Website Kaise Banaye in Hindi | Free Google Website (Blog)

Hello Friends aaj ham online world ka sabse bade sabaal ke jabab ke baare me jaanege – Website, ji hai website kaise banaye aaj ham ye jaanege.

Agar aap apna online business karna chate ho ya apne kisi knowledge ko duniya se online share karna chate ho to aap ki website hona bhut jaruri hai, or aaj ham janege ki free website kaise banaye Google ki madad se.

Blogger-par free blog kaise banaye

Start karne se Phele me kuch baate hai jo me aap ko batana chata hu ki, ham jo website bana rahe hai bo blogger.com par banegi. Blogger.com Google ki hi ek service hai or ye bilkul free hai, jisko ham Blog bhi bolte hai.

Website (Blog) Banane ke liye kin-kin chijo ki jarurat hai

  1. Gamil account
  2. Computer
  3. Internet Connection ;)

Website (Blog) kaise banaye

Step by step follow karo-

Step 1: www.Blogger.com par jao.

Agar aap ke paas phele se Google account (gmail) account hai to aap us se login kare ya fir phele Gmail par ek account banaye.

gmail is se login kare

Step 2: Blog bnane ke liye New Blog ki button par click kare

New blog ki button par click kare

Step 3: ek naya page khulega

Advertisements

Is page par aap ko apne blog ka tital, uska link (url) or uska template select karna hai. iske baad Create Blog ki button par click kare.
Apne detail bhare

  1. Title – Isme aapko apne Blog ka Naam Likhna hai.
  2. Address – Blog ka kya address dena hai. jo phele se kisi ka naa ho. Badiya Address kaise select kare
  3. Template  – Niche diye huee template me se template ko select kate. Pade kaise Change karte hai Template ko
  4. Create Blog! – Last me is button par click kare.

ye lijiye aapki website bankar teyaar hai.

*Note: ek baat dyaan rake ki aapke blog ki jo link rahegi usme blogspot bhi rahega. matlab maan lijiye aapne blog ke link liya ram to aapke blog ki link rahegi ram.blogspot.com. agar aapko ye blogspot hatana hai to uska bhi tarika hai jo me aapko aage bataoga.

Free website blog kaise banaye Google Par in hindi Video

Blogger Ki Puri Jaankari

Aage jaaniye

Me jaanta hu aapke dimaag me bhut se sabaal hoge, or aap un sabaalo ke jabab bhi chate hoge. agar haa to niche comment jarur kare ya hamare Sabaal Jabaab Section me post kare. or aapko ye jaankari kesi lagi iske baare me comment karke jarur bataye.

Hindi Me Help ka Facebook Group Join kare or apni or dusro ki help kare.

Share on:

Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

1,158 thoughts on “Website Kaise Banaye in Hindi | Free Google Website (Blog)”

  1. Mujhe ye site bahut achha lga.kya aap btaoge ki mujhe apne kam ko blogger.com pr kaise dalkar kr sakte.yani ki mai apne kam pr iske madhayam se prachar karani hai.mere contact no. 8054546107

    Reply
  2. Hi sir me mobile se blogging karta hu chrome app se lekin usse ek problem hai template>>edit html me searh box kaise laye mujhe samajh me nahi aa raha hai please reply me fast

    Reply
  3. hello sir mera name qadir hy or main ap sey ek help chata houn main txtiles k design online tiar karna chata houn or earning karna chata houn key ap meri help[ karain gay plz

    Reply
  4. Sir maine blog to bna liya h par jaise google khholne pe other ka page dikhhta h vo page kaose creat karu jispar download hone valid chime ho..

    Reply
  5. Bhi mujay new website bana. do mera competar or Laptop b nhi hy lekn gmail Account hy plz bhi bana do plz
    Usman Saif website ka name ho

    Reply
  6. hello bhai urdu main agar main blog banaun to uss par adsense mill sakta hai urdu se mera matlab ye hai k jis tarha aap ki web bani hoe hai iss tarha

    Reply
  7. hello bhai kya mujhe blogger par adsense mill sakta aur urdu main agar main blog banaun to uss par adsense mill sakta hai urdu se mera matlab ye hai k jis tarha aap ki web bani hoe hai iss tarha

    Reply
  8. Hlo dost ,
    yr maine chitika per acount bna liya h yr to mai waha se coe lena chahata hu par jb mai apna acount sig in kr kr rha huu to icorect email password bta rha h yr kya mera chitika acount confrm hone time laega kya dost plzzz help me

    Reply
  9. Dear Rohit Ji kya blogg banakar online paisa kamane me kisi tarah ka investment bhi karna padta hai ?Matlab koi pack wagairah purchase karna hota hai agar ha to kaise aur kab plz suggest me brother

    Reply
  10. Dear Rohit Ji kya blogg banakar online paisa kamaane me kisi tarah ka investment bhi karna padata hai kya?Matlab kya koi pack purchase karna padta hai agar ha to kab aur kaise plz suggest me brother

    Reply
  11. Dear Rohit Ji kya bogg banakar usse paisa kamaane me kisi tarah ka investment bhi karna padata hai.Matalab kisi tarah ka koi pack bhi purchase karna padata hai agar ha to kaha aur kaise.Please suggest me.

    Reply
  12. MAINE AAPKI WEBSITE SE JAANKARI LEKAR BLOG BANAYA HAI PAR US ME KISI KA BHI COMMENT NAHI AA RAHA KYO? MAINE APNE FRIEND SE BHI COMMENT KARWAYA WO BHI NAHI AA RAHA

    Reply
  13. SIR GOOGLE adesence ya anya company se blog pr paise kamne ke liye free website bnanaa jaruri hai.
    kya bina free website bnaye blog ke jriye hi paise nhi kama sakte

    Reply