहस्य” karna chahta hu. to aisa karne par bhi ye 1st page pe 3rd num pe hi ayega ya ye post niche jaa sakta hai…?
plz help
Nahi.. Agar aapne change kiya to jo aap baad me karege usko Search karne par aayegi..Or jo sakta hai usme bhi aaye agar or koi post naa ho kisi dusri site par to..
Online Income ke liye aapke dwara bataye gye tarike best he,in business ko start karneki saari jaankari aapne puri detail ke sath di he,jisse jo vykti is business ko start karna chahta he use kaafi help milegi or ydi hum sachchi lagan se mehnt karte rahenge to isse hume achchi income bhi hogi!
Ji Bilkul Asween ji aapne sahi kaha.. n thanks :)
Sie Blog Post ke Image ke Editing ke Liye Kis Software ka use kare, Kyoki Photoshop se arrow nahi lag pata hai
me snagit ka use karta hu..
dhanyawad Sir Ji
mere hisab se iss zaroori Baat ko unn logo ko jarur padhna chahiye jo berojgar hai iss post ko padh kar hume bahut he accha laga dhanyawad
Bhai Fiverr Ki Full Information ?
MuJhe Usme Hindi & English Typing ka koi kam mil sakta hai
Thank you ?
sir mere blog par adsens k add show nahi ho rahe sirf blank dikha raha h jaha add lga raha hu halp me …..aur mene abhi koi domin nahi liya kahi esa to nahi domin na lene ki vajah se add show nahi ho rahe….mera acount bhi adsens pe apruvel h…..
thanks
I am interested but …i have no idea.
You say something.
Sir mera blog blogger platform par hai or mai blog mai ek ek kar ke post ke bich ads laga raha hu or mai jub WordPress par apna blog Migrate karuga to kaya muje wo saare codee remove karne hoge ek ek kar ke ya WordPress par ek saath ads laga sakte hai
rohit ji www. jobboy .com se paisa kamaya ja skta he kya
Sir yeah aapki website h y blog plzz give me full information
ko bhai
Hame kuch poisa ki jarorat he help kijiye plz
Rohit mewada my name akshay from saharanpur u.p mene apki mail par apna facebook id and contact no. send kiya plz my msg check.
and bro mjhe aapka contact No. cheye plz request hai
mjhe kafi problam aa rahi hai wo phone par hi bta skta ho plz bro apna contact no send kar do ya abhi comment mein bta do
aap muje email kare
Aap PTC ki trust website ke bare me bhi post likhe to achcha hoga
http://gajabhindi.in/top-50-hindi-tech-blogs/
dekhye hindi blogging ke top 50 blogs ki list
Domain kharidne ke baad bechne ke liye kya kya process se gujarna padta hai?thoda detail me batayenge?
Sir me responsive ad unit use karta hun toh mobile browser me display nahi hota hai, sir iska kya solution hai.
Bro…thanks original size krne se mobile par thik ho gya but computer par pic waisa hi bahot bada show Kr rha h give solution bro I am waiting…
thank you so much rohitji…jo ki apane puri bate ek hi blog me bata di …
jisase hume pure important blog badhane me asani hogi …aur hum apna best de payenge…
Thanks Chenaksha ji.. mera maksab bhi ye hi tha ki jitni bhi jankari hai wo ek jagha mil paye.. q ki bhut logo ko ye dikkat aati hai ki start kaha se kare or konsi post phele padhe..
nice post. sabhi jaankari ek jagah. dhnybad.
Thanks Rupa ji aapke Comment ke liye..
Bro mera blog sab kuch thik h but post me pic upload karta hu to chahe pic koi v size ki ho bhot bada show karta hai sabse kam resulation ka v pic upload kia Wo bhi bhot bada show karta h aur laptop ki puri screen cover ho jati hai 1 pic se hi plz give solution …
aap post editor me image upload karne ke baad image par click kare.. fir aapko iname ke kuch option dikhege.. usme original size select kare..
Bro मैं आपसे एक प्रश्न पूछना चाहता हूं कि godaddy Rs99/m मैं होस्टीग दें रहा है क्या प्लीज आप चेक करके बता सकते हैं कि यह होस्टीग लेनी चाहिए या फिर नहीं और यह होस्टीग एक साथ कितने विजिटर को संभाल सकेगी मैं आपको नीचे इसकी लींक दें रहा हूं
https://in.godaddy.com/offers/default.aspx?isc=cjc1hos5&tmskey=1domwebhost_3&cvosrc=affiliate.cj.7827740
me aapko suggest karuga ki aap yaha se le
Internet se paise kamane ke bare me bahut achhi information diya hai aapne thanks for sharing.
THanks Niraj ji..
Sir me jab apna blog ko google par search karta hu to mere blog ke name ke sath mere catagrys ke naam aate hai jese social media, blogging, computer etc but mere posts ke name nhi aate bo bhut baad me aati hai.. esa kyu?
jabki mujhe apni catagrys bnaye hue bhut tym ho gya.
Category bhi index hoti hai. or aapne blog ka naam search kiya to wo hi aayegi.. agar aap kisi post ko sarch karte jab to wo aati..
Bhahot acchi post likhi hai aap ne internet se paise kamane ke sare tarike eksath share karake bahot accha kiya. Rohit sir mera aap se ek sawal hai ki aap image ke uper jo text likhate ho isske liya aap konasa software use karate ho
Skitch Software use karta hu
Is me job Kaise lge ga Bhaisahab
Hay
sir aap, ek post likho na jisme hame poora idea aayega ki ham post kaise likhna hey. mai wait karrongi aapki reply kaa
Badiya Blog Content Kaise Likhe Google+Visitor ke liye