Website Kaise Banaye in Hindi | Free Google Website (Blog)

Hello Friends aaj ham online world ka sabse bade sabaal ke jabab ke baare me jaanege – Website, ji hai website kaise banaye aaj ham ye jaanege.

Agar aap apna online business karna chate ho ya apne kisi knowledge ko duniya se online share karna chate ho to aap ki website hona bhut jaruri hai, or aaj ham janege ki free website kaise banaye Google ki madad se.

Blogger-par free blog kaise banaye

Start karne se Phele me kuch baate hai jo me aap ko batana chata hu ki, ham jo website bana rahe hai bo blogger.com par banegi. Blogger.com Google ki hi ek service hai or ye bilkul free hai, jisko ham Blog bhi bolte hai.

Page Contents

Website (Blog) Banane ke liye kin-kin chijo ki jarurat hai

  1. Gamil account
  2. Computer
  3. Internet Connection ;)

Website (Blog) kaise banaye

Step by step follow karo-

Step 1: www.Blogger.com par jao.

Agar aap ke paas phele se Google account (gmail) account hai to aap us se login kare ya fir phele Gmail par ek account banaye.

gmail is se login kare

Step 2: Blog bnane ke liye New Blog ki button par click kare

New blog ki button par click kare

Step 3: ek naya page khulega

Advertisements

Is page par aap ko apne blog ka tital, uska link (url) or uska template select karna hai. iske baad Create Blog ki button par click kare.
Apne detail bhare

  1. Title – Isme aapko apne Blog ka Naam Likhna hai.
  2. Address – Blog ka kya address dena hai. jo phele se kisi ka naa ho. Badiya Address kaise select kare
  3. Template  – Niche diye huee template me se template ko select kate. Pade kaise Change karte hai Template ko
  4. Create Blog! – Last me is button par click kare.

ye lijiye aapki website bankar teyaar hai.

*Note: ek baat dyaan rake ki aapke blog ki jo link rahegi usme blogspot bhi rahega. matlab maan lijiye aapne blog ke link liya ram to aapke blog ki link rahegi ram.blogspot.com. agar aapko ye blogspot hatana hai to uska bhi tarika hai jo me aapko aage bataoga.

Free website blog kaise banaye Google Par in hindi Video

Blogger Ki Puri Jaankari

Aage jaaniye

Me jaanta hu aapke dimaag me bhut se sabaal hoge, or aap un sabaalo ke jabab bhi chate hoge. agar haa to niche comment jarur kare ya hamare Sabaal Jabaab Section me post kare. or aapko ye jaankari kesi lagi iske baare me comment karke jarur bataye.

Hindi Me Help ka Facebook Group Join kare or apni or dusro ki help kare.

Share on:

Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

1,157 thoughts on “Website Kaise Banaye in Hindi | Free Google Website (Blog)”

  1. hello rohit
    mai classified website banana cahta hu OLX ki tarah to uske liye mujhko free me wordpress theams kaha se mile gi or uske liye mujhko ky akarna pade ga

    Reply
  2. Sir अाप मेरी help करेंगे , मुझे समझ में नहीं अा रहा कि मैं अपनी website पे क्या करूं ?
    अगर अापको कोई idea है तो कृप्या अाप मुझे बताएंगे ?
    मैं आपके ब्लाग्स डेढ़ साल से पढ़ रहा हूं
    वैसे मुझे mobiles की software’s की basic जानकारी है लेकिन ईसे कैसे ईस्तेमाल करूं ? समझ नहीं आ रहा .

    Reply
  3. Good morning sir ji Mera name Kapil Kumar hai or Maine ek free blog creat kiya hai please sir ji Mera bna hua blog check krke reply kr Dena
    Or Maine Google Adsense me bhi account bnaya to earning show nahi ho rhi hai@
    Please help me sir ji

    Reply
    • earning jab hogi jab koi aapki site par aayege or ads par click karege.. or agar aapki earning hoti hai par abhi kuch dikh nahi raha to wait kare.. kabhi kabhi kisi update ke karan bhi aesi error aati hai.

      Reply
  4. sir bina domain kharide apna blog nhi bna sakte kya matlab without godaddy ka use kiye bina apne mann se without copy paste kiye hue kar sakte h kya

    Reply
  5. Amazing, Really ye helpful post hai har un logo ke liye jo online kuch kamana aur apna pahla free blog banana chahte hai.

    isse ve blogging ke basics free men sikh sakte hai.

    Thanks for the post

    Reply
  6. हेलो भाई मेरा फ्रेंड का फेस्बूक अकाउंट हैक हो गया है ओर मेरा मोबाइल नंबर खो ज्ञ है जिससे की फोरगेट पास वर्ड मार सकूँ मै आप बताइये कैसे होगा ये ओपेन

    Reply
  7. Hello sir Namaste

    Your Blog is Very Useful

    एक ही पोस्ट को दो ब्लोग्स (WordPress Blogs ) पर पोस्ट करने से इसका फायदा होगा जा नुक्सान ?
    plz tell sir

    Reply
  8. sir maine ek website banaye hai maine usme posts bhi diya hai . aur maine usko google search console me bhi submit kiya hai. but mere blog ke posts jab mai google me search karta hu to wo show nahi hote. sikhoaursamjho.blogspot.com mere website ka name hai. plz sir aap mere website ko google me search karke check karo ki kya problem hai. thanks.

    Reply
  9. Sir mai bloging.com par blog bana ke paise to kama sakta hu na ya website banne ke bad hi paise kamay te hai aur jo blog bloging.com se banegi kya wah google search me aajagi.

    Reply
  10. sir. mere pass camputer ya liptop nhi or m apne mobile pr bloger bana sakta hu free m wibset dalna chatah hu pleas told me

    Reply
  11. sir meri post share nahi ho paa rahi h mene post likhkar save karke publish bhi kar di fir uske baad option aaye ki share on google plus or barabar me uske ek box aaya usme kya likhe fir niche publish krke aaya or sabse niche aaya share ..to me share kar raha hu to post share ni ho paa rahi h kya karu

    Reply