Hello Friends aaj ham online world ka sabse bade sabaal ke jabab ke baare me jaanege – Website, ji hai website kaise banaye aaj ham ye jaanege.
Agar aap apna online business karna chate ho ya apne kisi knowledge ko duniya se online share karna chate ho to aap ki website hona bhut jaruri hai, or aaj ham janege ki free website kaise banaye Google ki madad se.
Start karne se Phele me kuch baate hai jo me aap ko batana chata hu ki, ham jo website bana rahe hai bo blogger.com par banegi. Blogger.com Google ki hi ek service hai or ye bilkul free hai, jisko ham Blog bhi bolte hai.
Page Contents
Website (Blog) Banane ke liye kin-kin chijo ki jarurat hai
- Gamil account
- Computer
- Internet Connection ;)
Website (Blog) kaise banaye
Step by step follow karo-
Step 1: www.Blogger.com par jao.
Agar aap ke paas phele se Google account (gmail) account hai to aap us se login kare ya fir phele Gmail par ek account banaye.
Step 2: Blog bnane ke liye New Blog ki button par click kare
Step 3: ek naya page khulega
Is page par aap ko apne blog ka tital, uska link (url) or uska template select karna hai. iske baad Create Blog ki button par click kare.
- Title – Isme aapko apne Blog ka Naam Likhna hai.
- Address – Blog ka kya address dena hai. jo phele se kisi ka naa ho. Badiya Address kaise select kare
- Template – Niche diye huee template me se template ko select kate. Pade kaise Change karte hai Template ko
- Create Blog! – Last me is button par click kare.
ye lijiye aapki website bankar teyaar hai.
*Note: ek baat dyaan rake ki aapke blog ki jo link rahegi usme blogspot bhi rahega. matlab maan lijiye aapne blog ke link liya ram to aapke blog ki link rahegi ram.blogspot.com. agar aapko ye blogspot hatana hai to uska bhi tarika hai jo me aapko aage bataoga.
Free website blog kaise banaye Google Par in hindi Video
Aage jaaniye
- artical ko post kese karte hai
- template ko change or usko edit kaise karte hai.
- Apne Blog ko pura website me kaise convert kare Domain Register karke blog me add kare
- Agar aap Jaanna chate hai ki Blog par Ad daalkar payse kaise kamaye to yaha par click kare
- Blog ko Search me kaise laye
- Blog ke visitor kaise badate hai
- Website ko free me promote kaise kare Facebook Page par
Me jaanta hu aapke dimaag me bhut se sabaal hoge, or aap un sabaalo ke jabab bhi chate hoge. agar haa to niche comment jarur kare ya hamare Sabaal Jabaab Section me post kare. or aapko ye jaankari kesi lagi iske baare me comment karke jarur bataye.
Hindi Me Help ka Facebook Group Join kare or apni or dusro ki help kare.
Hi dear Rohit sir
mera naam Karim khan hai aur me Goa se hun …sir aap k site pr sab se achchhi ye hai Ki aap hum sab ko Hindi se sanjhate hai aur me aapse bahot kuch sikha thank you ?
Thanks Karim :)
hlo sir… good morning…
m apne blog se .blogspot name htana chahta hu …iske liye mujhe kya karna chaiye bhaiya..
mene sirf blog bnaya h kya yah net p search krne pedikha dega… mene domain me ragisterd ni krwAYA H…
Aap phele ek domain ko le uske baad usko apne blogger ke blog me add kare.
sir mai mp3 song me apna pic lagana chahta hu mera mtlb jb mp3 song start ho tb mera photo screen par dikhai de
Hi rohit me ek DTH forum bnana chahta hun jahan pe log ek dusre se discuss kr sake
aur koi v DTH news post kr sake i mean me 1 DTH comunity bnana chahta hun kese hoga help me
Agar aap surf discuss hi karna chats hai to aap Google community me apni ek community banaye or usme logo ki add kare
Aapne ye sab kahan se sikha hai kya aapne koi course kiya hai
nahi mene koi course nahi kiya, mene ye sab internet par search kar kar ke sikha hai.. Interest ho to kuch bhi sikh sakte hai.
SIR MAI APNI WEBSITE BANWANA CHAHTA HU KYA KRU
Blogger par banaye… upar diya to hai..
