Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

562 thoughts on “BidVertiser se Paise kaise kamaye blog or website par”

  1. Thank u sir.. aur webmaster google me sirf url and site map submit karne se hamara blog google me search hoga kya? Ya fir kuch aur bhi submit karna hai

    Reply
  2. Achha toh dusra code generate karunga toh existing domain se karun ya new domain se.?? Aur ye bhi bataiye top, middle aur bottom me agar ads dikhana hai to bidvertiser title kya dun.?

    Reply
  3. Rohit ji mene bidvertiser par account banaliya hai ab me apne blog par 3 ads dikhana chahta hun toh jaisa apne ad code generate kaisa karte hai sikhaya .. ab e batayiye agar mujhe 3 ads dikhana hai toh mai jo ads code generate karunga vahi code 3 bar apne blog me dalna hai kya.?

    Reply
    • Agar aapko ussi size ka ads dikhana hai to aap ek hi code use kar sakte ho. Par agar alag Alag size ke ads dikhana hai to alag code generate karna padega.

      Me aapko suggest karuga ki aap alag Alag code generate karke lagaye jisse aapko ye bhi pata chal jayega ki kis jgha ke ads se Jada income ho rahi hai.

      Reply
  4. Bhai meri ek website h jo health se related jankari deti h agr website pr 10000 visitor aaye pr din to kitni income ho skti h….?

    Reply
  5. bidvertiser se jo earning hoti hai wo paypal account mai kaise pahunchti hai aur paypal account me jama paise kaise dekhte hai, bidvertiser ke ad kis prakar ke dikhte hai

    Reply
  6. please bataye ki domain name kaise khareeda ja sakta hai aur uske liye payment kaise karte hai aur ye bhi batayen ki domain kharidne ke baad hosting blogger ki hi rahegi to kya hum youtube ke approved adsense account se blog par adsense use kar sakte hai kyonki hum youtube dwara approved adsense account se own website par bhi adsense ka use kar sakte hai

    Reply
  7. apki website par popular post aur recent post ke tab ek sath hain kya hum aisa blogger blog par kar sakte hai agar haa to html code bataye please

    Reply
    • Rahul haa ham bilkul kar sakte hai. Me abhi thoda bhar hu or mera laptop mere pass nahi hai. Aap google me search kare ya fir thoda intjar karo me apni site par bhi uski post daaluga

      Reply
  8. kya tumne apni website ke dwara adsense se approval liya hai ya phir youtube ke dwara adsense account approve hone ke baad is website par ads dikha rahe ho

    good articles

    Reply
      • iska matlab tumhare pass do adsense account hain, lekin jaha tak main janta hoo ek vyakti same name and address se doosre adsense account ke liye apply nahi kar sakta please batayen aapne ye kaisa kiya kyonki mai youtube and blog dono par ad dikhana chahta hoo aur is bar maine apne blog main change kiya hai change karne ke baad adsense account ke liye apply karoonga

        Reply
  9. kya bidvertiser bhi google adsense ki tarah hamare blog ko review karta hai ya phir bidvertiser par account banane ke baad hi hum ad code blog par laga sakte hain or ad code blog par lagane ke baad kitni der baad ad dikhna shuru ho jata hai

    main blogging, seo ke bare main janta hoon maine blog banane ke baad earning tab ke dwara adsense ke liye kai baar try kiya lekin adsense se approval nahi le saka isliye ab main apne blog par bidvertiser use karne ki soch raha hoon

    Reply
      • jaldi reply karne ke liye thanks, apne blogging ki shuruat kaha se ki blogger ya wordpress aur domain name aur hosting kis website se aur kitne mai kharida please bataye

        Reply
        • Mene Blogger se hi ki thi or 2010 me blog banaya tha bhut khuch Sikhne ke baad mene apne friends ki madad karna start ki. Abhi mera blog wordpress par hai par Blogger best or simple or secure hai.

          Mene domain godaddy se liye hai or hosting hostgator se

          Reply
          • apne mere sawal ka poora jawab nahi diya main sirf jankari ke liye pooch raha hoo ki apko domain name aur hosting ke liye kitna pay karna pad raha hai aur main apki website par isliye pooch raha hoo kyonki maine is website ke article padhe hai aur comment mai maine dekha hai ki apne lagbhag sabhi ko reply kiya hai

          • Rahul me har ek comment ka reply karne ki koisi karta hu q ki is website ka madad hi logo ki Hindi me help karna hai.