SIR mai ek asi site bnana chahta hu jis per mai apne villege ke sare data rakh sakhu jisme video ,audio ,rationcard,aadhar,pahchanpatra,
sabki marksheet ,etc asani se search karke paya ja sake
pase se bhi khridna pre to koi bat nahi hai kyoki mai apne villege ko digital bnana chahta hu please help me
rohit ji new website kese kar nahoga thodi so jankari dijy
yaha par uske bare me mene bhut si jaankari di hai
Thanks bro …..
sir mai ek blog banaya hu aur pblice bhi kiya hu par google par nahi aa raha hai help please
new blog ko aane me time lagta hai, aap uspar post fale or usko facebook, twitter par bhi share kare…
plz bhaya help me , bhaya main orissa ke puri dhaam hun mujhe Ap ka number chahein meri wtapps no per sms kare main Aap ko bilkul pareshan nahe karunga
9178077048
hello sir
Aaj meni paheli bar ap ka site dekha , bahut achha laga . mera wt apps no-9178077040
Pls help me brother men’s WhatsApp par ek group bana rkha tha aur us me ek aur admin bana rkha tha to usne mujhe removed kardiya aur galat post karta hai bro mujhe us group se koi problem ho sakti hai kiya aur woh group mere pass kese aaye
agar aap usgroup ke admin nahi hai to aapko usse koi dikkat nahi hogi.. agar aapke pheche ke log us group me hai to aap ek or group banao or unse karo ki us group se remove karle khud ko..
Sir Youtub par videos uplod karta hu lekin chalta nahi prossing karke filed batata hai bahut kosis kiya par chal hi nahi raha hai help
Aap jab video upload karte hai us windo me video upload hone ke baad video process hota hai. jab tak process ho jab tak usko nahi kaatna hai.
website kese tyar kre
Rohit g
Mera name juber h. Mai ye Jan na chata hu. Ki WhatsApp par jo text Ata h wo muje mere dost Russian mai send krte h. Ab muje wo hindi ya English mai cheye. To mai use copy kese karu please koi tarika batye…
Sony Music Awards
rohit ji muje online pase kmane h kese kma skta hu m
mera to bank account bhi nhi h
to aap khulba sakte ho isme konsi badi baa hai. aap Youtube se kama sakte ho Video bana kar.
pese kese kamau kuch samj me nhi aa raha h batao muje you tube pe video se kese kamau
bolo yrrrr kai huaa bhai batao na
Thanks Admin..You are Genius..This awesome article really helped me for my blog
bro mei bhi apni website bnana chahta hu so can u give hints pls
kya hint chaiye aapko. aap blogger par blog banaye. or uspar badiya post dale.
rohit ji mene ek blog bnya usme video ya image kese dalte he plz..
Upar post editor me aap post likhte samay dekh sakte hai image or Video ke liye option aata hai. image to aap direct upload kar sakte hai or video ke liye me aapko suggest karuga ki aap youtube par video upload. karke post me add kare
ye computer me hi hoga. mobile me nahi
Sir blog tukde live ke baad blog url koi bhai lagate do match nahi hota h kabhi to unvailid balaji h kabhi not spport
Aap kya khana cha rahe ho me samaj nahi paa raha hu, sayad aapka matlab hai ki aap jo address daalte hai usme error aati hai invalid batatahai or not supported batata hai.
Aap jo address de rahe ho usme space nahi dena ha or koi speceial carector bhi nahi dena hai. matlab aap sirf asdf1234-dfd-df hi de sakte ho. space naa de
rohit Bhai mai ye janna chahta hu ki jo koi vedio par aapna name kaise likhe ek hota hai na ki vedio chalta rahta hai aur uske upar stayle name aate rahte hai plz humko bataye o kaise kiya jata hai
uske liye aap apne video ko computer me kisi video editor me kar sakte ho
Uske liye aapko video editor ki jarurat padegi. Camtasia badiya hai
Dear website banane ke liye computer jruri ha ya mobile se bhi bna skte h website
computer jaruri hai. mobile me pure kaam nahi kar sakte site ka
Gausala ki website bnani h
Puney ka kaam h
aap blogger par bana sakte hai
page create nahi ho pa rahe hai
Kya dikkat aa rahi hai.. Thida detail me batayege
all Aluminiyam glass fevricsan Ke kary kiye jate hai Jamin pilats makan filets bangle kharidne bechne ka kary kiya jata hai
Rohit ji aapne jese comment kia hue he usi Tara aapna web sait ko banaya hu use aapna nam gmail-acc meri nam me web sait he to ab
kiya karna padega
Rohit ji mera web sait sow nehi horahe
Aapne apna website kis par banaya hai or usko Google Search Console me add kiya ki nahi
mera web said kesebanega
mene baaya hai upar. aap simple blogger par bana sakte ho.