            Domain ke 700 or hosting ke lagbag 8000 per year lagte hai

  10. Sir main apne blog par is site k ads ko use karta hu par kai bat bahut hi porn type ads aane lag jate hain ,koi tarika hai Control karne ka ?(education wali category chuni thi )

    sir mere jyadatar visitor uc browser use karte hai par bade wale uc par ek bhi ad nhi dikhta, koi tareeka hai uc me ads dikhane ka ?

    thanks.

    Reply
    • Aap BidVertiser ke dekho usme sun category me to kuch aesa nahi Chunaa hai.

      UC me ads nahi aate. Bo automatic hi ads ko block kar deta hai.
      Mera suggestion hai ki aap chrome use karo usme browsing badiya hoti hai. UC downloading ke liye badiya hai

      Reply
      • sir par sun category ka kya matlab ?

        maine pakka education wali category chuni hui hai.

        ek blog math ka hai us par kewal mathamatice chuni hai par porn type phir bhi aa raha hai.

        Sir next payment aur PENDING balance me kya anter hai.

        aap k article me wire transfer wali galti jaroor thik kare. 10$ nahi 500$ Hai. Thanks

        Reply
        • Aap ek kaam karo BidVertiser ko email karo is problem se related.

          Next payment me aapki bo payment batata hai jo aapko month ke Aakri me di jayegi or pending me jo abhi aapki Income ho chuki hai par di nahi gai hai

          Reply
  11. Thank you itna sab btane ke liye….

    mera 1 question hai..

    Agar hum blogger pr ID bnate hai to kya zaroori hai ki hume usme kuch likhna hoga tabhi hum usme ads daal skte hai?

    Reply
    • Agar aap uspe kuch nahi daloge to koi q aapke blog ko kholega.

      Example ke liye aap meri site le lo, Agar me sirf ads hi daaluga to Kya aap meri site khologe. Q ki aapne google me jo search kiya tha aap bo chate ho naa ki ads dekhna.

      Reply
  12. Sir maine apne blog par is site ke ads lagaye hain. par mujhe problem ho rahi hai.

    (1)kai bar porn type ads aane lagte hain is se kaise bachu? maine eduction wali category chuni thi.

    (2)Mahine mein 10 se laker 20 dollar kamane ke liy kitne unique visitors aur page views par day chahiye?

    (3)Maine ads ke code post mein bhi lagate hai par Android mobiles ke opera mini par Play store khul aata hai. is se kaise bachu? Sirf text ads dikhane ke lie kya karu?

    Reply
  13. सर मैने अपने ब्लॉग पर इस साइट के एडस लगाएँ हैं. पर मुझे समस्या यह हो रही है

    (1) कि कई बार अपने आप पोर्न टाइप एड़स आने लग जाते हैं इस से कैसे बचुँ ? जबकि मैने शिक्षा वाली कैटेगिरी चुनी थी।

    (2) महीने में 10 से लेकक 20 डोलर कमाने के लिए कितने पेज वीयुस होने चाहिएँ ?

    (3) मैने एड़स के कोड पोस्ट में भी लगाएँ है पर Android मोबाइलस के ओपेरा मिनी पर प्ले स्टोर खुल आता है इससे कैसे बचुँ. जब कि मोबाइल वाले एड ही लगाए थे

    Reply
  14. sir me ba kar rah hu our mera computer me h to ap muje batie ki me konsa cours karu jis se muje jaldi job mel yae cours 1 ya 2 sal ka ho

    Reply
    • Job ke liye to nahi kha sakta par aapka agar intrest hai to aap HTML, Javascript, css, pop ke course kar sakte ho ye sab online use hote hai.

      Agar aap kisi job ke liye koi course karna chate ho to jis job me aapka interest hai uske liye kya kya requirements hai bo dekhiye

      Reply
    • Aapke blog ki income directly aapke blog ke visitor par nirbhar karta hai. Agar aapke blog par 1000 visitor per day aate hai to aap 2-5$ tak kama sakte ho har din.

      Agar aapka blog new hai to visitors kam hai to aapki income bhi kam hogi.

      Agar aap maximum kitne kama sakte hai ye jaanna chate ho to me aapko bata du iski koi limit nahi hai. Jitne Jada visitor utni Jada income :)

      Reply
  15. Mere fB page page ka link mene copy kar liya par aapne bola ******ki jagah replec karne ko par ye *******code me kahi nahi h

    Reply
    • Aapne code pura copy nahi kiya hai. Or code ko bhi Sahi edit nahi kiya hai. Mene kaha tha ke sirf jo ******** hai unki jagah apne facebook ki Id daalna hai or kuch nahi karna. Aapne meri site ka naam hata diya bo nahi hatana tha.

      Reply
    • Golu mane aapka blog dekha aapne code to add kiya hai par ads nahi dikh rahe. aapka Bidvertiser ka account hai bo aapne approve kiya ki nahi apne email se.

      Ek baat or aapne jo like us on FB ka widget joda hai bo bhi nahi dikh raha hai. mene yaha par share kiya hai Facebook ka Like box kaise jodte hai blog me. aapko dekhni chaiye. http://hindimehelp.com/facebook-like-box-blogger/

      ek baat or aapne Google+ ka widget ko 2 bar daal diya hai. ek hata do

      Reply
  16. Sir mene bidvertiser par account bna k uske add mere blog par post kiye lekin wo display nahi ho rahe btaye me kya karu

    Reply
  17. Sir maine ad code copy paste bhi kar diya per mare blog m ad show hi nhi ho rhi h. Jo ad code paste kiya h wo hi lika aa rha h ab m kya karu.

    Reply
  18. Main website bloge par nahi dalna chahta ho par mai apko bata do wo company mere se 10 se 20 dollar mang rahi hai agar ap merei help karte ho to main apko bhi bata sakta ho par website main bloge nahi share kar sakta ho

    Reply
    • Mera matlab hai me ye nahi samaj par raha hu ki aapne 1000$ kamaye hai or bo aapko payment karne se phele aapse paise le rahe hai. Muje to kuch daal me kala Nagar aa raha hai. Sabaal kar.
      Aap mujse kya Madad chate hai ye bataiye. Aap website to bata nahi rahe hai ki me usko check karke apni rai batao ki company farji to nahi

      Reply
  19. Mere pass paypal account bhi hai aur verify bhi hai mera account main ptc website par ad dekhta ho main dollar bhi 1000 dollar kamaya hai par withdraw krane ke lie company kuchh dollar mang rahi hai main kya karu aur mere pass credit card bhi nahi hai ki company ko fund de saku kya karu ki mere Paypal account main dollar a jayen aur kya karu ki company ko fund de sako aur apne Paypal account main dollar receive karu please help

    Reply
    • agar aap english ko bhi samajte hai to lakho seite hai jinpar website se related har topic ki jaankari aapko mil jaayegi. Me blogging ke liye ek book likh raha hu hindi me par usme lagbhag 1 saal lagega.

      Reply
  20. Sir
    merko na apni website aisi bnani h jesi dj punjab. H. usme songs video hur tarike ki.information ho usme.or bhot asan bhi. ho use chalana..or kuch paise bhi kamasaku.

    Reply
  21. Agar. Sir. M.mobile. me.blogger chalau to koi fark to nahi padta ya.ye sirf pc pr hi.chalega..or sir plz mujhe apni website bnani h.kuch btao Sir.. Mujhe kuch nahi ata or sir m apke msg ka bhi intazar karta raihta hu..plz Sir.

    Reply
    • Mobile se ham thoda bhut chala sakte hai. Par computer Hona jaruri hai. Ek baar website ban Jaye uske baad ham post kar sakte hai mobile se. Jese ye reply me mobile se hi kiya hai

      Reply
    • Aap sab me se jo online business krna h to aap me se koi b mujse con. Kr sakta h mera mo. No. 8199066040
      aap aapna har sapna pura kr sakte h aap me se jiski b call aayegi uski life badal jayegi “PROMISS”

      Reply
  22. Mujhe apni webside ke liye blogger pe id bnana jaruri h..blogger ka kya matkab h or maine apni id ka name bhi soch liya h.kelin bnau Kaise sir…

    Reply