Kya WordPress Blogger se behtar hai?
Thanks
agar dono ko compare kare to dono me kuch na kuch aesa hai jo ek dusre ko nhatar banata hai. Par agar aap new hai to Blogger sabse best hai or bilkul free bhi.
hi …….friends ….
I am create to new webside
ni indiamart pe account show ksise hoga
Sir mane indiamart par accunt banaya hai par wo show ni kar raha hai indiamart pe kya usse show hone me time lagta hai ya koi vsjah hai
Email ko Verify kiya ki nahi. aapke email Account pe ek email aaya hoga usme rhati hai verify karne ki link
MAST JANKARI H BOSS AB AAP YE BATAO KI BLOG PAR KITNE VISITOR PAR KITNA RS MILTA H KYA YE DAILY COUNT HOTE H YA MHINE KE COUNT KIYE JATE H
visitor aane se koi paise nahi mlte hame paise ads lagae se milte hai. jese aap meri site par bhi ads dekh sakte ho. visitor bhi jaruri hai jab hi ads se income hoti hai.
9888872661
Please apne koi group may add kar lo….
Sir just dial or india mart psr account kaise banau puri detail bataoplease
hello sir pahle ak q. tha abhi tak answer nahi mila
mera absent account nahi ban raha to kuchha salah dijiye…
rohit g maine ek website blog banaya hai
mynamerupesh.blogpost.in is websait ko google pe sarch karta hoon to aata kyon nhi h
main aapse ye puchhana chahta hoon ki jaise ek website h video9.in jispar sabhi type k video gane milte hain log google me video9.in likhkar sarch krke waha se video dwonlode karte hain
to main v chahta hoon ki apne website par video uplod karu jisse log mere website ko sarch karke video dwonloade kar sake iske liye kya kre aur kaise isse meri kamai hogi
sir mene blogger me web site bnai hai par me na to gogal me search kar pa rha hun or nahi web site ka pta chal tha hai
Aap apne blog ka site map Google me sumbit kare
Website pr regularly kaam kro, content update krte rho. SEO techniques use kro, most importantly website ka sitemat submit kro search engines ko, dheere dheere search results mein website show kregi.
wattsap no 9044771061 bhai se par batao…help karo
bhai me apne banaye wapside ko net pe ase dekhu
mene blog to bana liya hai lekin meri problem yah hai ki mai apne blog ko dekh nhi paa rahu jaise ki dusare logo ka dekhta hun, dusara mai apne blog ko fb pae sheyar nhi kar pa rahun . meri aap help kare
AAP YE BATO WEB SITE TO BAN GYI US ME CHIJE ADDD KAISE KARU
tnk u sir for dis information . but sir ye online project visual studio me create krna hai plz help kare
mjhe online project k bare me puchna hai k kaise banao or isme kya banao mujhe ye project bannane k liye mila hai mere clssmates bachcho me koi to online banking bana raha hai koi or online shoping koi online education bna raha hai ap meri help kare mere koi project samj nahi araha hai kya banao
Aap Blogger par apna blog banaye apne School ke naam se or usme apne school ki jaankari dale….
sir mene blogger me web site bnai hai par me na to gogal me search kar pa rha hun or nahi web site ka pta chal tha hai
Aap Blogger me login karke apne blog ko dekh sakte hai. blog ko serach me lane ke liye bhut si seatting arni padti hai. jese meta tag add karna or webmaster me site ko add karna or site map submit karna.
blogger ko meta tags me kese add krna hai iska option khan se ayega
template me add karna hai, mene post me bataya hai.
Rohit g agar hum kisi video ko
youtube par uplod karte hain to use kya hum kisi ke mobile ya computer
se sarch kar sakte hain agar haa to kya likhkar
haa bilkul kar sakte hai. uske liye jo hamne video ke title me jo naam diya hai usko search kare.
Sir agar hum kisi video ko apne blogger se post karte
hain to use google se hum kaise dwonlode karenge
ham jo bhi video upload karte hai wo youtube par hota hai.. or youtube se kaise download karte hai uski jaankari yaha di hai